Insaan ko hamesha yeh sochna chahiye ke kaun se aamaal Allah ko pasand hain aur kaun se aise hain jo Allah ki narazgi ka sabab bante hain. Is bohat hi dard bhare aur emotional bayan mein Molana Tariq Jameel un gunahon aur ghalatiyon ka zikr karte hain jo Allah ke ghusse ka sabab ban sakti hain, aur sath hi sachchi tauba aur islaah ka raasta bhi batate hain. Yeh bayan humein apni zindagi ka jaiza lene, gunahon se bachne aur Allah ki raza hasil karne ki taraf dawat deta hai. Agar aap apne imaan ko mazboot banana chahte hain to is bayan ko zaroor sunein aur share karein. #MolanaTariqJameel #AllahKaGhussa #EmotionalBayan #IslamicReminder #Tauba #DeenKiBatein #IslamicSpeech #UrduBayan #Hidayat
Comments