- 2 years ago
Rehnuma e Hajj - Mufti Muhammad Akmal - 2 May 2024 - ARY Qtv
#aryqtv #islamicinformation #muftiakmal
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
#aryqtv #islamicinformation #muftiakmal
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Alhamdulillah Hajj ka bayan chal raha hai aur baina aapka guzarish ki thi ki hajj tin taraqih
00:20hote hain, hajj-e-qiran, hajj-e-tamattu' aur hajj-e-ifraat.
00:24chunki hamare Hindustan Pakistan mein zyadatar log hajj-e-tamattu karte hain aur bahar ke bhi log karte hain
00:30yeh nahi koi Hindustan Pakistan walon ka khayal karke ham kar rahe hain
00:33to isliye pehle hamne kaha ke hajj-e-tamattu ke baare mein tafsir dhikr kar dete hain
00:37chunki takriban manasik ek jaise hote hain to hajj-e-qiran, hajj-e-ifraat pe kalam ho jayega
00:43to hajj-e-tamattu' ke andar yeh hota hai ke pehle aap sirf umre ki niyat karte hain
00:49ehraam jo pehnte hain yeh ehraam ki niyat karte hain wo umre ke qazdo irade se karte hain
00:54phir jab umre se farekh hote hain iske baad aap halq waghara kar aakar pabandi se bahar ho jate hain
01:00aur hajj ka ehraam 8 zul hijja ko aap bante hain
01:04to yeh isi ki ham bayan kar rahe the aur ham umre ke tariqah par the ke aapne tawaf kis tarah karna hai
01:10pooram ne tariqah bataya, iske baad tawaf ke nawafil aur multazam par hazri
01:15iske baad jo hai agla kaam aapko karna hai wo hai aab-e-zamzam peena
01:20nabiye kareem sallallahu wasallam ne shahad farmaya ke munafiq thoda aab-e-zamzam peeta hai
01:25aur momin peydh bharkar peeta hai
01:27to khoob jitna aap pee sakte hain basharta hai ke aapko pishab ka aarza lahik na ho
01:32to kyunke aapko jaana padega
01:34waise hi main arz kar doon, abhi main iske masayil bhi thikar karta hun
01:37ke sa'aiyee ke liye bahuzur hona lazim nahin hai
01:40lekin baharal agar uske darmayan pishab ki shiddat ho gayi
01:43jaise baazon ke masane kamzor hote hain
01:45to phir aapko darmayan se jaana padega
01:47aur rash bahut hota hai jaakar aana
01:49to baharal agar iskisam ki koi majboori hai
01:51to aap qaleel bhi pee sakte hain wala khoob peed bharkar pee hain
01:54aur nabiye kareem sallallahu wasallam ka farmaan-e-deeshaan hai
01:57ke aab-e-zamzam ko jis niyat se pee jaaye
02:00Allah ta'ala us niyat ko poora farma deta hai
02:03yeh mafoom hain ahadees ka
02:05to lihaaza aap nek banne ki niyat se pee hain
02:09manahon ke kaffareh, jannat ki husool ke liye
02:12Allama Jalaluddin Sayyuti Sahab Rahmatollah leh ne
02:15farmaaya maine is azd-o-irade se aab-e-zamzam peeha
02:18ke main jitne bhi kitabe likhoon
02:20Allah ta'ala usse awamak khawas mein makbooliyat ata farmaay
02:24to aapne hazaar ke kareem choti badi kitabe likheen
02:26aur sab ke sab makbool hoin
02:28to isliye aap yeh achi niyat kar sakte hain
02:30iske baad aapko sa'ayee karni hai
02:33yeh do pahadiyan hain, ek safa, ek marwa
02:35unke darmayan aapko chalna hain, thodasa daudna hain
02:38iske liye tariqah yeh hota hai
02:40ke pehle aap aakar hajr-e-aswad ka istilam karein
02:43theek hai na, wo hi istilam karke, aap aap aajaayen
02:46phir aap pahunchein safa par
02:48wo aapko rasta bata denge, jo nawarid hote hain
02:52aap malum karenge, pata chal jayega
02:53yeh apne kaafleh ke saath hain, to problem nahin hoga Inshallah
02:56safa par aakar, thodasa upar chal jaayen
02:58aur apna rukh Kaabatullah ki taraf kar lein
03:01aur wahan par aap aakar pee sa'ayee ki niyat karein
03:04niyat dil ke pukhta, irade ko kate hain
03:06lekin alfaz ata karna chahayen, to haj ki kitabon me likhe hote hain, wo kar lein
03:10lekin haqiqatan to dil ke pukhta irade ka naam niyat hai
03:13liyaaza aap dil me niyat kar lein, ki Allah ta'ala
03:15main teri rizza ki khaatir sa'ayee kar raha hun
03:17isse apni baarga mein qabool farma
03:19aur mere liye isko aasan kar de
03:21to ab aapne phir wahan kharo kar aap dua maange
03:24jitni dua, achi dua maang sakte hain
03:26jaame dua, apne gharwalon ke liye, digar logon ke liye
03:29musulmanon ke liye, jino ne dua ke liye kaha
03:31kyunke maqam-e-maqbuliyat hai
03:33iske baad ab aapko safa se marwa ki taraf jaana hai
03:36yaad rakhiyein, saad chakkar honge
03:38lekin yaha saad chakkar ke matlab yeh nahi hai
03:41safa se marwa, phir marwa se safa, yeh ek hoga, no
03:45safa se marwa, ek chakkar
03:47phir marwa se safa, doosra
03:50teesra, chautha, paanchwa, chhata, saatwa
03:54iske matlab saatwa chakkar jo hai, wo marwa pe khatam hoga
03:57zain mein rakhiyega
03:59ab aapne chalna shuru karna hai
04:01aap dekh lein, ke thoda sa toh aisi aap chalenge
04:04phir ek green marble ki patti aati hai
04:06aur diwaar pe green tube light lagi hui hai
04:09aur thoda sa faasle pe dekhenge, ek aur green tube light lagi hui hai
04:12aur marble bhi hai
04:14in do ke darmian aapko daudna hai
04:16haqiqatan masaa yeh hai
04:18masaa mein daudne ka maqam
04:20waise toh aapko poora marwa tak jaana hota hai
04:23ismein mar jo hai, wo munasib speed mein daudenge
04:27behno ko nahi daudna, wo normal chalenge
04:30mar daudenge
04:31ab dekhen yeh hai bibi ajra radhi allahu ta'ala
04:34anha ki sunnat ke hazrat ismail a.s ke liye paani ke talaash mein
04:38khaatun daudhi thi
04:39lekin auraton ke liye mana hai nabi akrim ne
04:41mardon ke liye, kyunki auraton ke liye munasib nahi daudna
04:44toh mar daudenge
04:45toh yahan se daudne, wo jab doosri green light pe pohnche
04:48toh bas phir aap daudna mauqoof kardein
04:50ab aap chalte weh normal marwa tak pohnchenge
04:53yeh ek chakkar poora hua
04:54woha pe thoda sa upar chad kar
04:56kaabatullah ki tarah rooh kar kar duaa maange
04:58phir waha se phir aap chalenge
05:00marwa se safa ki tarah
05:02toh shuru mein kaafi lamba aapko chalna padega
05:04phir wohi surat-e-haal aayegi
05:06ke green light, phir aagi green light
05:08uske darmeyan daudenge
05:09aap pohnch jayenge safa par
05:11phir waha waise duaa maange
05:13is tarah saat chakkar aap complete karenge
05:15marwa pe pohnch kar duaa maange
05:17aap saayi se faarik ho gaye
05:19iske baad ab halk ya qasr karwana hoga
05:22jo hazrat apne ghar se hi
05:24jisse mene mashwarah diya tha
05:25ke mard hazrat ghar se hi halk karwa ke chale jayen
05:27toh baal tootne aur ghirne ki mashqat se bachenge
05:30jurmane laazim nahi honge
05:32toh aap wo baal chahe kitne chote chote ho
05:34ussi pe uss tarah phir lehen
05:36toh aapka safety reserve ghar phir lehen
05:38toh wa halk ho jata hai agar baal na ho toh
05:40aur hain toh phir aap afzal hai
05:42ke pooris mard jo hain
05:44pooris sar ke baal saaf karwaen
05:46ke nabiya kareem sallallahu wa sallam ne
05:48halk karne walon ke liye
05:49teen dafah duaa farmayiye
05:51aur qasr karne walon ke liye
05:52uske baad ek martabah
05:53halk walon ke liye
05:54teen dafah duaa
05:55aur farmaya ke jab aadmi halk karta hai
05:57toh uske har baal ke badle
05:59burod-e-qayamat usse noor diya jayega
06:01toh isliye ab ye tarikh-e-kaar
06:03sahi nahi hota ke aap
06:05wahan pe maine dekha hai ke abhi
06:07maharam ushahada yeh hua
06:09arabic ladke ladkiyan khade hote hain
06:11aap jayenge bas thoda sa aapki ek zulf
06:13kategene chalene ji aap ehram ke
06:15pabande se bahar
06:16kenchiyan hoti hain paise le leten
06:18aap unpe na jayiye
06:20achitara yaad rakhein
06:22pooris sar ke baal saaf karwaen mard
06:24toh isliye agar aap qasar karna chahatein
06:26qasar ke matlab sar na mudwaen baal katwaalein
06:28toh phir bhi kamas kam
06:30pooris sar ke ek poray ke barabar
06:32pooris sar ke ek poray ke barabar
06:34baal har taraf se katna zaruri hota
06:36aur yeh mushkil hota
06:38ya kamas kam aap sar ke chaar hisse kar lein
06:40jaise yun yun
06:42yeh jo ek hissa chauthai
06:44iske saare baal ek poray ke barabar
06:46kamas kam katne chahiye
06:48toh isliye aasani halk mein
06:50aur jo behne jo hai maari
06:52yeh ko apne bilkot chutiya jama kar lein
06:54aur neeche jo hai
06:56ek poray ke barabar
06:58pooris chutiya ko pakad kar katein
07:00taake pooris sar ke baal katein
07:02yeh kamas kam ek chauthai ke sar ke baal toh katein
07:04toh yeh apne baalon ki
07:06aapko khayal nahi karna
07:08ki jee mere baal bohot chote ho jayenge
07:10aur bhi umre karungi
07:12abhi aap foran baal katein
07:14Allah barkat dega
07:16jab aapne yeh halk yeh qasar kar liya
07:18toh aap ihram ki pabandi se bahar ho gaye
07:20hajj-e-tamatto ka bayan kar rahe hain
07:22lihaaza ab aapko aat zul hijja tak
07:24makkat-ul-mukarrama mein
07:26aaram se rahna hai
07:28is doraan aap durood-e-paak padein
07:30nafal namaze padein, qaza namaze
07:32apne padein, mutala'a karein
07:34iske laawa aap nafli tawaf kar saktein
07:36agar permission mil jati hai
07:38aur umra bhi kar saktein
07:40agar aap aur umre karna chahein
07:42lekin uske liye aapko karna hoga ki aapko masjid-e-aisha
07:44jaana hoga aur wahan par jaakar
07:46yaani hudood-e-haram se bahar
07:48nikalna hota hai, jo masjid-e-aisha mein
07:50masjid-e-aisha hai, wahan jaake aap ihraam pehne kar
07:52umre ke niyat karke
07:54masjid-umre bhi kar saktein hain
07:56iski gunjaish nikalti hai
07:58ab ye jo maine aapko puri umra
08:00poora ho gaye, aap aat zul hijja ke intizaar kar rahe hain
08:02lekin chand masayil zara tawaf
08:04aur sa'ai se mutaalik
08:06zain mein rakh lein, ye mein pehle bhi
08:08bayan kar sakta tha, lekin silsila tood jaata
08:10isliye ab mein aapko guzalish kar raha ho
08:12zara ghor se dekhen, doraane
08:14tawaf, kuch kaam
08:16haraam ho jaate hain, wo aapko
08:18nahi karne, misal ke taur pe
08:20be-wudhu tawaf karna
08:22aapko ba-wudhu tawaf karna hai, aur farz
08:24kar lein ke agar tawaf ke doraan wudhu
08:26tood jaata hai, to aap foran bahar
08:28jayein, wudhu karke dobara aayein
08:30ab aap ye dekh lein ke agar aapne
08:32kamaskam teen chakkar poora
08:34kar liye the, to ya
08:36chaar chakkar poora kar liye the, lil aksari hukum-ul-kul
08:38ke tahat, to phir to aap
08:40aage hi continue rakhein, lekin
08:42chaar se kam kiye the, to phir naye sirah se aapko
08:44tawaf start karna chahiye, lekin
08:46be-wudhu tawaf karenge, to phir iske upar
08:48jurmana aayid hoga, ye achitra
08:50yaad rakhein, accha jo log shari
08:52mazoor hotein, jin ko baar baar
08:54qatarat aane ke masayil hotein, ya kisi
08:56behen ko jaise istihaza hota hai,
08:58bleeding hoti rehti hai musalsal, to
09:00aise log jo hai, wudhu karen
09:02aur tawaf karen, chuke inke saath shari-uzar
09:04hai, aapka doraan-e-tawaf
09:06jo hai, wo koi masla nahi hai, aap
09:08isi halat me tawaf kar lein, aapka
09:10masla nahi hoga, lekin, jo log
09:12jin ke saath sahi shari-uzar
09:14nahi hai, unko wudhu karna laazim
09:16hai, iske alawa, doosre
09:18jo hai, badi ahityaat chahiye
09:20ke halat-e-ihraam me
09:22sitr na khul jaye, aap
09:24hota ye hai, jo mard hazarat hotein
09:26ye baad oqat, khaas toh pe jiske peht bada
09:28hota hai, wo ihraam pehnta hai, to
09:30mard ke liye naaf ke suraakh
09:32se lekar, aur ghutno ke
09:34neeche takka hisa-e-badan chhupana farz
09:36hai, ab wo dhalak jata hai
09:38naaf se neeche takka
09:40hisa nazara raha hota hai, guna hai
09:42aise hi jab hum chalte hain, to
09:44zara ahityaat karnein, ki aisa ihraam na
09:46pehn lein, ke rane khuli bhi nazar aayen, ghutne aur rane
09:48ye baad oqat hota hai, hawa se
09:50yaa waisi matlab ye ke khid jaatein
09:52isme badi ahityaat karnein chahiye, ye
09:54doraan-e-tawaf bhi mana
09:56isi tariqat se yaad rakhein, ke bila-uzar
09:58wheel chair par
10:00aapne kar tawaf kiya, to ye guna
10:02hai, isme dam
10:04laazim hoga, bila-uzar
10:06aisa nahi kar saktein, haan agar kisi
10:08ka uzar hai, jaise waalda hain, buri
10:10hain, bimaar hain, unko
10:12aap wheel chair pe karwanein ka alag baat hai, lekin
10:14siyadman aadmin se socha, chalo mai wheel chair pe
10:16bethke mazhe karke, kisi ko paise
10:18dekhe karwaloon, aisa nahi kar saktein,
10:20achitra zahir mein rakhi hai, isi tariqat
10:22se, hatim jo hai, wo
10:24hatim kehtein, wo boundary wall aapne
10:26wide dekhi ho, doraan-e-tawaf
10:28aap hatim ke andar se nahi
10:30guzar saktein, uske bahar se guzar renge
10:32agarche wo kaabatullah ka, chuke wo
10:34kaabatullah ka hisa hai, wo reh gaya
10:36tha, taamirat se, wo nabi-e-kareem
10:38usi haiyat se usko qaim rakhne ka hukum diya
10:40isi tariqat uske andar se nahi niklenge,
10:42balke ataraaf se niklenge
10:44aur isi tariqat saat chakron se
10:46kam aapne tawaf karke chhod diya
10:48paanch chakar karke chale gaye, to aap gunaagar
10:50hunge, kyunke saat chakar kamas
10:52kam hunge, aur makroo
10:54kaam, jo doraan-e-tawaf hai, wo bhi
10:56zara zahir mein rakhein, fuzool
10:58jugu karna
11:00khamakha baat-e-tabsar hai, wo dik filan, wo dik
11:02China wale, wo Malaysia wale, arre bhai
11:04aap Allah ki bargah mein khadhe hoon
11:06Allah ki rahmat khusus se taur pe aap ki tarak
11:08mutawajje, isi tarah ki fuzool baate karne
11:10kya fayda, aur isi tariqat se
11:12koi, aisi, ulti-sidi
11:14harkatein, jaise
11:16selfie bana rahein, acha baaz log
11:18kehtein, wo ghar mein call mila lenge
11:20video chala denge, dekhen wo kaabatullah
11:22ye, arre bhai, ye
11:24Allah ki tarah mutawajje hone ka waqt hai
11:26ye, apne gunahon ko yaad karne ka waqt hai
11:28yaksooi se ibadat karein
11:30ye kya aapne, ek aur aadmi ko
11:32enter kar liya, usme aur sara wo
11:34matlab, aapki yaksooi to khatam ho gayi
11:36isliye poori yaksooi ke saath karein, ye makrooh hai
11:38gunah nahi hai, lekin makrooh hai
11:40isi tariqat se, na paak
11:42kapdo mein agar tawaf kiya, to makrooh hai
11:44tawaf ho jayega, lekin
11:46karahat ke saath hai, yohi humne aapka bataya
11:48ke, ramal ya id-e-tiba
11:50mard ke liye sunnat hai, isko tarak
11:52karna, bila uzar, ye bhi
11:54makrooh hota hai, isi tariqat
11:56kuch khaana peena bhi, haalate
11:58tawaf mein, ye tawaf ke dauraan
12:00makrooh hai, gunah nahi hai, lekin makrooh
12:02hai, baharal, haan, agar bahot sharid pyaas lag rahi hai
12:04bahot hal khush khush ho chuka hai, garmi
12:06bahot sharid hoti hai, baad o khad, to
12:08thoda bahot, ek do ghoot aap paani, pee sakte
12:10hai, isi tariqat, pishaab bagara
12:12ka ghalba hai, to tawaf jari rakhna
12:14khilaf-e-sunnat makrooh hai, aur
12:16awara nazri bhi makrooh hai
12:18awara nazri ka matlab, daima
12:20chahrein dekhna, nai nai chahrein hota hai
12:22poori duniya se log aaye hota hai, kahi
12:24china se, japan se, malaysia
12:26se, iran se, iraq
12:28se, to wo aadmi dekhta
12:30rahta hai chahrein, amumi taur pe maine dekha
12:32hai, wo phir yaksui nahi rehti
12:34awara nazri nahi honi chahiye, apni tawajjo
12:36sirf Allah ke taraf rakhe hain
12:38kaabatullah ke taraf dekhna bana nahi hai
12:40maine aapko pehli kaha
12:42ulama se aur muftiyan-e-karam se
12:44masla maalum karein, agar aap logon
12:46se maalum karenge, har ek apne apni boli bol
12:48aur yeh bhi main aapka bata doon, kisi
12:50ne 10 haj kiyon ho, aur 50 umre kiyon ho
12:52aalim nahi ho jayata, yeh koi yeh kaye
12:54humne to ji 50 umre kiyen, hume pata hai
12:56ke kya karna hai, no, umre karne se
12:58ilm ka koi taaluk nahi hai, aap muftiyan-e-karam
13:00se maalum karen, jab aap
13:02tawaf karen, agar kaabatullah ko dekh ke
13:04tawaf karen, koi haraj nahi hai, aap us taraf nazar
13:06kar sakte hain, seena na phire kaabatullah ke taraf
13:08tawaf aise hi hoga, yoon hi hoga
13:10lekin aap dekh sakte hain kaabatullah ko
13:12barakat hai bahut zyada, usko
13:14dekhne mein kya masalah hai, aur
13:16baqi yeh ke, doraan-e-tawaf
13:18baqi kaam jayis hote hain, masalan
13:20salam karna, kisi ka salam ka jawab dena
13:22paani, agar pyaas-e-paani
13:24peena, zaruratan kalam karna
13:26koi deeni masalah
13:28daryaf karna kisi se, ya
13:30koi aap, deeni masalah kisi ko
13:32bata den, in ki gunjayish hai
13:34take hai, to yeh thoda saa aap zehin mein rakhi hai
13:36iske baad, saaih
13:38ke baare mein bhi, main kuch cheezein aapki khidmat
13:40mein dhikr kar deta hoon, yeh usme bhi
13:42aapko khayal karna hai, saaih mein yeh hai
13:44ke aap baith kar bila uzar saaih
13:46nahi kar sakte, yehnein
13:48wheel chair ke upar, agar aap sehatmand hain
13:50wheel chair pe nahi kar sakte
13:52dum laazim ho jayega, to aapko
13:54peydal hi karne hoga, baad o khat
13:56yeh bhi logon ne kiya hoga, wheel chair
13:58kyunki hoti hain, banayi huye jagah
14:00aur wo jaldi-jaldi karwa dete hain, to wo baith
14:02karne lag jayate hain, thak gaye nahi tawaaf karke
14:04hargis nahi, agar aap bimaar hain
14:06zaeef hain, koi majboori hain
14:08kalak baat hain, warna phir aapko
14:10waise hi saaih karne hoga
14:12to khulas-e-kalaam yeh hai, ke yeh tamaam
14:14umoor aap zehin mein rakhein, saaih
14:16ba-wudhu karna afzal hota hai, jaise
14:18maine bataya, be-wudhu bhi ho sakta hai
14:20aur yeh jo mas'aah hai, saaih
14:22ke jo maqam hai, yeh maziyat se bahar hai
14:24jab aap nikalne lagayen, to bahar
14:26to ooltah qadam bahar rakhe
14:28aur phir aap niklayen, aur istara
14:30aapne yeh halkh waghara karwa liya
14:32ab aap saarih hoga hain
14:34umre se, ab aapko
14:36aat zul hijja ka intizaar karna
14:38hai, aat zul hijja ko
14:40doobara, ab aapko
14:42haj ka ihram pehna hoga
14:44yaha tak to yeh aapne
14:46amne tamatto ka bataya, ab zara
14:48haj-e-qiran par aaja hain, haj-e-qiran
14:50karne wale jo hain, wo aayenge
14:52aapko pata hai, haj-e-qiran mein haj-or-umre
14:54ka iksaat uski niyat ki jaayegi
14:56wo bhi umrah karenge, aur umrah
14:58karne ke baad, wo ihram ki pabandi se
15:00bahar nahi honge, saayi karne ke baad
15:02halkh yeh qasar nahi karwaayenge, kyunki wo haj
15:04ke ihram mein hain, ab yaad rakhi hain
15:06jo haj-e-qiran karne wale bhai-behen hain
15:08jab aap yeh fariq ho jaye umre se
15:10to ek aap nafal tawaf karen
15:12isko kahte hain tawaf-e-qudoom
15:14yeh sunnat hai inke liye
15:16karenge to sunnat ke daayegi hogi
15:18aur chuke aapne haj ki niyat ki hui
15:20hai, isme aap
15:22iditibaan bhi karlein, ramal bhi
15:24karlein, aur iske baad bhi
15:26aap saayi kar liyega
15:28umre ki niyat ke saath ke tawaf-e-ziyara
15:30ki saayi mein pehle kar raho hain
15:32to fayda yeh hoga ke daz-zul-hijja
15:34ko jo aapne tawaf-e-ziyara karna hai
15:36usme iditibaan, ramal, yeh yeh saayi
15:38ki haajat nahi rahegi
15:40baaghi ab aapne, jaise ab yeh haj-e-qiran
15:42karne walo ne umra kiya, tawaf-e-qudoom
15:44kar liya, isme
15:46saayi waghara bhi hogayi, yeh bhi
15:48aad-zul-hijja tak wait karenge
15:50teesra haj-e-ifraad karne wale the
15:52direct haj ka ehraam pehnte hain
15:54umre ki niyat nahi karte
15:56in ke liye sunnat yeh hain
15:58pehle aake yeh tawaf karenge
16:00isko tawaf-e-qudoom kehte hain
16:02in ke liye bhi sunnat hai
16:04aur yeh chuke haj ki
16:06niyat se ehraam pehna hua hain
16:08isi tawaf-e-qudoom mein
16:10itibaan, ramal, aur isi tarah
16:12saayi kar lein, to phir inko
16:14tawaf-e-ziyara ke baad karne ki
16:16haajat nahi rahegi
16:18baaghi rahe haj-e-tamattu wale
16:20ino na to umre kiya tawaf kiya tha
16:22in ke liye mera mashwarah hai
16:24jab aad-zul-hijja ko aap haj ka ehraam
16:26pehnege, to haj ka
16:28ehraam pehneke baad
16:30ek nafli tawaf kijiyega
16:32aur us nafli tawaf mein
16:34wahi itibaan bhi kar lein, ramal
16:36bhi kar lein, aur uske baad saayi kar lein
16:38yuke in ke liye to tawaf-e-qudoom
16:40nahi hota, in ke liye umra hai
16:42haj-e-qiran wale ke liye umra
16:44aur tawaf-e-qudoom, haj-e-ifraad
16:46in ke liye sif tawaf-e-qudoom mein umra to hota nahi
16:48to ye jo haj-e-tamattu
16:50karne wale aapne kya karna hai, ke aad-zul-hijja
16:52ko jab haj ka ehraam aap pehnege
16:54niyat kar lein, to phir aap ek
16:56nafli tawaf kar lein, aur us
16:58mein aap ed-itibaan, ramal
17:00aur saayi kar lein, to phir aapko
17:02tawaf-e-ziyara ke baad
17:04arkaan nahi karne ho gaye
17:06yeh kyun kar lein, yeh isliye kar lein
17:08ke das-zul-hijja ko
17:10saare logon ne ek bada
17:12karna hai, aur wo hai tawaf-e-ziyara
17:14agar 25 lakh haj-e-in to unka
17:16qasdo irada hua, ke hum yaha pe kar lein
17:18rash ka alam kya hoga, aap andaza karein
17:20us waqt aapko yeh mashfara
17:22bahut-e-nafa dega, aur aap ke liye aasani peyda karega
17:24Allah tabarak wa ta'ala se dua hai
17:26ke hum sab ne jo kuch suna, usko zihan
17:28mein maafuz rakhne ke taufiq tafarhain, ameen
17:30wa aakhiru da'awana
17:32anil hamd lillahi rabbil alameen
Comments