Behlol Dana ek danishmand buzurg the jo apni aqalmandi bhari baaton se logon ko hidayat dete. Is kahani mein ek ameer shakhs un se mulaqat karta hai, lekin uska dil daulat ki mohabbat se bhara hota hai. Behlol Dana usay yaad dilate hain ke daulat yahin reh jaye gi, aakhirat mein sirf nek aamal kaam aayenge. Ameer shakhs par yeh baat asar karti hai, aur wo apni zindagi badal leta hai. Is chhoti si kahani mein ek gehri naseehat chhupi hai jo har shakhs ko sochnay par majboor kar degi.
📽️ Har roz naye videos ke liye channel ko Subscribe karna na bhoolen! 📢 Voice-over: Ayad
Behlol Dana, Behlol Dana ki kahani, Islamic short story, Urdu short story, ameer shakhs ki kahani, aqalmandi ki kahani, naseehat bhari kahani, Behlol Dana wisdom, Behlol dana naseehat, ameer aur faqeer kahani, daulat ka asar, akhirat ki tayyari, Islamic moral story, Behlol ki hikmat, urdu kahaniyan, short moral story in urdu, urdu shorts, hikayat e Behlol, Behlol aur ameer, behlol cartoon story, ayad ki kahani, islamic urdu story