• 6 minutes ago
Is video mein hum un Mubarak kalimat aur masnoon dua ke baare mein janenge jin ke parhne se Allah Ta'ala insan ko 70 qisam ki aafat, musibaton aur pareshaniyon se mehfooz rakhta hai (jin mein se sab se choti aafat gham aur pareshani hai).

Is wazife ko apni rozmarra ki zindagi ka hissa banayein, khud bhi parhein aur sadqa-e-jariya ki niyat se apne doston aur ghar walon ke saath zaroor share karein.

Video Highlights:

70 aafat aur balaon se bachne ki khas dua

Har qisam ke gham, pareshani aur bemari se hifazat ka amal

Hadees ki roshni mein in kalimat ki fazilat

Agar aapko hamari yeh Islamic video pasand aaye to channel ko Follow zaroor karein taake mazeed achi aur maloomati videos aap tak barwaqt pahunchti rahein. JazakAllah Khair!

70 aafat se bachne ki dua, har musibat se bachne ka wazifa, islamic status, urdu bayan, daily dua, masnoon duain, pareshani se nijat ka wazifa, hifazat ki dua, islamic video in urdu, wazifa for problems, subah sham ke azkar, hadees sharif, islamic reminders

Category

📚
Learning
Transcript
00:00بسم اللہ الرحمن الرحیم السلام علیکم ورحمت اللہ وبرکاتہ
00:05بلاؤں سے حفاظت
00:07حضرت انس بن مالک رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں
00:11کہ آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا
00:14جو شخص صبح کی نماز کے بعد سات مرتبہ پڑے گا
00:18ستر بلاؤں سے محفوظ رہے گا
00:20یعنی اگر آپ صبح کی نماز کے بعد یہ پڑھتے ہیں
00:23تو ستر بلاؤں سے آپ محفوظ رہیں گے
00:54دعا ہے
00:57صبح کے وقت یہ دعا آپ نے ضرور پڑھنی ہے
01:00اللہ تعالیٰ کے حکم سے آپ ستر بلاؤں سے محفوظ رہیں گے
01:04اور آپ اپنے بچوں پر بھی یہ دعا پڑھ کے دم کر سکتے ہیں

Recommended