- 2 years ago
Dars-e-Bukhari Shareef - Speaker: Mufti Muhammad Akmal
#MuftiMuhammadAkmal #DarseBukhariShareef #IslamicInformation
Collect the pearls of wisdom dormant in Sahih Bukhari, Dars-e-Bukhari Shareef is a 30 min long lecture-based program, in which Mufti Muhammad Akmal will explain Ahadith of Sahih Bukhari- the most Acknowledged and authentic collection of the sayings of Prophet Muhammad (PBUH) by Imam Bukhari.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
#MuftiMuhammadAkmal #DarseBukhariShareef #IslamicInformation
Collect the pearls of wisdom dormant in Sahih Bukhari, Dars-e-Bukhari Shareef is a 30 min long lecture-based program, in which Mufti Muhammad Akmal will explain Ahadith of Sahih Bukhari- the most Acknowledged and authentic collection of the sayings of Prophet Muhammad (PBUH) by Imam Bukhari.
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:01 Allah ta'barak wa ta'ala ke paqeeza tarheen naam se aaghaaz karte hain jo bahut mehrbaan
00:07 nihayat rahim wala hai.
00:09 Dars e Bukhari ka silsila 2484 number hadith-e-paak tak pohuncha tha.
00:14 Kitab-e-shirkat chal rahi hai.
00:16 Aur isme Hadrat-e-Salamah radhiya Allah-u-taala anhu bayan karte hain ke Ghazwa-e-Hawazin ke
00:21 safar mein logon ke zadeh rah bahuti kam ho gaye.
00:30 Aur wo shadeed faqar aur muhtaji mein mubtala huye.
00:35 Toh wo log apne oonto ko zabah karne ki ijazat lene ke liye Nabi-e-Karim Sallallahu Sallam
00:41 ke paas aaye.
00:42 Rahmat-e-Qaunayn Sallallahu Sallam ne unko ijazat de di ki theek aap oonto zabah kar
00:46 le.
00:47 Fir unse Hadrat-e-Umar-e-Farooq radhiya Allah-u-taala anhu mile toh unhone Hadrat-e-Umar ko ye waqia
00:53 majra sunaya.
00:54 Hadrat-e-Umar ne kaha oonto ko zabah karne ke baad tum zinda kaise raho gaye.
00:59 Fir Hadrat-e-Umar-e-Farooq Nabi-e-Karim Sallallahu Sallam ke paas gaye aur arz ki Ya Sallallahu
01:05 Sallam oonto ke zabah karne ke baad ye kaise baqi rahe sakenge.
01:09 Tab Nabi-e-Karim Sallallahu Sallam ne firmaaya logon mein ailaan kar do ki wo apne bache
01:14 huye khaane le aaye.
01:16 Fir uske liye chamde ka dastarkhaan bichaya gaya aur wo khaane us chamde par rak diye
01:23 gaye.
01:24 Fir Rasul-Allah-e-Sallalahu Sallam ne khade ho kar dua ki aur us khaane par barakat talab
01:30 ki.
01:31 Yani Allah-u-Taala se talab ki.
01:32 Fir aapne logon ke bartan mangaye aur logon ne apne apne bartan bhar liye hatta ke wo
01:38 farekh ho gaye.
01:39 Tab Nabi-e-Karim Sallallahu Sallam ne ishaat firmaaya main gawahi deta hu ki Allah ke
01:44 koi ibadat ka mustahik nahi aur main Allah ka Rasul hu.
01:50 Toh pehli toh hui hamara tafsara hoga ki sahab-e-kiram ne bohot badi-badi qurbaniyah di.
01:56 Aur wo ye parwaah nahi karte the ki Allah ke rah me nikalne ke baad hamari marzi ke
02:02 muafiq nateeja niklega ya bazaahir hamari marzi ke khilaf.
02:06 Wo sirf Allah ki riza ko peshe nazar rakte the.
02:09 Ye hi wajah hai ki kai sahaba gaye aur phir wo ghar na aasake maqam-e-shahadat par pohche
02:14 aur wo dafna diye gaye.
02:16 Balke baaz toh doosre alaqo mein dafna diye gaye ki wapas laash ko nahi la sakte the.
02:21 Toh unhone parwaah nahi ki.
02:23 Aja peechhe beevi bhi hai, chhoti chhoti bachche bhi hai, yaqeen hai ki agar main shaheed
02:28 ho jaunga toh wo bewaah ho jayegi, bachche yateem ho jayenge, chhote bachche hai, koi
02:33 parwaah nahi.
02:34 Walaqeen hai ki yeh unhone nikle aur aaj tak deen ko zinda kar diya.
02:39 Aur yeh inshaAllah qiyamat tak baqi rahega.
02:42 Toh hamisha jab pehle log jo hote hain jinko awwaloon saabiqoon kaite hain, chahe wo kisi
02:48 mulk se taaluk rakte hain, tanzeem se taaluk rakte hain, kisi maahol se taaluk rakte hain,
02:54 idara se, koi astana se, wo jab qurbani dene wale hote hain, waqi qurbani dete hain khilaf
03:01 se saath, toh phir yeh faiz bahut arse tak jari wo saari rahta hai.
03:05 Toh mere aqas sallallahu sallam ne duniya se kanara kashi rakhi aur deen ke liye badi
03:09 qurbaniya di, sahabe karam ne aapko role model banaya aur aisa hi kiya, toh in awwaloon
03:14 saabiqoon ki barakat se qiyamat tak ke liye deen zinda ho gaya.
03:18 Aaj ke daur mein aap dekheyen ke sabse pehle hamare liye duniya hoti hain, zaati mafadaat
03:24 hoti hain, nafsani khaishaat ki takmeel hoti hain, aur dard-e-dil ke saath ham aksar yeh
03:29 kehte hain ke pehle mere maabab, mere bibi bachche, bhai behen, mera ghar, meri gadi,
03:36 mera bangla, mera bank balance, iske baad phir kuch dekhenge.
03:41 Waazon ko iske baad kuch nazar hi nahi aata, bas wo isi ke liye zindagi guzaar rahe hain.
03:46 Kuch aise hote hain jo deen ke tarah bhi tawajjo kar lete hain, lekin deen se bilkul aisa taluk
03:51 rakhte hain, ke jaise halka sa bas touch karne wala, isse zyada nahi.
03:55 Aur kuch aise hote hain jo aaj ke daur mein bhi, aur qayamat tak rehenge aise log,
04:00 agarche wo qaleel honge, aaj ke daur mein bhi deen ke liye apni nafsani khaishaat ko
04:05 qurbaan kar rahe hain, zaati mafadaat ko qurbaan kar rahe hain, aur deen ka kaam
04:09 ikhlas se kar rahe hain. Yeh log na ho to ham to deen ko khatam kar de.
04:13 Sahih baat yeh ke aap dekhe na, aap apne ataraf me dekhe, apne khandaan me dekh le,
04:18 kitne log aise hain jo deen ka kaam kar rahe hain.
04:21 Ya deen ke muamale ko wo taqweeyat ke saath, mazbooti ke saath dekhna chahte hain.
04:27 Deen kitna hi kamzor ho jaye, deen kitna hi uth jaye, log deen se kitna hi door ho jaye,
04:33 deen me kitni kamzori peyda ho jaye, koi parwaah nahi hain.
04:37 Kya karna hain? Hamare kaun se zimmedaari hai yeh?
04:40 Hala ki bahut badar zimmedaari hai. Yeh aakhirat mein pata chalega,
04:44 jab ham meydane maashar mein pohnchenge, na to uss waqt ham me pata chalega,
04:47 ki ham ne bahut bada nuksaan kiye hain apna.
04:49 Isre jitne dekhne wale mein aapse guzarish karta hun,
04:52 hamare mazab yeh mana nahi karta, balke mein targheeb deta hai,
04:55 apne maabab ka haq poora karein, bibi bachon ka,
04:57 aapke podosiyon ka haq rakha gaya, makhloog ka bhi hai,
05:00 leke saath saath deen ka haq bhi hai.
05:02 Deen ko seekhna, phir uske taalimat ko doosra tak pohnchana,
05:06 iske tarakki par khush hona, aur iske tanazuli par,
05:09 iske kamzori ke upar jalna, kurna, takleef mahasus karna,
05:14 yeh matlab yeh ham par laazim hain.
05:17 Aur yehi hamare Aqas sallallahu alaihi wa sallam
05:20 sahab-e-kiram ki tarbiyat farmaayi thi,
05:22 toh wo bade bade qurbaniya dene ke liye hamwaq tayyar rehte the.
05:25 Toh aap jab yeh muhtaji aur faqr hua raaste mein,
05:28 zadeh rahat khatam ho gaya, toh wo aapke paas aaye,
05:31 yehne nabiye karim sallallahu alaihi wa sallam ke aur
05:33 apne oonton ko zabah karne ki ijazat talab kiye.
05:36 Maal apna hain, ijazat kyu talab kar raha hain?
05:39 Kyu nahi unhone khud apne maal ko zabah kar liya?
05:42 Nahi. Jab ek amir maujood hain, jab ek tarbiyat karne wale maujood hain,
05:47 toh phir adab yehi hota hai ke unse aakar maalum kiya jaye.
05:51 Toh hamare nabiye karim sallallahu alaihi wa sallam toh waisi nabi hain,
05:55 toh zamane ke nabi se ummati aakar,
05:58 unse ijazat liya jaati hai, kyu ke wo sharaah hota hain,
06:02 yeh khauf hota hain, kya hota tha sahab-e-kiram ko,
06:05 agar ham az khud koi qadam utha le toh ho sakta hai,
06:07 ke wo najais qadam kehla hai, jisse aage aayega yeh,
06:10 ke ek ghazwa ke baad sahab-e-kiram ne baaz ne,
06:14 matlab ijazat talab nahi ki,
06:16 aur jald bazi me kuch jaanwar zabah karke unko handi me chadha diya,
06:20 toh rahmat-e-kaunain sallallahu alaihi wa sallam ne farha hai,
06:22 saari handiya ulad do.
06:24 Toh ulad di gayi. Yeh tafseel aage aayegi.
06:26 Iska matlab hai ke yeh ho sakta tha,
06:28 sahab-e-kiram yeh sochhte the ke ham ek cheez ko sahi,
06:31 jaiz, mubah samajh ke karen,
06:33 lekin is waqt maslihat-e-khudawandi kuch aur ho,
06:37 sharai hukum ke aitabar se kuch aur surat-e-hal matloob ho,
06:41 toh phir aisa nahi ho ki ham nafarmani me muktalaah ho jayen.
06:44 Isliye adab yeh hai.
06:45 Toh wo toh ek sharai alaihi salam ka muamala tha,
06:48 aaj ke daur me bhi,
06:49 agar aap yeh samajhte hain,
06:50 ke koi aapke khaandaan ke buzurg hain,
06:53 jo sahib-e-ilm hain, sahib-e-taqwa,
06:55 yeh zarur yeh hota hai, sahib-e-ilm sahib-e-taqwa.
06:57 Yeh duno cheezein na hoon,
06:59 jahil ko aap apne upar musallat kar lein,
07:01 tabah kar dega aapko.
07:03 Sahib-e-ilm hain, lekin taqwa na ho,
07:05 khauf-e-Khudda na ho, tab bhi tabah kar dega.
07:07 Toh yeh do cheezein jama zaroor honi chahiye,
07:09 jo maazurat ke saath aksar nahi hoti hain.
07:11 Khaandaan ke waday hain,
07:12 safayat baal aagay hain,
07:13 ilm bilkul nahi seekha hua,
07:15 aur ham unko faisla karne ke liye bitha dete hain,
07:17 ke aap in jagadon ke darmain faisla kar hain.
07:20 Naraz koi bhi na ho,
07:21 lekin mai apne buzurgon se bhi guzarish karta hu.
07:24 Aap yeh jo faisla karke musallat kar dete hain na,
07:28 aur isme aap baad uqat khilaf-e-shara faisla kar dete hain.
07:31 Tayyar rahiye,
07:32 maidaan-e-mahashar mein aapko jawab de hoona padega.
07:36 Jis fariq ke aapne dil-azari ki,
07:38 wo chahe aapka bhatija tha,
07:39 bhanja tha,
07:40 pota tha,
07:41 poti thi,
07:42 nawasa tha,
07:43 nawasi thi,
07:44 bahu thi,
07:45 aapko kisne haq diya hain,
07:46 ke aap shariyat ke khilaf faisla karein,
07:47 is wajah se ke Allah ne aapko duniya mein ek mansab diya,
07:50 lekin maidaan-e-mahashar mein aapki gareeft ho gyi.
07:53 Wo mazloom aapko khada kar lega hai,
07:55 yaha toh nahi bol saka,
07:56 kyunki poori khaandaan wale usko torture kar rahi the,
07:58 aur usko kehte tum besharam ho gaye,
08:00 behaya ho gaye,
08:01 dada jaan ne faisla ki,
08:02 aur tum iske khilaf aare ho,
08:03 wo khamush raha.
08:04 Is badnami ke,
08:05 aur zad-o-qob ho jane ke,
08:07 aur in tanz-on ke khauf ki wajah se,
08:09 lekin maidaan-e-mahashar mein koi khauf nahi hoga.
08:12 Wahap ek shahk dalir ho kar saamne aayega,
08:14 Allah-tala yeh amaare khaandaan ke badhe the,
08:16 aur inane hamaare haq mein bilkul ghalat faisla kiya,
08:18 inse hamaara badla dilwa.
08:20 Naraaz mat ho yiye,
08:22 koi baat aayi hai,
08:23 toh main zimne nars kar deta hu,
08:24 baaz maabab apne bachon ki,
08:26 bilkul ghalat maqam pe shadi kar dete hain.
08:29 Bache aakil hain, baalik hain,
08:31 wo jaanwar nahi hain,
08:32 ke kisi bhi khoote ke saath aap baand de,
08:34 bachon ki apni bhi ek marzi hoti hai.
08:36 Zawardasti nahi kar sakte hain,
08:39 lekin humne dekha hai,
08:41 kuch bachi itni bejod shadiyan karte hain,
08:43 bachi padhi likhi hai,
08:45 khusurat hai,
08:46 khaandaan ke koi bhi ladka le liya,
08:48 bilkul jahil qasam ka hai,
08:49 ujad gamaar,
08:50 baat baat pe gaaliyan bakne wala,
08:52 na usse yeh pata hai,
08:53 ki bhivi ko kitna time dena hai,
08:55 kitna nahi dena,
08:57 kya bhivi ke haq hote hain,
08:58 kya nahi,
08:59 bas kardi shadi,
09:00 mukhtarif cheezein dekha,
09:01 achha hai rakhega,
09:02 ghaadi hai ghar mein,
09:03 bangla hai,
09:04 land cruiser hai,
09:05 iska kaarobar bhot phaila hua hai,
09:07 isse bachiyon ki khushiyon kharidi jaa sakti hai,
09:09 aise kitne naujawan humein kahte hain,
09:11 ki mufti sahab,
09:13 main cheekhta raha,
09:14 chillata raha,
09:15 meri shadi,
09:16 aise ladki ke saath kardi,
09:17 jo bejod shadi hai,
09:19 mera dil hi nahi chahata,
09:20 bhivi se baat karne ko,
09:22 aur aise se maine mandar dekhe,
09:24 yaani aise se cases mere paas hain hain,
09:26 ki phir jab yeh tasal suzal silsa chala,
09:28 wohi maabaap apne ulaat ko kehne,
09:30 achcha kar tumhe nahi rakhna,
09:31 talaak dedo,
09:33 yaani pehle aapne apne zid poori ki,
09:36 bachyon ki jazbaat ko aapne khatam kar diya,
09:39 aur iske baat bade bhole pant se,
09:41 ab kisi ki bachyi ki zindagi barbaat karne ke liye,
09:43 bachyo ko toh kiya aapne barbaat,
09:45 ab doosri zindagi barbaat karne ke liye,
09:47 kehte hain bade bhole pant se,
09:48 achcha nahi rakhni toh talaak dedo,
09:50 yaani hamaari zid poori ho gayi,
09:52 hamara dil thanda ho gaya,
09:54 ab jo tumhe karna hai kar lo,
09:56 lekin har maabaap aise nahi hote,
09:58 baharaal,
09:59 yeh nahi hai ke main ulaat ko,
10:01 koi maabaap ke khilaf hubhaar raha hun,
10:03 hum amisha bachyon ko yeh kehta hain,
10:05 ki beta, aapne agar koi apne raaye zahir karni hain,
10:07 daire adab me reh ke,
10:09 shadi se pehle zahir kare,
10:11 nahi karni,
10:12 toh aap daire adab me reh ke,
10:13 inkaar kar sakte hain,
10:14 shariyat ne aapko bilkul haq diya aiz baat ka,
10:16 lekin yeh tariqah bhi ghalat hai,
10:18 ke phir aap maabaap se,
10:20 pehle dab kar karlein,
10:21 peh kisi ki bachyi ki zindagi kharab karein,
10:23 kisi ladki ki zindagi kharab karein,
10:25 aur phir battameeziyan karein,
10:27 toh aap se chand mafadaat ko dekh kar,
10:49 zindagi bachyi aur bachye ne guzaarni hai,
10:51 aapki beta beti ne guzaarni hai,
10:53 lekin nahi,
10:54 hamara faisla musallat hona chahiye,
10:55 aur ananiyat,
10:56 aur zid,
10:57 maa kehti hai,
10:58 doodh nahi bakhsh hongi,
10:59 agar tu mere jagah pe jaha main kehne hun,
11:01 shadi nahi karega,
11:02 wali sahab root ke chale gaye,
11:03 naraz ho gaye,
11:04 jao phir dafa ho jaye,
11:05 tu mere aulad hi nahi ho,
11:07 is tarah emotionally blackmailing karke,
11:09 aulad ke liye,
11:10 masayil khada karna,
11:12 ek kapal ne mujhe rujoo kiya,
11:14 bahar ka tha,
11:15 ki mufti sahab,
11:16 hamare tamam faisle ghar ke bado ne kiya,
11:19 jahan kaha,
11:20 hamne sar-e-tasleem kham kar liya,
11:22 guzara kar liya,
11:24 ab jo hamari naslein aayi hai,
11:26 unki liye bhi bade faisla kar raha hai,
11:28 ki nahi,
11:29 yeh nawasi ki shadi phula se hogi,
11:31 poti ki shadi phula,
11:32 pote ki usse,
11:33 wo khandaan mein jod milate rehte hain,
11:35 aur wo bachche,
11:36 cousins aapas mein tayyar nahi hai,
11:38 lekar wo ham keh rahe na karo,
11:39 wo keh rahe nahi,
11:40 ab aap batayiye,
11:41 ham to chale,
11:42 hamne sar juka liya,
11:43 lekar hamari agli naslein nahi tasleem kar rahi hai,
11:45 unke faislo ko,
11:46 to ham kya kare,
11:47 firwal jo samjhaya na tha,
11:48 to samjhaya,
11:50 to khulas se kalam yeh hai,
11:52 jo ghar ka aise hun,
11:53 jo sahib-e-ilm hain,
11:54 sahib-e-taqwa hun,
11:55 unse mashwara karein,
11:56 aise hi jab aap kisi ko,
11:58 jaise koi deeni log hote hain,
12:00 to jo aapke bade alaqe ke,
12:02 mufti sahib hain,
12:03 sahib-e-ilm hain,
12:04 zeerak log hain,
12:05 apne is tarah ke umoor mein,
12:07 unko bada banaye,
12:08 aur unse mashwara talab karke,
12:10 unki ijazat leke kaam karein,
12:12 barakat hogi,
12:13 lekar aaj kal ham yeh dekhte hain,
12:15 to thoda sa buland-e-ubala hota hain,
12:17 aur aaj kal social media se,
12:19 aapko afraadi quwat to,
12:20 badi aasani se hasal ho jati hai,
12:22 to phir har shahk budurg ban gaya,
12:24 wo kisi ki budurgi ko maanne ke liye tayyar nahin,
12:27 wo sabse zaheen hai,
12:28 samajdaar hai,
12:29 aqalmand hai,
12:30 aqal-e-qul yeh hi hai,
12:32 wo kisi ka tajreeba se faida,
12:34 uthaane ke liye tayyar nahin,
12:35 az khud steps uthate hain,
12:37 aur usse phir deen ka faida nahin hora,
12:39 balki intishaar,
12:40 iftiraaq,
12:41 ladai,
12:42 jagda,
12:43 toh bhi haath ho raha hai,
12:44 aur yeh hamari taqat musalmanon ke tood gayi hai,
12:47 khandani aitabar se dekh lein,
12:49 alaqai aitabar se dekh lein,
12:51 idaaron ke aitabar se dekh lein,
12:53 tanzimon ke aitabar se,
12:54 ya deeni idara chal rahe hote hain,
12:56 unke aitabar se aap dekh lein,
12:58 iss sara poori duniya ke aitabar se dekh lein,
13:00 musalmanon mein ittihad ittifaq nahin hai,
13:02 toh hamari haalat kya hai,
13:03 yeh sab cheezin tawajj-o-talab hoti hain,
13:05 toh unhone aake ijazat maangi,
13:07 sarkar ne firmaaya hai, theek hai, ab hazrat-e-umar-e-farooq ka pata chala, toh sarkar ki khidmat mein hazir hua hai,
13:13 hazrat-e-umar-e-farooq radhiya Allah-o-taala,
13:15 anhu mizaaj-e-rasool ko zabardast samajhne wale the,
13:18 aisi Siddiq Akbar radhiya Allah-o-taala,
13:20 nahin chuka yeh bahut zada sohbat mein rahte the,
13:22 yeh qareebi log the,
13:23 toh hazrat-e-umar-e-farooq ne mahsoos firmaaya,
13:26 ke jo sarkar ne mashwara deya,
13:27 wo inki shafqat, inki faqr ko dekh kar hai,
13:30 aur yakni si baat hai, ke nabiye se badkar sahib-e-aqal koi nahi hota,
13:35 sarkar ki aql-e-mubaraka,
13:37 hazrat-e-umar-e-farooq radhiya Allah-o-taala,
13:39 anhu se itni buland-o-baal aaye,
13:41 ke uska hum muazna bhi nahi kar sakte,
13:43 lekin dair-e-damb mein rahe kar,
13:44 ek achha mashwara zahen mein aaya,
13:46 toh socha main sarkar ki khidmat mein zikr kar deta hu,
13:48 toh aake zikr kar diya,
13:50 ab yeh sarkar ke upar tha,
13:51 ke aap maante, ya na maante,
13:53 toh isliye arsi-yasool-Allah,
13:55 ki aap aazad toh de di,
13:57 aur ino ne josh mein le li hai,
13:59 lekin agar yeh oont kha gaye,
14:00 toh phir kaise baqi bachenge,
14:02 ab chalenge kaise paidal safar,
14:04 aur sahara ke safar aap andaada kare,
14:06 itni huzaaron meal paidal kaise chalenge,
14:08 aur phir agar mukabla ho gaya dushmanon se,
14:10 toh phir mukabla kaise karenge,
14:12 jab ino ne baat kahi,
14:14 toh nabiye kareem badhe hain,
14:15 akbar hain,
14:16 aur hazrat-e-umar-e-farooq radhiya Allah-o-taala,
14:18 anhu asghar hain,
14:20 aapne ispe narazgi ka izhar nahi firmaaya,
14:22 balke unki baat ko goya,
14:24 kabool karke firmaaya,
14:26 chak khaana lao, aur aapne ek murza dikhaya,
14:28 isse yeh zahir hua,
14:30 is point ko zarar samjheega,
14:32 aapko bahus se jagah pe nafa dega yeh,
14:34 baaz Allah-e-tabarak-e-wa-taala ke,
14:36 aise aazali faisliye hote hain,
14:38 jo jink ke baare mein ham nahi jaante,
14:40 baaz ke bahus saaron ke baare mein nahi jaante,
14:42 wo hamme us waqt pata chalta hai,
14:44 ki jab koi muamila ho jata hai,
14:46 jaise,
14:48 is gilas mein agar paani hai,
14:50 toh mein peen sakunga yeh nahi peen sakunga,
14:52 Allah ka aazali faisla kya hai,
14:54 abhi mujhe nahi pata,
14:56 lehin agar main peen leta hun,
14:58 toh main qasam kha ke kaisa kta hun,
15:00 ki Allah ka aazali faisla yeh hi tha,
15:02 ke is time mein is paani ko peen loon,
15:04 kyunke main Allah ke faisla ke khilaf nahi jaasakta,
15:06 koi Allah ke faisla ke khilaf nahi jaasakta,
15:08 badal nahi sakta hai,
15:10 aur agar main bighar peeye yahan se chala jaun,
15:12 iska matlab Allah ka aazali faisla yeh tha,
15:14 ke main paani na peeyon,
15:16 iska matlab yeh hua,
15:18 ke hadrat umar e farooq radhiya Allah ta'ala
15:20 anhu ka aake mashwara dena,
15:22 aur nabiye kareem sallallahu wasallam ka
15:24 aazi ikhtiyar karte hui,
15:26 aap ko izzat dete hui,
15:28 aap ke mashwara ko qabool karna,
15:30 ayn Allah ta'ala ke aazali faisla ke muafiq tha,
15:32 agar toh wo aazali faisla hota,
15:34 ke oond zabah hunge,
15:36 aur sabne khaana hota,
15:38 aur nabiye kareem jaisa hijazat di thi,
15:40 toh fir Allah ka aazali faisla toh nahi badal sakta tha,
15:42 koi Allah ka aazali faisla ko nahi badal sakta,
15:44 achhitar yaad rakhen,
15:46 isko taqdeer-e-mubraam kayte hain,
15:48 la tabdeela li kalimaatillah,
15:50 Allah ke kalimaat ke liye koi tabdeeli nahi,
15:52 la mubadeela li kalimaatillah,
15:54 Allah ke kalimaat Allah ke faisla ko badalne wala koi bhi nahi hain,
15:56 humara yeh Ahl-e-Sunnat ka aqeedah hai,
15:58 ke jo Allah ke aazali faisla hain,
16:00 jisko taqdeer-e-mubraam kayte hain,
16:02 pukhta taqdeer, pukhta faisla,
16:04 agar anbiya aleyhim us salaam me se bhi koi uske khilaf dua karne lagay,
16:06 toh Allah ta'ala unko dua se rog deta,
16:08 lekin wo change nahi hoti,
16:10 taqdeer-e-mubraam nahi badalti hai,
16:12 nabiye kareem sallallahu alaihi wasallam khud firmaatein hain,
16:14 ke maine Allah ta'ala se teen duaain maangi,
16:16 do qabool hogayin,
16:18 aur teesri se mujhe rog diya gaya,
16:20 wo kyun wo teesri dua taqdeer-e-mubraam ke khilaf jaa rahi thi,
16:22 toh Allah ne rog de,
16:24 habib aap yeh dua hi na karein,
16:26 aur wo dua kya thi,
16:28 sarkar firmaatein,
16:30 maine dua karna chahi thi,
16:32 ke Allah ta'ala meri ummat mein aapas mein ikhtilaf na ho,
16:34 toh Allah ne rog de,
16:36 habib yeh dua na karein,
16:38 yonki mashiyat-e-Ilahi yehi thi,
16:40 ke ikhtilafat hun,
16:42 fir usme aapas mein faisla kiya jaye,
16:44 aur fir koi haq ko qabool kare,
16:46 koi kisi taraf chale jaye,
16:48 toh dikhein,
16:50 aaj kitna sara ikhtilaf hota hai muamalat ke andar,
16:52 yeh ikhtilaf baise rahmat bhi hota hai,
16:54 jaise ulama ke andar ilmi ikhtilaf hota hai,
16:56 toh logon ke liye asaniyan peyda hoti hain,
16:58 isliye nabiye kareem ko rog diya gaya,
17:00 bas yeh achitra zain mein rakhi hai,
17:02 toh yeh ikhtilaf,
17:04 masan ek aapke ghar mein,
17:06 kamara bacha hai,
17:08 bachi hai,
17:10 Allah ka kya azali faisla,
17:12 iske shadi hoga ke nahi hoga,
17:14 aur iske aulad hoga ke nahi hoga,
17:16 aapko kaise pata chalega,
17:18 koi bata nahi sakta,
17:20 ghayab koi nahi janta,
17:22 haan us bachi ki shadi hoga,
17:24 bache peyda ho,
17:26 aap kisaktein azali faisla yehi tha,
17:28 isme inshaAllah mazeed kalam karenge,
17:30 next programme wa akhru da'awana,
Comments