Skip to playerSkip to main content
  • 1 year ago
The concept of Freelancing is different from a conventional job because it gives you the freedom
to be your own boss rather than being employed by someone. Freelancing is for all those people
who are not happy with their 9-5 jobs, and don’t want to follow the mechanism of conventional
jobs. Freelancing is better than any other job because it gives you freedom of time, and there is
no need to follow a formal working environment. But hard work, self-assessment, and dedication
are the most important factors to be a successful freelancer.

Category

📚
Learning
Transcript
00:01Stay safe.
00:02Stay healthy.
00:03Stay safe.
00:21offline to kuch hota hi nahi, kyunke DG skills hai.
00:24Aur DG skills ka matlab hai sab kaam online,
00:26sab kaam computer ke through by using internet.
00:30Aapki communication skills factor in a long way
00:34in completion of your mission.
00:36Aur aapka mission kya hai?
00:37Aapka mission hai to become successful freelancer,
00:44to earn as much money as you want,
00:48to become financially independent,
00:52and to empower more people as your work grows.
00:56Yeh chaaro baatein tabhi ho paayengi,
00:58Khwateen o Hazraat, jab aap apne hi field mein excel karenge.
01:02Aur field mein excel bagayar communication skill ke to ho hi nahi sakta.
01:06Aap meri is video ko isliye dekh rahi hain.
01:11Aap itna aage pehli video se isliye aaye hain
01:16ke there is a communication skill involved here.
01:19Had I not adopted a positive body language,
01:24agar main apne alfaz effectively convey na kar paata,
01:29agar meri communication skill shady hoti,
01:32aap is video tak nahi aa paate.
01:34Yeh kehne ka maqsad yeh bataana hai,
01:38ke jitni hi effective communication skill hogi,
01:41utne hi bade rishte chalenge.
01:43Chahe wo business related ho,
01:46ya chahe wo aapki personal life ke ho,
01:48communication matters a lot.
01:50Ek maze ki baat bataunga,
01:52wo gaana yaad hai aapko?
01:53Main dil ki dil mein rakhta hoon,
01:55yeh hi mera dosh hai.
01:57Iska kya matlab hai?
01:59Iska matlab yeh hai,
02:01ke aap communication nahi kar paay,
02:04aap apne aap ko express nahi kar paay.
02:07Agar aap apne aap ko express nahi kar sakte,
02:10how do you expect your employer
02:12to give you their business?
02:16Isme to baat hi sochne ki nahi reh jati,
02:19ke jab aapke andar ability nahi hai to sell yourself,
02:23communication means
02:26the art of selling yourself.
02:30Yeh paanch words,
02:31the art of selling yourself,
02:34yakeen jaaniye west pe is pe
02:37das das hazaar ke seminars hote hain,
02:41chahe wo Tony Robbins ho,
02:44jinki tasveer aap ek bhi screen mein dekh rahe hain,
02:47chahe wo John Maxwell ho,
02:49ya koi aur trainer ho.
02:52Art of selling yourself means
02:55you should learn the art of effective communication
02:58because when you can convey yourself,
03:02when you can send the message across about your product,
03:06about your service,
03:08do hi cheezein bechte hain na,
03:09ya product hai, ya service hai.
03:12Teesri to koi baat nahi hain,
03:14inhi dono ko bechne ke baad hi aap paise kama sakte hain,
03:17pat aap in dono ko bechenge kaise
03:19jab aapki andar communication skill nahi hai.
03:22Communication skill ke kucheeda points
03:24main aapke saath share karta jaahunga,
03:27umeed hain ke,
03:28meise abhi bhi mujhe lag rahe hain,
03:30ke pen aur paper nahi pakda wa.
03:33Thoda sa zara additional method bhi apply karein apne aap pe
03:37kyunke main yeh chahata hun,
03:38yeh sticky notes aapke desk pe padeve hoon,
03:41computer ke saath connect hoon,
03:42taake aap inko horoz dekhe.
03:44Freelancing aap kal bhi kar sakte hain,
03:46freelancing aap day after tomorrow bhi kar sakte hain.
03:49Freelancing karne se pehle in cheezon ka seekhna,
03:53in pe maharat hasil karna bohot zaroori hai.
03:56So you need to learn these soft skills
03:59and then you need to get a hands-on experience
04:02with these soft skills.
04:04So communication ke jo chaar important factors hain,
04:08khwateen aur hazrat,
04:09agar main aapke saamne share kar lunga
04:11aur aap meri screen ko dekhiye,
04:14pen aur paper bhi zaroor likhiyega.
04:17Number one is selection of the words.
04:19Hum baarha is baat pe emphasis dete hain,
04:22ke aapke alfaz,
04:23kisi ka dil jeet sakte hain,
04:25chahe wo relationship ho,
04:27chahe wo karubaar ho.
04:29Agar aap effectively,
04:30if you are soft spoken,
04:31if you know what you're talking about,
04:33if you are conveying your message across,
04:36so alfaz ka chinau ihtiyaad se keejiye.
04:40Selection of words ke baad jo doosri baat aati hai,
04:44dosto wo aati hai aapke message se related.
04:47Now message says it all.
04:50It could be selling your product,
04:52it could be selling yourself as a freelancer.
04:55If you just cannot send a message across,
04:59toh masla message ke andar garbar ho gaya.
05:02Phir iska matlab hai,
05:03ke baat aage nahi chalegi,
05:05aayin baayin shayayin hoga.
05:07Teesri important baat,
05:09stay connected.
05:12Stay connected ki baat
05:13hum pehle bhi emphasize kar chuke hain,
05:15ke Skype ka usage keejiye,
05:17lengthy Skype usage keejiye,
05:18employer ko convince keejiye,
05:19ki you want to talk to them,
05:21you are always accessible,
05:22you are always available.
05:23So jab aap connected hote hain,
05:25employer ka jab bhi dil kare aap se baat karne ka,
05:27yeh nahi hoga ki
05:2910-10 ghante, 12-12 ghante ka delay aayega.
05:32So stay connected.
05:34Employer ko yeh comfort zarur dijiye,
05:36ki you are accessible whenever they want.
05:39Aur chothi baat jinnab,
05:40conciseness.
05:42Hum ispe emphasis dubara isliye de rahe hain,
05:45ke jab aap apne message ko effectively,
05:47summundar ko guze mein band karenge,
05:50tabhi baat bandti hai.
05:51Yeh bhi toh ho sakta hai,
05:52ke main in chaaro points pe
05:531.5 ghanta kharsh karun,
05:55spend karun,
05:56aur yeh chaar points main aapko
05:585 minute ke ek choti si video mein bhi bata doon.
06:01This is what you call
06:02conciseness in your communication.
06:04Communication, aap creative writing mein seekhenge,
06:07aur meri aap se darkhas hai,
06:08ke aap us course ko
06:10undertake karein,
06:11because if you want to learn a skill
06:13of effective business development as a freelancer,
06:17it's all about projecting yourself,
06:19it's all about how you present your skills,
06:22it's all about art of selling yourself.
06:25Khatino Zaraat,
06:26yeh chaar points bahut zaroori hain,
06:27please inko palle band lijiye.
06:29Freelancing,
06:30nonetheless,
06:32art hai,
06:33how to sell yourself.
Be the first to comment
Add your comment