Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 7/30/2023
Daura e Tarjuma e Quran - Host: Shuja Uddin Sheikh

1st Time In Electronic Media's History Complete Translation & Tafseer Of Quran Kareem.

#ShujaUddinSheikh #DauraeTarjumaeQuran #ARYQtv

Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:25 Allahumma salli ala Muhammadin wa ala aali Muhammadin wa barik wa sallim.
00:28 Rabbishra li sadri wa yassir li amri wa halul ukhudatan min lisani yafqahun qawli
00:33 wa ja'ali wazeeran min ahli. Ameen. Ya Rabbil Aalimeen.
00:36 Ladies and gentlemen, Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu.
00:39 This is a special program, the translation of the Holy Quran.
00:41 We are studying the 26th chapter of the Holy Quran.
00:44 We are studying Surah Al-Hujurat.
00:45 It is a Madani Surah.
00:46 It has been given guidance on a very important state and social level.
00:51 We are starting the study from verse 13.
00:54 It is a very important guidance for a society on a global level.
00:58 Surah Al-Hujurat, verse 13.
01:00 A'udhu Billahi minash shaitanir rajim. Bismillahir Rahmanir Raheem.
01:03 Ya ayyuhan naasu innaa khalaqnaakum idh dhakani wa untha.
01:07 O mankind, we have certainly created you from a man and a woman.
01:10 Wa ja'alnaakum sha'uban wa qaba'i la li ta'arafu.
01:13 And We have divided you into groups and made you into individuals.
01:18 And we have made you into tribes so that you may know one another.
01:21 Sari insano ka khaliq ik Allah, sari insano ke awwaleen waleedain Adam wa Huwa.
01:25 Is naati sab barabar hain.
01:27 Aur yeh rangat ka farq hai,
01:29 kabeelo ka farq hai, khandano ka farq hai.
01:31 Yeh tafakhur ke liye, takabbur ke liye nahi.
01:33 Yeh aapas ke ta'aruf ke liye hain.
01:34 Innaa akarmakum inda Allahi atqaakum.
01:37 Beshak Allah ta'ala ki nigaon mein tum mein sabse badkar izzat wala hu hai,
01:40 jo sabse badkar Allah ta'ala ka taqwa ikhtiyar karne wala ho.
01:43 Sari insano ke mazahib bi mukhtalif hain.
01:45 Magar khaliq sabka ek hain,
01:47 awwaleen waleedain sabke ek hain,
01:49 ek aalamgir maashara wujud mein aasakta hai,
01:51 ik dusre ke qareeb aaya jaasakta hai.
01:53 Rang, nasal, zabaan, khitta,
01:55 yeh toh insaan ke ikhtiyar mein nahi,
01:56 kaun kis rangat mein pehda hua,
01:58 kaun kis ilaqe mein pehda hua.
01:59 Kirdar insaan ke ikhtiyar mein hai.
02:01 Toh kirdar ki buniyat par Allah ta'ala ke hain kisi ki azmat hai.
02:04 Aur kirdar mayaar hoga,
02:06 toh sihat mein maashara wujud mein aayega.
02:08 Daulat ko mayaar banayenge,
02:09 ghardane katenge,
02:10 kyunki daulat jamaa karni hai,
02:16 toh maashara ke andar behtar ravaiye hamaare saamne aayenge.
02:18 Yeh usoori ta'aleem hai aalamgir sata ki
02:20 jo Quran-e-Kareem ata kar raha hai.
02:22 Inna Allaha 'aleemun khabeer,
02:23 bishak Allah ta'ala ilm rakhne wala,
02:25 khabar rakhne wala hai.
02:26 Wanda ghor keejega kaale aur gore ka farq
02:28 aaj bhi advance countries ke andar mein
02:30 khatam na ho saka.
02:32 Jab tak kirdar ko buniyat mein banayenge,
02:34 qurbat nahi aasakti
02:35 aur maashara sihat mein buniyaton par
02:37 ustawaar nahi ho sakta.
02:39 Agli do ayaat mein,
02:41 qanooni islam aur haqiqi islam,
02:43 iqraarun bil nisan aur tasdiqun bil qalb
02:45 ka ik farq aaya hai.
02:47 Go ke islam aur iman ik dusre ke ma'ana
02:49 ke taupar alfaat istimaal hotein,
02:51 is maqam bat thoda farq Quran-e-Kareem mein kiya gaya.
02:53 Pas manzar hai, kuch log nain-e-musalman hua
02:55 aur aakar unhone iman ka daawa kia,
02:57 unke iman ke daawa ki nafi
02:59 aur unke islam ke iqraar ko
03:01 kabul kia jaa raha hai.
03:03 Farmaya, qaulatil aaraabu aamanna,
03:05 baddu yaani dihaat mein rehne wale
03:07 kehte hai, hum iman le aaye.
03:09 Qul lam tu'minu walakin qulu aslam na.
03:11 Ey nabi, farma dijiye,
03:13 aalaihi salam, tum iman nahi laaye ho,
03:15 balki tum kou hum islam laaye hai.
03:17 Walamma yadkhulil imanu fee quloobikum.
03:19 Abhi iman tumhare dilon mein daakhil tak nahi hua.
03:21 Wa in tuti'u Allaha wa rasoolahu
03:23 la yalidku min a'maalikum shai'a.
03:25 Aur agar tum Allah ta'ala aur iske rasool
03:27 aalaihi salam ke itaat karte rahoge,
03:29 to Allah ta'ala tumhare aaman mein se kuch kamee nahi firmaayega.
03:31 Innallaha ghafoorur rahim bishak Allah,
03:33 bohot bashne wala, nihayat raham firmaane wala hai.
03:35 Ye aaye hain kuch log,
03:37 na'ayna islam innoonay qabool kiya,
03:39 daawa kiya iman ka, nahi, tumhaye islam laaye ho,
03:41 tumhare dil mein abhi iman daakhil nahi hua.
03:43 Ha bhi na'ayna islam laaye ho,
03:45 neki karoge, tumha rajal Allah ta'ala kya
03:47 ma'afooz rahega.
03:49 Islam, ikraar ka naam hai,
03:51 aur iman dil ki tasdeek ka naam hai.
03:53 Inn ke islam ko qabool kiya gaya,
03:55 inn ke iman ki nafee ki gyi,
03:57 aur wo iman jo dil mein hota hai,
03:59 haqeeqi iman, uska taskira
04:01 ab agli ayat-e-karima mein aa raha hai.
04:03 Farmaaya, innamaal mu'minoona allazeena
04:05 aamanu billahi wa rasoolihi,
04:07 thumma lam ya'rtaabu.
04:09 Bira chuba iman wali to wo hain,
04:11 jo iman laaye Allah,
04:13 jo iman laaye Allah ta'ala par uske
04:15 rasool aalaihis salaam par,
04:17 pil kisi shak mein mubtala na hua,
04:19 dil thug gaya iman par.
04:21 Wajahadoo bi amwaleen wa anfusim fee sabili Allah,
04:23 aur unhone apne maal aur apne jaanon se
04:25 waqa'a ki rahmein, ulaa ikahumus saadiqoon.
04:27 Yehi log sachche hain.
04:29 Yeh hai iman-e-haqeeqi ki do ajzaat.
04:31 Sachcha pakka iman dil mein hoga,
04:33 to aamal mein jihad nazar aayega.
04:35 Tafseer se parte aayen,
04:37 jihad jiddu juhus se hain,
04:39 mustaqil mehnad, Allah ki bandagi ke liye,
04:41 Allah ki bandagi ki daawat dene ke liye,
04:43 Allah ki bandagi par mabni nizam ko qaim karne ke liye.
04:45 Iman dil mein hoga, to jihad ka tarz-e-aamal
04:47 suboot pesh karega,
04:49 kiske dil mein iman hain.
04:51 Ab do baate aur,
04:53 ab do baate hain,
04:55 ikraaroon bil lisan,
04:57 tasdiqoon bil qalb.
04:59 Zubaan ka ikraar nazar aata hain,
05:01 tasdiqoon bil qalb ka maamla,
05:03 wo qalbi maamla hai,
05:05 uska aamal se izhaar zaroor hoga.
05:07 Lekin duniya mein kisi ki musulman hone ka faisla,
05:09 uske zahir ke ikraar par kiya jaayega.
05:11 Aakhirat mein, kyunki Allah sinon ke raazon se bhi waqif hain,
05:13 wo dil wale iman ki buniyat par aakhirat mein faisle hone hain,
05:15 wo phir Allah ta'ala faisle kar lega.
05:17 To ek riyasat mein,
05:19 ek islami riyasat mein,
05:21 dil mein iman hai ke nahi, wo Allah ta'ala jaanta hai.
05:23 Hum to dil mein jhaag kar nahi dekh sakte.
05:25 Lekin saccha pakka iman,
05:27 jo matloob hai Allah ko, wo kya hai?
05:29 Aisa iman ki banda shak mein muqtala na ho,
05:31 aur jihad kare apne maal aur apni jaanon se,
05:33 Allah ta'ala ki rah mein.
05:35 Allah ta'ala aisa saccha pakka iman,
05:37 aur aamal mein jihad hai fee sabirillah,
05:39 mujhe aapko hum sabko ata farmaye.
05:41 Qul atu'allimoon Allah bi deenikum.
05:45 Ei nabi alaihi salam farmadin,
05:47 ji ka tum Allah ta'ala ko apni deendari jatate ho?
05:49 Yeh naine iman lane walo ne ka,
05:51 dekho baki logon ke jang ke baad iman laaye,
05:53 baki logon se qital bhi hua, hum to aise hi le aaye.
05:55 O bhai jata kisko re ho?
05:57 Wallahu ya'alamu maa fis samawati wa maa fil ard.
05:59 Aur Allah jaanta hai, jo kut aasmanon mein,
06:01 aur jo zameen mein hai,
06:03 wallahu bi kulli shayin 'aleem.
06:05 Aur Allah har har shay ka ilm rakne wala hai.
06:07 Ya munnoona alaika anaslamoon.
06:09 Ei nabi alaihi salam,
06:11 aap par ye log ihsaan rakte hai ki wo islam le aaye.
06:13 Qul laa tamunnoo alaiya islamakum.
06:15 Wallahu ya munnoo alaikum an hadaakum lil imani in kuntum sadiqeen.
06:19 Balki Allah ta'ala tum bari ihsaan farmate hai ki usne
06:21 tume iman ki taraf hidayat ita farmai,
06:23 aga tum sache ho to.
06:25 Hum bhi ghor karein, Allah ka fadhal,
06:27 Allah ki tawfiq hai ki kalmi ki daulat mili.
06:29 Allah ka fadhal hai ki islam le aaye.
06:31 Allah ka fadhal hai ki maa ki ghod mein islam mil gaya.
06:33 Allah ka fadhal hai ki deen ki taraf kuch nisbat ho rahi hai,
06:35 khair mein aagey badh rahe hain.
06:37 Allah ka hum par fadhal hai.
06:39 Wa laa hum ahsaan mat jatao, Allah ka fadhal maano.
06:41 Inna Allaha ya'al mugheemat samawati wal ard.
06:43 Bishakal Allah ta'ala asmaan wa zameen ki ghaib ki baaton ko janne wala hai.
06:45 Wallahu basseerum bima ta'manoom.
06:47 Aur ailo ko tum jo kuch karte ho,
06:49 Allah ta'ala khub dekhne wala hai.
06:51 Yeh surah Hujrat ka mutala alhamdulillah mukamal hua.
06:55 Alhamdulillah.
06:57 Iske baad ab saad makki surahte aa rahi hain.
06:59 Aur ab surah Qauf hai.
07:01 Aur yahaan se Quran-e-Hakim ki aakhri manzil ka aghaaz ho raha hai.
07:03 Saad manzil-e-Quran-e-Paq ki hum log jante hain.
07:09 Ab makki surahte hain.
07:11 Aur makki surahte ki madameen Inshallah hamare saamne aayenge.
07:13 Surah Qauf hai.
07:15 Jisme ek hi harf-e-muqatta'at me se ek harf aaya hai.
07:17 Isme Allah ta'ala ne aakhirat ka tazkira farmaya.
07:19 Apni sifat-e-ilm ka zikr farmaya.
07:21 Aur logon ke anjaam ka zikr hamare saamne aayega.
07:23 Nabiye-e-Mukarram a.s.
07:25 Jummeh ke din aur Eid ki namaz bhi bhi iski tilawat ka itmam farmaya karte the.
07:27 Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim.
07:29 Qauf ye ek harf hai.
07:31 Haruf-e-muqatta'at me se.
07:33 Mafoom main bayan nahin hua.
07:35 Tarjama nahin kiya jaata.
07:37 Allah aur Allah ke Rasool-e-Alaihi-Salaam ke darmian ye baat ek raaz hai.
07:39 Wal-Quran-e-Majeed aur buzurgi wale Quran-e-Hakeem ke qasam.
07:41 Qasam ke is baat par ki Allah ke peghambar, Allah ke Rasool hai.
07:43 Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam.
07:45 Aisa qasam uthaaya jaane ka maamla surah-e-Yaseen me aayat-e-Yaseen.
07:47 Wal-Quran-e-Hakeem.
07:49 Innaka l-ameed-al-mursaleen.
07:51 Toh baqeean maqamat par is qasam ki uthaaya jaane ke baad yehi baat sandi jaayegi ki huzoor-e-Alaihi-Salaam ke risalat par qasam uthaaya jaa rahi hai.
08:03 Bal-aajeebu an jaahum mundhiru minhum fa qaulil kaafiroona haadha shay-un-aajeeb.
08:07 Balki un logon ne taajub kiya ki un ke paas uni me se dar sunane wale Rasool aaye.
08:11 Toh kaafiroon ne kaahe ye toh ajeeb shay hai.
08:13 Aiza mitna wakunna turawan dhalika raj'un ma'eed.
08:15 Jab un mar jaayenge matti ho jaayenge, dubara uthaaya jaayega humein?
08:21 Bahut door ki baat hai.
08:23 Yeh lotna bahut door ka lotna hai.
08:25 Kuffar kah rahe hain.
08:27 Allah ta'ala ka tafsara.
08:29 Qad aalimna ma tanqusul ardu minhum aindana kitabun hafeez.
08:31 Yakeenan hum jaantein jo kuch kam karti hai zameen unke jismon me se aur humare paas mahfooz rakhne wali kitab hai.
08:37 Arey tumhari hadiyan, tumhara gosh toh badi baat.
08:39 Ike ik zarra tumhari wujud me se zameen jo kam karti hai.
08:43 Allah farmaat hai humare ilme hai aur humare paas mahfooz rakhne wali kitab yoni.
08:47 Yani lohi mahfooz hai.
08:49 Bal kadhabu bil haq ilam ma jaahum fa hum fee amri mareej.
08:51 Bal ki un logon ne haq ko jhutlaaya jaab ki un ke paas aagaya.
08:55 Pas wo ek uljhiwi baat me pade hua hain.
08:57 Afalam yanduru ilas samaai fa huqahum kaifa banaynaaha wa zayyamnaaha wa maa laaha minfurooj.
09:03 Kya unhoon apne upar aasmaan ki tarab nahi dekhte?
09:07 Allah farmaat hai ki humne usse kaise banaya aur humne usse sitaro se muzayyan kiya aur usme koi shagaaf tak nahi hai.
09:13 Wal arda madadanaaha wal qayna feeha rawaasia wa anbatna feeha min kulli zawji min baheej.
09:19 Aur zameen ko humne phailaya aur usme pahad jamaayen aur humne usme ugaayen har kisam ki khushnuma cheezein.
09:25 Tabu siratun wa dhikro li kulli abadeen muneeb.
09:27 Hab wujud karne wale bande ke liye baseerat aur naseehat ke taur par.
09:31 Wal nazzalnaa min assamaa imaa an mubarakan fa anbatnaa beeh jannaati wa habbal haseer.
09:37 Aur humne aasmaan se baabarkat paani utaaraa, yaani baarish.
09:39 Fir humne usse baghaat ugaayen aur kheeti ke ghalle ko bhi.
09:42 Wal nakhla baasikaatil lahaa fal'un nadeed.
09:45 Aur buland ubarak khujur ke darak jinki teh batay khoshe hote hain.
09:49 Aur eke khoshe guchhe ke andar pachas pachas kilo tak khujur hote hai.
09:53 Allahu Akbar.
09:54 Rizqan lil ibad, rizq hai bando ke liye.
09:57 Wa aheena beehi baldatam maytanal kadhalikal khurooj.
10:00 Aur humne ismaani se murda zameen ko zindagi di.
10:04 Isi tarah kabar se nikalna hoga.
10:06 Qadhabat qablahum qaumun noohi wa ashaabun wasi wa thamood.
10:09 Inse baide jhutlaya Nooh a.s. ke qaumne aur ahl-e-ras, eke muraat, kume wale un logone.
10:15 Aur qaum-e-samoodne.
10:16 Wa aad-un wa fir'aun wa ikhwan-ul-lood.
10:18 Aur qaum-e-aad aur fir'aun aur loot a.s. ke qaum ke bhaiyone.
10:23 Ikhwan-ul-lood, loot a.s. ke biradri ke bhaiyone.
10:26 Qaum ke afraadne jhutlaya.
10:28 Ashaab-ul-aika di wa qaum-u-tubba'a.
10:30 Aur aika, shayab a.s. ke qaum ka ilaqa.
10:32 Aur aika ke rehnewalo ne, aur qaum-e-tubba'a ne, yaman ke ilaqe me.
10:36 Kullum kazabar-u-sura fa haqq-u-wa'een.
10:38 Sabne rasoolun ko jhutlaya, pas waada-e-adhaab saabit hogaya.
10:42 In mujrimeen ka zikr karke ibrad dilaayi gayi.
10:44 Afaa'yeena bil khalqil-awwal.
10:46 Toh ki hum pehli martaba peyda karne se thag gaye.
10:49 Bal hum fee rabse min khalqin jadeed.
10:51 Kalke hum dubara peyda kiye jane ke baare me shak me mubatalaan hain.
10:56 Dusayr-i-rkoo me Allah-ta'ala ke sifat-e-ilm,
10:58 aur khalqi peyshi ka bayaan hain.
11:00 Walaqad khalqnal in-insana wa na'alamu maa tuwasisu bihi nafsu.
11:03 Aur yaqeenan min insaan ko peyda kiya.
11:05 Aur hum jaantein jo waswas-e-guzartein uske jeemein.
11:07 Wa nahnu aqrabu ilahi min habri-al-waleen.
11:10 Aur hum uskee shayrak se bhi bohot zyada qareeb hain.
11:13 Allah hum se bhi zyada hum se qareeb hain.
11:15 Allahu Akbar.
11:16 Ziyad alaqal mutalaqiyyaani 'alil yameen wa 'anil shimaa liqaeen.
11:19 Jab wo koi kaam karta hai toh likhne walein likh letein
11:21 ek daayin se aur ek baayin se baita hua.
11:24 Ye toh bandon par itmaam-e-hujjat ke liye bataya jaa raha hai.
11:26 Warna Allah khud firmaa raha hai jo waswasa bhi uthta hai
11:29 bande ke jeemein Allah jaanta hai.
11:32 Magar ab kya bataya jaa raha hai?
11:34 Likhne walein likh letein ek daayin se aur ek baayin se baita hua.
11:36 Ye kiraaman qateemeen.
11:38 Ma yalfidhu min qaulin illa ladehi raqeeb-an-ateen.
11:40 Aur koi baat wo zubaan se nahin nikaalta.
11:42 Magar uske paas likhne ko ek nigebaan tayyaar baita hai.
11:45 Hamari niyat ho, hamara qaul ho, hamara aamal sab record par hai.
11:49 Waja'at sakratul mauti bilhaq
11:53 Aur aajaayegi haq ke saad maut ki bihoshi.
11:58 Allahu Akbar.
12:00 Isko maazi ki itibaar se bhi tarjuma kiya jaa sakta hai.
12:02 Waja'at sakratul mauti bilhaq
12:04 Aur aagayi haq ke saad maut ki bihoshi.
12:07 Thaalika maa kunta minhu taheed.
12:09 Ye hai jisse tu faraar ikhtiyaar karta tha, bidakta tha.
12:12 Allahu Akbar.
12:13 Ye hai ek daadaan insaan jo maut ke baad ki zindagi ka munkir tha.
12:17 Usko bataya jaa rahe hai maut ki sakhti bhi aani hai.
12:20 Aur kal ki peshi bhi hone hai.
12:21 Allah ke nabiye mukarram a.s. farma rahe hai.
12:23 La ilaha illa Allah.
12:25 Imna lil mauti sakrat.
12:26 Allah ke siwa koi ma'abood nahi.
12:28 Yakeenan maut ki sakti hai.
12:29 Yakeenan maut ki sakti.
12:30 Yakeenan maut ki sakti.
12:31 Huzoor ne farma rahe hai.
12:32 Sallallahu alaihi wa alihi wa sallam.
12:34 Aur aapne dua ki hai, Allahuma inni a'oodhu bika min sakratil maut.
12:38 Allahumma inni a'oodhu bika min sakratil maut.
12:39 Ehlaa main tariqanaan mein aana chahta hoon maut ki sakrat, maut ki sakhtiyon se.
12:41 Ye taaleem ho rahi hai dua ummat ke liye.
12:44 Allah taala mujhe aur aapko maut ki sakhtiyon se bachayen.
12:47 Aur Allah imaan par khatma hum sabko naseeb farmayen.
12:50 Wa nufiqha fi soor.
12:51 Aur soor phuka jaayega.
12:52 Thaliqa yawmul wa'eed.
12:53 Ye wa'eed ka din hai, darawe ka.
12:55 Wajaat kullu nafsin maaaha sa'iqoon wa shaheen.
12:59 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakratil maut.
13:02 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
13:05 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
13:07 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
13:10 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
13:12 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
13:15 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
13:17 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
13:20 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
13:22 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
13:25 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
13:27 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
13:30 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
13:32 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
13:35 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
13:37 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
13:40 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
14:02 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakhtiyon se.
14:29 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
14:32 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
14:35 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
14:38 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
14:40 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
14:43 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
14:46 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
14:49 Ye taaleem ho rahi hai, dua ummat ke liye.
14:52 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
14:55 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
14:58 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
15:01 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
15:04 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
15:07 Aur aapne dua ki hai, Allahumma inni a'oodhu bika min sakrat, maut ki sakrat.
15:10 Ab Allah ka haath, Allah ka pehri, mutashabihaat mein se Allah hi baithar jaanta hai.
15:14 Jahannam mein, jahannamiyon ko leh lene ki, wus'at ki koi kami nahi hai.
15:19 Bohot jagah hai Jahannam mein. Allah taala hum sabko Jahannam ke a'adhaar se ma'afoos sarmaayen.
15:23 Ab Allah ke naik bandon ka bayan.
15:25 Wa uzrifatil jannatu lil muttaqeena ghayra ba'eed.
15:31 Aur jannat, aur jannat muttaqeen ke qareeb kar di jayegi, door na hogi.
15:35 Fauran pohacengi wahan par.
15:37 Hala ma tu'a'duna li kulli awwaa bin hafeed.
15:40 Yeh hai jo tumse wada kiya jaata tha, haan rujoo karne wale, nigadash karne wale ke liye.
15:45 Nigadash kis hees ki, hifadat kis hees ki? Allah taala ke ahkaam ke hifadat.
15:48 Man khashia rahman abil ghaibi wajaa, abi qalbi muneeb.
15:51 Jo rahman se bin dekhe dharta raha, aur rujoo karne wale dil ke saath aaye.
15:55 Yeh jannatiyon ki sifat bayan ho rahein.
15:57 Udkhuluha bi salam.
15:59 Farmaaya jaayega, isme salamati ki saath daakhil ho jaao.
16:01 Thalika yawmul khulood.
16:03 Yeh hameesha rehne ka din hai. Lahumma yashaa'oona feehaan.
16:07 Walad a'ina mazeed. Usman ke liye jo wo chahenge wo hoga.
16:10 Aur hamare paas mazeed bhi hai.
16:12 Yeh mazeed kya hai?
16:13 Ek hadith-e-mubarak, Bukhari-sharif, pehle bhi zikr aaya.
16:16 Wo Allah taala farmaata ki, maine apne nek bandon ke liye jannat mein wo kush tayyaar kiya.
16:19 Jo na kisi aank ne kabhi dekha, na kisi kaan ne kabhi suna, na kisi ke dil me kabhi uska khyaal bhi aaya.
16:24 Wo mazeed kya hai? Allah hi baithar jaanta hai.
16:26 Allah hum sab ko jannatul firdaws ata farmai.
16:28 Wakam ahlakana qablahum min qarrin hum ashaddu minhum batshan.
16:32 Aur hamne in ahl-e-Makkah se pehle kitni hi ummat-e-hala kar daali.
16:36 Wo quwwat mein se zyada sakh thi.
16:38 Fana qaboo fil bilal.
16:40 Paas wo lukh shehro mein gashd karne lage, dorne lage, bhaagne lage.
16:43 Hal min mahees?
16:44 Kya kahin bhaagne ki jaga thi?
16:45 Qata'an nahi.
16:46 Jab pakar aayi to koi bach nahi saka.
16:48 Inna fee thalika li dhikro li man khaana lahum qalbun,
16:51 aw alqas sama'a wahuwa shaheed.
16:53 Beshak isme nasiyat hai uske liye,
16:55 jiska dil bedaar ho, ya wo kaan lagaye,
16:57 aur wo tawajjo ke saath sunne wala bhi ho.
17:00 Kya murad? Dil mein talab hogi, hidayat milegi.
17:02 Pehghambar ki baat ko tawajjo se banda sun le, hidayat paalega.
17:06 Walaqad khalqnas sama'a baati wal arda wa maa baina huma
17:09 fee sitati ayaami wa maa mas sana bil lughoob.
17:12 Aur yaqeen humne aasmaan aur zameen ko pehda farmaya
17:14 aur jo kuch humne darmiyan hai, chheh dinon mein.
17:16 Aur humne kisi thakawat mein chhua nahi.
17:18 Ye baat pehle bhi aayi, surah aqaf mein kyun Allah ta'ala ne khurraan mein naqal farmaya?
17:22 Pishthi kitabon mein Allah ta'ala ke tara ma'aaz Allah,
17:24 tahreef karne walo ne ghalat baatein mansub karni hai
17:26 ke Allah ne saath weh din aaraam ki hai ma'aaz Allah.
17:28 Allah farmata nahi.
17:29 Wa maa mas sana bil lughoob.
17:31 Aur humne kisi thakawat mein chhua tak nahi.
17:33 Fasbir ala maa yaqooloon wa sabbih bihamdi
17:35 wa rabbi ka qabla tuloo ish shamsi wa qabla alghuroob.
17:38 Paz jo kuch wo kehte,
17:39 ay nabi alaihissalam uspe sabar kije
17:41 aur apne rab ki hamd ke saath uski tasbih kije.
17:46 Surah ke tuloo alghuroob se pehle fajr aur asr ki tarab isharah.
17:48 Wa min al laili fas sabih wa adabara as sujood.
17:51 Aur raat mein bhi uski tasbih kije.
17:53 Aur namaz aur sajdo ke baad bhi.
17:55 Raat ki muraad qayam ul lail.
17:57 Awal awal fajr asr aur qayam ul lail ki namaz,
17:59 raat ki namaz-e-farsi.
18:01 Phir panch waqta namaz ki farziyat aayi hai miraj ki shabh mein.
18:04 Wa adabara as sujood firmaaye
18:05 ki sajdo ke baad muraad namazon ke baad bhi Allah ki tasbih kije.
18:08 Aur phir jaisa ki hum aur aap jante hain,
18:10 Nabi-e-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne farz namazon ke baad
18:12 aayat ul kursi, surat ul falaq, surat ul naas, tasbih-e-fatima radhiya Allah ta'ala anha.
18:17 Aur kayi aur duaayin hume sikhayein,
18:19 unko apne maamoolat mein shamil rakhna chahiye.
18:21 Wastami' yawma yunadil munadi min maqanin qaleem.
18:25 Aur kaan lagaakar sunoo jiz din pukarne wala qaleem ki jagah se pukarega.
18:28 Yawma yasma'oonas sahihata bil haqq.
18:31 Jis din woh haqq kisaad zordaar haulnaat cheekh sunenge,
18:36 Thalika yawmul khurooj, yeh bahar nikalne ka din hoga muraad qabroon se.
18:39 Inna naahm nuhyee wa numeetu wa ilaynail maseer.
18:42 Beshak hum zindagi dete hain, aur hum hi maud dete hain, aur humari taraf lautkar ana hain.
18:47 Yawma tashakakul ardu 'anhum siraa'an.
18:49 Jis din zameen unse shak ho jayegi, jaldi se tezi karte hui niklenge.
18:54 Thalika hasharun 'alayna yaseel.
18:56 Yeh hashar barpa karna humari liye bohot aasaan hain. Allah firma raha hain.
18:59 Nahnu a'alamu bima yaqooluna wa ma anta 'alayhim bijabbar.
19:03 Ay nabiya 'alayhi salam, yeh kuffar jo kuch kehte hain, hum khub jantein.
19:06 Tasalli huzoor 'alayhi salatu was salam ke liye, aur wa ma anta 'alayhim bijabbar.
19:11 Aap in par jabr karne wale nahin, zabardas se qabool karwane ki zimmedaari nahin dali gayi.
19:15 Haan, fa dhakir bil qurani mayy khawf wa 'eed.
19:18 Is quran ke dhariye nasiyat ke liye usko, jo Allah firmaata hain, meri wa'eed se darta hain.
19:23 Quran se nasihat, zikr bar bar aaye, Quran se basharat, Quran se tazkira,
19:28 Quran se tazkir, is maqam pa zikr aaya.
19:30 Quran se basharat ka mamla, inzaar ka mamla, tabliq ka mamla, jihad ka mamla,
19:34 awwaleen zariyat daawat ka, tarbiyat ka, khud qurani hakeem hain.
19:37 Bar bar yeh zikr hamare saamne aaya hai.
19:40 Iske baad surat ud-dariyat hain, Allah ta'ala ne apne qudraton ka tasgira firmaaya,
19:44 rasulon ke halat mukhtasarain ab hamare saamne aayenge,
19:47 aur kuffar ke liye wa'eedon ko bhi Allah ta'ala ne bayan firmaaya.
19:50 Bismillahir rahmanir rahim.
19:52 Ibtidai chaar ayaat aksar mufassareen ki raay hai, yeh hawaon ke baare mein qasam uthaayi gayi hai.
19:58 Chaar ayaat mein aksar mufassareen ki raay.
20:00 Wad-dariyati darwa, qasam hai gardh udati, firti rehne wali hawaon ki.
20:05 Fal-hamidati wikra, qasam, fir qasam hai bojh uthaane wali hawaon ki,
20:11 yeh jo baarish ka bojh uthaati hain.
20:13 Fal-jariyati yusra, fir narmi se chalne wali hawaon ki,
20:17 bheeni bheeni khushbu ke saad hawaon ke chalne ke baad baarish ka barasna.
20:20 Fal-muqassimati amra, fir hukum ke mutaabik takhseem karne wali hawaon ki,
20:25 yeh baarish ka barasna, rozi ka loon ko ata hoona.
20:28 Yeh ek raay ke mutaabik chaar ayaat mein hawaon ki qasam Allah ta'ala ne uthaay kar,
20:32 ab firmaaya, innama tu'a'duna la saadiq, besheh tum se jo wada kiya jaata yakeenan wo sacha hai.
20:37 Wa inna al-deena la waqi'a, wa besheh jaza aur saza waqi'atan hone wali hai.
20:42 Was samaa idhaatil hubuq, qasam hai raston wali asmaan ki.
20:47 Ek muraad farishton ke raste, ek muraad sitaroon ke raste,
20:51 aur la jaane kitne raste, Allah bhaitar jaanta hai.
20:53 Innakum la fee qaulim mukhtalif, besheh tum ek jagadne wali baat mein muktala ho.
20:58 Yu'faqu 'anhu man ufiq, is Quran se wohi phair diya jaata hai,
21:02 jo Allah ta'ala ke taraf se phair diya jaata hai, jis ke liye per hidayat ka faisla nahi hota.
21:07 Qutilal kharrasoon, qiyas araaiya karne wale halaak ho gaye.
21:12 Al-lazeenahum fee ghamuratin saahoon, wo ki jo ghaflat mein pade bhole hua hai.
21:16 Yas'aloon a'yaana yaumuddeen, pooshtein jaza wa saza ka din kab hoga?
21:20 Ye tans ke taur pe pooshtein thein, bada sakh jawab hai aage.
21:23 Yaumahum 'alannari yuftadoon, jis din wo aag par tapaya jaayenge,
21:28 astaghfirullah, upar nicha kiya jaayenge, tapaya jaayenge aag par, astaghfirullah.
21:32 Dhuqu fitnatakum, tum apni shararat ka maza chakho.
21:35 Hadal lazeekum tum bhi tasna'a jinoon, ye jiski tum jaldi machaye karte thein.
21:39 Allah ta'ala is bune anjaam se hum sabke hifadat farmayein.
21:42 Aage muttaqeen ki sifat, jannatwalo ki sifat, Allah mujhe wa raab ko ikhtiyar karne ki taufiq ata farmayein.
21:47 Irshad hua, innal muttaqeen fi jannati wa 'ayoon, bishak muttaqeen baghat wa chashmoon mein honge.
21:53 Aakhidheen ma aataahum rabbuhum, jo ki Rab ne unhe ataah farmayein, uske wo lene wale honge.
21:58 Innahum kaanu qabla dhalika muhsineen, bishak wo isse pehle, bohot umda amal karne walon mis thein.
22:05 Kaanu qaleelum minal layli ma yahja'oon, wo raat mein thoda hi sote thein.
22:09 Wabil ashaarium yastaghfiroon, wo sehri ke aqaar mein istaghfar kartein.
22:13 Yeh bhi mawqa mein athar hain, Alhamdulillah Allah hum sabko kasrat se istaghfar ka itmam karne ki taufiq ata farmayein.
22:19 Wafee amawarim haqqul lissa'ili wal mahroom,
22:22 Aur unke ma'alum-e-haq hain, sawal karne walon ke liye aur tangdast logon ke liye.
22:27 Kuch sawal ke liye haath phaila detein, aur kuch aise ke jo mahroom wo zuratman hotein, sawal bhi nahi kartein.
22:32 Un tak paunchane ki taaleen dee jaa rahi hain, aur bataye unke ma'alum-e-haq mu'ayyan hain.
22:37 Yeh nahi ke sab kuch karne ek baad agar kuch bachega to bacha kucha detein ke,
22:40 Nahi, tayshud hain ki itna raah-e-khuda mein makhlook-e-khuda par jaana hain.
22:43 Wafil ardi aayaatulil muqineen, aur zameen mein yaqeen karne walon ke liye nishaniyah hain.
22:47 Wafee anfusikum afalaatu busiroon, aur tumari apni zaat mein nishaniyah hain.
22:52 Kya tum dekhte nahin?
22:53 Hum apne takhliq pe liye ghaur kar le, ek katre ke juss se kya kuch Allah ne bana diya.
22:58 Jis katre ke juss mein naak, kaan, aank, dil, dimaak, haad, paid, naakun, baal, kuch bhi nahi tha.
23:04 Allahu Akbar.
23:05 Phir angatun ko dekhe maamla, lab-ul-aijo ka maamla dekhe, salahiyatun ka dekhe.
23:09 Allahu Akbar.
23:10 Wafee anfusikum afalaatu busiroon, aur tumari zaat mein bhi, tumari jaano mein bhi nishaniyah hain.
23:15 Afalaatu busiroon, pas kya tum dekhte nahin?
23:18 Wafis samaa-e-rizqukum wa maa tuwa'doom, aur aasmaan mein tumara rizq hain,
23:23 aur wo bhi, jo tum se wada kiya jaata hain, jo mukarrar faisle wo bhi aasmaan se nazil honge.
23:28 Fawarabbi samaa-e-wal-ardi, innahu alhaqum mithla maa annakum tantiqoon.
23:34 Pas qasam hain, aasmaan aur zameen ki Rab ki, ki beshak ye haq hain, murat Quran-e-Hakeem.
23:40 Jaise ki tum bolte ho, jis tarah tumare bolne mein koi shak nahin, is Quran ke haq hone mein koi shak nahin hain.
23:46 Ab Ibrahim A.S. ka waqiah kaih martabaan pehle pad aaye hain.
23:49 Hal ataaga hadithu zayfi Ibrahim-e-Mukarameen?
23:52 Ki aapke paas khabar aaye hain Ibrahim A.S. ki ma'aziz mehmano ki?
23:55 Idh dakhalu a'alihi faqalu salama, jab unke paas aaye to unne salaam kaha,
23:59 qaula salam, Ibrahim A.S. ne bhi jawab mein salaam firmaaya.
24:02 Qawmu munkaroon, wo log naa aashna log the,
24:05 fa raaga ila ahlihi fa jami'i jaleen sameen,
24:07 fir wo apne ahle khaana ki tarah mutawwajye huye,
24:10 fir ek farba bachhade ka gosh le aaye,
24:12 foran laakar unne pesh kar diya,
24:14 bade mehman nawaas Ibrahim A.S.
24:16 Fa qarrabahu ilaihim, qaula ala ta'akunoon,
24:18 fir unke saamne rakha, wo kaha, ki tum khaate kyu nai?
24:21 Fa huja salmeen hum khaifa,
24:22 to un Ibrahim A.S. ne unse kuch dar mahsoos kiya,
24:25 qaulu la ta khaf,
24:26 farshte aaye the,
24:27 hain hume waqiah to aaye gaya na,
24:28 qaulu la ta khaf, unne ne kaha, darye mat,
24:30 wa basharu bi ghulamin 'aleem,
24:32 aur un logon ne inhe Ibrahim A.S. ko,
24:34 ek sahib-e-ilm bete ki,
24:36 Bashar-e-Di-Ishaq A.S. ki, bibi Sara A.S. ke haan,
24:40 fa aakhbalati muratoo,
24:41 fee sarwatin, fa ssakat wajahahaan,
24:43 wa qaulat ajoozun aqeen,
24:45 fir unke bibi aage aayeen,
24:46 hairas se bolti ween,
24:47 unne apne chahirre par haat maara,
24:49 khushi ke maare,
24:50 wa taajub ke maare,
24:51 aur boli, mai buriya,
24:52 upar se maanj,
24:53 aray humare haan beta hoga?
24:54 qaulu qadali ki,
24:55 unne ne kaha, isi tan haan,
24:56 qaula rabbuk, aapke rab ne farwaya,
24:58 innahu wal hakeemul 'aleem,
25:00 wa khalaqat haqeemul 'aleem,
25:07 Iske baad farishtay kaan jaayenge?
25:09 Lut A.S. ke qaum ki tarah?
25:10 Aayi nazi karam,
25:11 ikhtitam par dua kar letein.
25:13 Bismillahir rahmanir raheem.
25:15 Allahumma salli 'ala Muhammadin
25:16 wa 'ala aali Muhammadin
25:17 wa barik wa sallim.
25:18 A'Allah apne fadl se hum sabki,
25:20 hamare maabab ki,
25:21 hamare gharwalon ki,
25:22 wa tamam musalmanon ki,
25:23 maghfarat farma.
25:24 Allahumma imnaka 'afuvun kareemun,
25:26 tuhibbul 'affa fa 'afu anna.
25:28 A'Allah tu ma'af farmane wala hai,
25:30 kareem hai,
25:31 ma'af farmane ko pasan farmata hai.
25:33 A'Allah hum sabko ma'af farmade.
25:35 A'Allah humare saghira kabira,
25:36 tamam gunahon ko bakhsh de.
25:37 A'Allah tamam marhumeen ki,
25:39 maghfarat farma.
25:40 A'Allah tamam bimaro ko,
25:41 iman ki sahal sihad ata farma.
25:43 A'Allah Islam wa musalmanon ko,
25:44 'izzat wa nusrat wa ghalba ata farma.
25:46 A'Allah mumrikat-e-khudadat,
25:47 Pakistan ki hifadat farma.
25:49 A'Allah yahaan pa deen ke nifas ki,
25:50 mehnat karne ki,
25:51 hume tofeeq ata farma.
25:53 A'Allah hum sabko jahannam se,
25:54 azaat farmade.
25:55 A'Allah hume jannat-ul-firdaus,
25:57 ata farma.
25:58 A'Allah hum sabse razi hoja.
26:00 Wa sallallahu 'ala nabiye-il-karim,
26:02 wa 'ala alihi wa as'habihi ajma'een.
26:04 Ameen.
26:05 Bi-rahmatika ya ar-Rahman ar-Rahim.
26:07 [Music]

Recommended