- 3 years ago
Deen e Fitrat | Speaker: Shaykh Mufti Tauqeer
Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1
#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
To Watch More Click Here: http://aryqtv.tv
Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1
#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
To Watch More Click Here: http://aryqtv.tv
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:07 Alhamdulillahi wa kafa wa salamu ala ibadihi allatheena ustafa amma ba'an.
00:14 Wa abduhu billahi minash shaitanir rajim.
00:19 Bismillahir rahmanir rahim.
00:21 Wailu allal mutaffifin allatheena idha kta'alu 'ana annaasi yastawufoon.
00:27 Wa idha ka'aluhum awwazanuhum yukhsiroon.
00:30 Ala yadunnu 'ulayka anna hum maba'uthoon.
00:34 Li yawmin azeem yawma yaqoomun naasi li rabbil 'alameen.
00:38 Subhana rabbika rabbil 'izzati amma yasifoon.
00:41 Wa salamun 'ala al-mursaleena walhamdulillahi rabbil 'alameen.
00:45 Allahumma salli 'ala sayyidina wa nabiyyina Muhammad
00:48 wa 'ala aali sayyidina wa habibina Muhammad wa barik wa salim.
00:51 Ek terminology hai, ek istila hai, jisko tatfeef kehte hai.
01:00 Tatfeef kehte hai ki insaan jab doosre se expect kare,
01:06 toh poora poora expect kare.
01:08 Lekin jab khud de kisi ko, toh poora na de.
01:13 Isko kehte hai tatfeef.
01:15 Ek surat hai, jiska naam surat-ul-tatfeef hai.
01:19 Aur uski kuch ayat maine abhi tilawat ki, shuru ki ayat.
01:24 Allah ta'ala ne firmaaya,
01:27 wa'ilun lil mutaffifeen
01:29 ki wo log jo tatfeef karte hain, unke liye tabahi hain,
01:33 unke liye destruction hain.
01:35 Yani Allah ta'ala ki sakhat naraz ki hai is pat par ki log tatfeef kare.
01:40 Basically selfishness ki nishani hai.
01:43 Ki insaan selfish ho, apna faida sochay.
01:46 Jab apni expectation ho,
01:50 apni zaat ke liye, doosron se,
01:53 toh insaan poori poori expectation rakhe.
01:56 Lekin jo doosron ke expectation hai,
01:58 mujh se, hum se,
02:00 toh unki expectations pe poora na utre.
02:03 Aur isme jo Allah ta'ala ne aage baat ki,
02:06 ek business trade ki misal di hai.
02:09 Ki jab doosre se koi cheez kharee de,
02:13 doosre se koi cheez le,
02:15 jab usse koi naap kar, tol kar,
02:18 weigh kar ke koi cheez le,
02:21 toh expect karee ke wo poora poora deega.
02:24 Misal ke taur pe, ki maine chini kharitni hai, sugar kharitni hai,
02:29 toh main dukaandar ke paas jaao,
02:31 aur dukaandar se main make sure kharoon ki
02:34 agar maine ek kilogram chini kharitni hai,
02:37 toh poori poori ek kilogram wo mujhe de.
02:40 Lekin jab wo khud deta hai kisi ko,
02:43 uske andar wo corruption karta hai.
02:45 Uske andar wo naap tol mein kamhi karta hai.
02:48 Jab kisi ko deta hai, toh poora nahi deta hai.
02:51 Yeh hai tatveer.
02:52 Allah ta'ala ne ye baat samjha kar farmaaya,
02:57 ki ala yadunnoo ulaika annahum mab'usoon.
03:01 Kya in logon ko yeh soch nahi hai?
03:04 Kya in ko yeh guman nahi hai?
03:05 Kya in ko yeh yaad nahi raheta?
03:07 Ki in ko ek din dubara kharee hona hai,
03:11 yeh dene ke baad,
03:13 li yawmin azeem,
03:14 ek aise din mein jo bahut bada din hai.
03:17 yawma yaqoomun naasu li rabbil aalameen,
03:19 wo aisa din hai,
03:21 jab saare log rabbil aalameen ke saamne,
03:24 saare jahanon ke Rabb ke saamne khare honge.
03:28 Doosre alfaz mein unka apna hisaab kitab dena hai.
03:31 Doosre alfaz mein,
03:33 unko yeh jo attitude hai unka,
03:37 iske baare mein jawab dena padega unko,
03:39 ke wo aisa kyun karte rahein,
03:41 ke jab doosre se liya to poora liya,
03:44 jab doosron ko diya to poora nahi diya,
03:47 wo itne selfish kyun thein,
03:49 wo itne khudgharz kyun thein,
03:51 wo sirf apna faida kyun sochte thein.
03:56 Kyaamat ka din agar insaan apne zain mein rakhein,
03:59 apne saamne rakhein,
04:01 toh insaan bahut sari buraiyon se bach jata hai.
04:04 Kyunke kyaamat ka din insaaf ka din hai,
04:07 kyaamat ka din adal ka din hai,
04:09 justice ka din hai,
04:10 kyaamat ke din jo kuch bhi humne logon ke saath kiya,
04:14 ya logon ne hamare saath kiya,
04:16 us sab ka poora poora badla diya jayega.
04:19 Nabi Karim alaihi salatu was salam ne toh yahan tak firmaaya
04:21 ke jaanvaron, jaanvar bhi apna hisaab lenge unko doosre se.
04:25 Misaal ke taur pe,
04:27 ke do bakriya thi,
04:28 ek bakri ke seeng thein,
04:30 aur ek bakri ke seeng nahi thein.
04:32 Toh jo seeng wali bakri ne,
04:33 baghar seeng wali bakri ko jo maara hoga,
04:36 wo toh maar nahi sakti thi.
04:38 Toh un dono ko bhi khada kiya jayega,
04:40 aur seeng wali bakri,
04:42 baghar seeng wali bakri se apna badla legi.
04:44 Insaaf hoga.
04:46 Jaanvar bhi apna insaaf maangege.
04:50 Lekin farak insaan aur jaanvar mein ye hai,
04:53 ke jaanvar jab ek doosre se badla le lenge,
04:56 unko dubara matti bana diya jayega.
04:59 Isiliye toh wo log jo Allah par imaan nahi laayen the,
05:03 wo us din tamanna karenge,
05:05 kash mai bhi matti ho jata.
05:07 "Wa yaqoolul kafiroo ya laayitani kuntu tooraaba"
05:11 Ke kash mai bhi matti hota.
05:14 Toh kiyamat ke din ko saamne rakhna chahiye.
05:17 Hamare boot saare issues theek ho jayenge,
05:20 agar ham kiyamat ke din ko apne saamne rakhenge.
05:24 Toh please tatweef na karen hum log,
05:28 mutaffif na banen hum log.
05:30 Aur ye cheez sirf buying selling mein nahi hai,
05:32 jaise maine arz kiya ki ye toh ek misaal hai.
05:35 Ye relationships mein bhi hota hai.
05:37 Ke mai aur aap kisi relationship mein hai,
05:41 koi hamara rishta hai,
05:43 toh aapke bhi kuch hukuk hai,
05:44 mere bhi kuch hukuk hai.
05:46 Toh mai chahun,
05:48 ke jaise mai chahun ke mere hukk diye jayen,
05:51 waise hi mai ye bhi chahun,
05:52 ke mai aapke hukuk toh hu.
05:55 Ye hai adal, insaaf, ihsaan, achhahi,
05:59 na ki ye ke mai apne hukuk toh sare ke sare demand karun,
06:03 lekin aapke haq main nahi deta.
06:06 Aur isko aur bhi extend karein,
06:09 toh kai dafa do relationships hote hain,
06:14 misaal ke taurpe mere do bethe hain.
06:16 Aur ek beta mera mujhe zyada pasand hai,
06:19 kyunka wo meri baat sunta hai,
06:21 mera adab karta hai,
06:22 aur doosra beta wo shayad utna achha nahi hai,
06:26 utna adab nahi karta.
06:29 Toh jab mai dene ka maamla aaye,
06:31 bete toh mere dono hai,
06:32 theek hai,
06:33 ek ko mai pasand zyada karta hoon,
06:35 doosra hai toh mera beta,
06:37 zahiri baat hai,
06:38 usko bhi pasand toh karta hoon,
06:39 lekin ho sakta hai,
06:40 ke dono mein kuch difference hoon.
06:42 Lekin mere paas do ghar hai,
06:43 main chahata hoon ke apne beton ko doon.
06:46 Toh mai dono ghar ek bete ko de doon,
06:48 aur doosra ko kuch na doon,
06:49 ye bhi tatfeef hai.
06:51 Aisa hota hai,
06:53 ke log apni zindagi ke andar tofah dete hain apne bachon ko,
06:57 lekin aisa bhi hota hai,
06:59 ke beton ko dete hai,
07:00 betiyon ko nahi dete hai.
07:02 Ye zulm hai,
07:03 ye bilkul na-insafi hai.
07:06 Isi tariqa se,
07:07 aur mai extend karoon is cheez ko,
07:10 humare bachon ki jab shaadi hoti hai,
07:13 toh uske kuch relationships bante hain,
07:16 shaadi ki wajah se,
07:17 jin ko in-laws kahte hain,
07:18 mother-in-law,
07:19 father-in-law.
07:20 Agar aap in terminologies pe ghor karein,
07:23 in relationships pe ghor karein,
07:24 ke wo father-in-law hain,
07:26 mother-in-law hain,
07:28 right, baap hain,
07:29 waalda hain,
07:30 toh jis tarah apni waalda se mohabbat hain,
07:33 apne waalat se mohabbat hain,
07:34 isi tariqa se unse bhi mohabbat ki jayein.
07:38 Humare do re mayaar hain,
07:39 bad kismati se,
07:40 ke jis tariqa se mai apni waalda se mohabbat karta hun,
07:43 apni mother-in-law,
07:45 jo saas kahte hain jisko,
07:46 us tarah se mohabbat unse nahi hoti hain,
07:48 na ladke ko hoti hain,
07:50 na ladki ko hoti hain,
07:51 bad kismati se,
07:52 wo apni waalda ke liye ek tarah se soch rahi hoti hain,
07:56 bachi ya even shohar,
07:59 jo hota hai,
08:00 wo apni saas ke liye alag tariqa se sochta hain,
08:03 apni waalda ke liye alag tariqa se sochta hain,
08:05 shariat dono ko waaldain ka darja dhe rahi hain,
08:09 so much so,
08:10 ke wo mahram ban jaate hain,
08:13 unse barda nahi raheta bachi ka,
08:16 aur is ladke ka apni saas ke saath barda nahi raheta,
08:20 ye is sees ki dalil hai,
08:21 ke wo waalda hain,
08:22 right,
08:23 lekin dono ko ek tarah se treat karna,
08:26 unko ek tarah se mohabbat dena,
08:29 unka ek tarah se khayal karna,
08:31 ye justice hain,
08:33 ye adal hain,
08:34 humare maushree mein ye dekha gaya hai,
08:36 ke bachiyan jo hain,
08:39 ladkiyan jo hain,
08:40 wo do treatments ki wajah se apna ghar kharab karti hain,
08:45 right,
08:46 agar wo apni saas se bhi ussi tarah se mohabbat karti hain,
08:49 jis tarah apni waalda se karti hain,
08:51 apni shohar ki behen se bhi uss tarah mohabbat karti hain,
08:54 jis apni behen se karti hain,
08:55 right,
08:56 jis ko nan kahte hain,
08:57 to maushree ke andar kitni khubsurti aata hai,
09:00 kitna pyaar aata hain maushree ke andar,
09:03 ye tatweef hoti hain insaan ki greed ki wajah se,
09:06 laalaj ki wajah se,
09:08 nabi karim alaihissalatu wassalam ne ek hadith mubaraka ke andar,
09:11 sunan nisaai ki hadith hain,
09:14 sunan Abu Huraira radhiya Allah ta'ala anusri rawayt hain,
09:16 firmaaya nabi karim alaihissalatu wassalam ne ke,
09:18 la yajdamee'u ghubaaron fee sabeelillahi,
09:21 wa dukhaanu jahannam fee jaufi abdin abadan,
09:24 ki insaan jab Allah ke rastai mein nikalta hain,
09:27 to jo matti uske upar aati hain,
09:30 ghubaar uske upar aata hain,
09:32 aur jahanun ka dhua is banday pe,
09:34 is banday ke peyt mein kabhi jawa ni hongi,
09:37 yaani Allah ke rastai mein jab wo nikla,
09:39 to usmein jo matti aayi,
09:42 uske peyt mein gayi,
09:43 to Allah ta'ala iske peyt ko jahanun ka dhua se mahfooz rakhenge,
09:47 aur firmaaya ke,
09:48 wa la yajdamee'u shuhu wal eemaan,
09:50 u fee qalbi abdin abadan,
09:52 ki shuh, greed, laalach aur eemaan,
09:57 ek banday ke dil mein dono jamaa nai ho sakte hain,
10:02 yaani ki ya eemaan hoga, ya greed hogi, ya laalach hogi,
10:07 ek cheez hogi,
10:09 jab insaan ke dil mein eemaan ho,
10:11 insaan ke dil mein laalach nahi ho sakte hain,
10:13 wo selfishness nahi aasakte hain,
10:15 wo greed nahi aasakte hain,
10:16 ye eemaan ki nishani hai,
10:18 ki insaan selfless ho,
10:20 insaan doosron ke baare mein soch hai,
10:22 doosron ko bhi ussi tarah treat karein,
10:24 jaise ke wo chahata hai,
10:25 ke mere saath treatment ho,
10:27 agar wo chahata hai,
10:28 ke mere izzat ho,
10:29 to wo doosron ke bhi izzat karein,
10:31 agar wo chahata hai,
10:32 ke mere saath sach bola jayein,
10:33 to wo doosron ke saath bhi sach bole,
10:35 agar wo chahata hai,
10:36 ke mujhe poora poora diya jayein,
10:38 to wo doosron ke bhi poora poora de,
10:40 agar wo chahata hai,
10:41 ke mere saath koi bad zabani na karein,
10:43 to wo kisi aur ke saath bhi bad zabani na karein,
10:45 ye attitude pehda karne ki zarurat hai,
10:49 ye deen ka hissa hai,
10:50 parna jaise mene shuru mein arz kiya,
10:53 ki Allah subhanaw taala sakht naaraaz hote hain,
10:56 jo log tatfeef karte hain,
10:57 jo log doosron ke saath usra treat nahi karte hain,
11:01 jaise ke wo chahata hai,
11:02 ke unke saath treat kiya jayein,
11:04 wo relationships ke andar ho,
11:05 wo lehnden ke maamle ke andar ho,
11:07 ya kisi bhi cheez ke andar,
11:09 sahaba mein greet bilkul nahi tha,
11:12 bilkul Nabi Karim A.S. ne unke dil se wo laalaj,
11:16 wo greet khatam kar diya tha,
11:18 unke dil mein doosri ki fikar thi,
11:20 doosri ki soch thi,
11:21 doosri ka khayal tha,
11:24 ek badah mashoor waqia hai,
11:26 Sainah Abdur Rahman bin Auf radhiya Allah ta'ala anhu,
11:28 jo bohot wale tajir the Mecca mukarma ke andar,
11:31 wo jab tashreef la hai,
11:32 Medina Munawwara,
11:33 hijrat karke,
11:34 to Nabi Karim A.S. ne jaise hummein saaksar jaanat hai,
11:36 ki muakhat kar aayin,
11:39 ek bhai chaara kar aaya,
11:40 ek mutual brotherhood qaim kiya,
11:43 ek ansari sahabi,
11:45 Medina Munawwara ke jo local sahaba the,
11:47 unka bhai chaara kar aaya,
11:50 unko bhai bhai bana diya,
11:52 ek muhajir sahabi ke saath,
11:54 aur iski wajah ye thi,
11:55 ki unke jitte sahaba radhiya Allah anhu,
11:57 Mecca mukarma se hijrat karke,
11:59 Medina Munawwara tashreef la rahe the,
12:01 unka sab kuch kuch chod ke aaya the,
12:03 unke bas kuch bhi nahi tha,
12:04 bilkul khaali haath the,
12:06 right,
12:07 aur yaha pe aake unko settle hona tha,
12:10 to jo local sahaba the,
12:12 Medina Munawwara ke rehne wale,
12:14 unmein se ek ko,
12:16 unmein se ek ka bhai bana diya,
12:18 ki aap uska khayal karein,
12:19 aap unki take care karein,
12:21 aur jis tariqe se,
12:22 Medina Munawwara ke local sahaba ne,
12:25 un muhajir sahaba ko,
12:27 jo migrate karke Mecca mukarma se aaya rahe the,
12:29 jis tariqe se unka khayal kiya,
12:31 apni misaal aap hai,
12:33 unmein shayad aisi misaal aapko na mile,
12:35 to Sayyidina Abdur Rahman bin Auf,
12:38 radhiya Allah ta'ala anhu,
12:39 jo muhajir sahabi the,
12:40 jab wo migrate karke Medina Munawwara tashreef laaye,
12:43 to unki muaakhad karaye,
12:45 unko bhai banaaya,
12:46 Sayyidina Sa'ad bin Rabi,
12:47 radhiya Allah ta'ala anhu ke saath,
12:48 wo bhi bohot badey tajir the,
12:50 to,
12:51 ab Sayyidina Abdur Rahman bin Auf,
12:53 sab ko chod ke aaya the,
12:54 to jab bhai banaaye to,
12:56 Sayyidina Sa'ad bin Rabi,
12:58 aap dekhiye unki gurbani,
13:00 unka jisba sirf dekhiye,
13:02 unhone kaha ke mere bhai,
13:04 aap apna sab ko chod ke aaye,
13:06 mere paas bohot maal hai,
13:09 main bohot badey tajir hoon,
13:11 bohot maal hai,
13:12 main chahta hoon,
13:13 main apna aada maal aapko de doon,
13:15 ab aap sochiye,
13:16 aapko jitna bhi maal hoon,
13:18 aapke paas Allah ne misaal ke taur pe,
13:20 das miliyon diya hai,
13:23 right,
13:24 kaun hai jisko das miliyon ho,
13:26 ya saun miliyon ho misaal ke taur pe,
13:28 saun miliyon ho mere paas,
13:29 aur main apne bhai ko kahoon ke,
13:31 jee saun me se pachas miliyon aapka,
13:34 chupki mere paas abhi pachas miliyon bacha hoa hai,
13:37 right, bohot badey rakam hai,
13:38 pachas miliyon,
13:40 aur mere paas saun the pehle,
13:41 main kahoon ke saun main ne kya karne hai,
13:43 pachas bhi bohot hote hain,
13:45 chalo pachas hi mere bhai hai,
13:46 isko main de deta hoon,
13:48 aisa jisba kahin aaj kal paya jaata hai,
13:52 aur unhone ye bhi kaha,
13:54 sirf izhaar ke liye,
13:56 ke aap yaha pe kisi ko nahi jaante,
13:59 aap se kohan shadi karega yaha pe,
14:01 kyunke uske liye jaant baichaan zaruri hai,
14:03 toh meri do bimiya hai,
14:05 agar aap chahe toh main ek ko talaq de deta hoon,
14:08 aap unme se,
14:10 wo jab unki iddat guzar jaye toh aap unse nikah karne,
14:13 ye jisbaat ka izhaar hai,
14:16 unhone bhi isko kabool nahi kiya,
14:18 sinabdur rahman bin awf radhiya Allah ta'ala bhi isko kabool nahi kiya,
14:21 lekin main sirf muhabbat, jisbaat, kurbani ke izhaar ki baat kar roon,
14:26 unhone kaha ke meri bhai,
14:30 aapka maal aapko mubarak ho,
14:32 aapke kharwale aapko mubarak ho,
14:34 main tajir aadmi hoon,
14:35 mujhe batao ki bazaar kidar hai,
14:37 main bazaar jaunga,
14:39 aur jo kuch thoda sa mere paas hai,
14:41 usse tijarat karta hoon,
14:42 unhone unko bazaar ka raasta dikhaya,
14:44 ab wo pehle din gaye,
14:46 tijarat ki,
14:48 jo bhi buying selling ki,
14:50 din ke aakhar me unko thoda sa munafa hua,
14:52 ab aap sochiye,
14:54 ab ko chod ke aaye,
14:55 kuch munafa hua,
14:56 soch sakte the,
14:58 ke main ab isko saving karna shuru karta hoon,
15:00 dubara se build up karunga,
15:02 us munafa se,
15:03 us profit se,
15:04 khar aane se pehle,
15:06 kharwalon ke liye,
15:08 kuch ghee,
15:09 kuch paneer,
15:10 kuch cheese,
15:11 wo ghar me grocery leke aage,
15:13 yeh hai jazba,
15:15 yeh dini jazba hai,
15:17 yeh wo jazba tha,
15:18 jo nabi karim alaih salatu wassalam ne sahaba ke dilon me pehda kiya tha,
15:23 yeh hi hai din e Islam,
15:25 yeh hai din e fitrat,
15:27 yeh jazba hum bhi pehda karein,
15:29 logon ka khayal karne wala,
15:31 logon se muhabbat karne wala,
15:32 sab ke saath barabari ka suloog karne wala,
15:34 insaaf karne wala,
15:35 adal karne wala,
15:36 jo main apne liye expect karta hoon,
15:39 wohi toosron ko dene wala,
15:41 inshaAllah jab yeh jazba pehda hoga,
15:43 toh mawashree ke andar khubsurti aayegi,
15:45 muhabbat aayegi,
15:46 inshaAllah,
15:47 ek choti se break lete hain,
15:49 aur break ke baad,
15:50 aapke kuch sawalat ke jawab denge,
15:52 aap apne sawalat email karte rahiye,
15:54 dinefitrat@arydigital.tv per,
15:56 yeh email aapki screen pe nazar bhi aara hai,
15:58 inshaAllah,
15:59 thodi dhir baad,
16:00 aapke sawalon ke saath haazir hotein,
16:02 Assalamu alaikum wa rahmatullah wa barakatuh,
16:04 welcome back,
16:05 break ke baad,
16:06 aapke sawalon ke saath haazir hain,
16:08 aap apne sawalat email karte rahiye,
16:10 dinefitrat@arydigital.tv per,
16:14 aapko ye email address screen pe nazar bhi aara hoga,
16:18 ek sawal hai aur bahut ehm sawal hai,
16:23 dalchat sawal hai,
16:25 hum baat kar rahein hai,
16:27 tatfeef ke baare mein,
16:29 ki hum jis tariqah se expect karte hain doosron se,
16:33 usi tariqah se doosron ki expectations poori bhi karein,
16:37 ek sawal yeh aaya hai,
16:39 ki agar misaal kator pe,
16:43 kisi ke bete ki shadi hoti hain,
16:46 aur us bete ki jo bivi hai,
16:50 wo chahti hai ki hum ek alag ghar mein rahein,
16:55 alag rahein,
16:56 combined family system ke andar na rahein,
16:59 toh pehli baat toh yeh kaisa hai,
17:02 doosra is pe reaction kaisa hona chahiye,
17:07 waaldaayin ki taraf se,
17:09 toh main usi tatfeef ke hawale se yeh baat karna chahata hu,
17:14 misaal kator pe ek waalda hain, unke beta hai,
17:17 unki bete ki bivi ne yeh socha,
17:20 ki main aur mere shohar ek alag ghar mein rahein,
17:23 taan ke ek poori combined family system ke andar ho sakta hai,
17:27 ki kuch problems ho,
17:28 toh us problems ka hal yeh hai,
17:30 ki agar alag ghar mein rah liya jaye,
17:32 aur yeh waalda ho sakta hai,
17:35 bohot naaraaz ho,
17:37 apne bete se aur apne bahu se,
17:39 ki isne kyun demand kiya ke alag ghar mein rah jaye,
17:44 lekin ab in khatoon ki apni beti,
17:48 wo inko phone karte hain aur kahte hain ki main combined family system ke andar rahein,
17:53 aur mere ghar ke andar kuch problems sal rahein,
17:56 toh yeh ho sakta hai ki yeh khatoon apni beti ko mashfara de,
18:00 ki beti, aap apne shohar se kahein,
18:04 ki alag ghar mein rahein,
18:07 aap samjh rahein main kya baat kar raho,
18:09 yeh hi khatoon apni beti ko mashfara de rahein,
18:12 ki chunki aapke ghar ke andar problems sal rahein hai,
18:16 combined family system mein bohot bada system hai,
18:19 usmein kuch issues hai,
18:21 toh aap apne shohar se kahein ki alag ghar leke rahein lete hain,
18:25 yeh problems khatam ho jayengi,
18:27 lekin in hi khatoon ke apne bete ki bivi,
18:30 agar yeh baat karein toh yeh uspe naaraaz ho rahein hai,
18:33 isi ko toh tatweeb kehte hain,
18:35 ki aap ek expectation hai apni beti ke liye,
18:39 aur ek toosri expectation hai apne bete ke liye,
18:43 yeh isi se Allah taala naaraaz hote hain,
18:47 yeh toh Allah taala ne surah tatweeb ke shuru me farmaaya,
18:49 "wa ila lil mutaffifeen"
18:51 ki tabaai hai, barbadi hai mutaffifeen ke liye,
18:53 wo log jo tatweeb karte hain,
18:55 yeh bhi ek misaal hai,
18:57 toh please agar aap samjhti hain,
19:01 ki aapki beti ke misaal ka hal alag rehne mein hai,
19:05 toh bilkul ussi tariqah se,
19:07 aapke bete aur unki bivi ke misaal ka hal bhi alag rehne mein hai,
19:13 aur is cheez ko bahut bada issue nahi banana chahiye,
19:18 please yeh humari ek bahut badi problem hai,
19:21 ki humne in cheezon ko bahut bada issue bana liya hai,
19:24 chep ek ladki shadi karke aati hai,
19:28 toh uske kuch hukook hai,
19:30 wo jo shohar hai,
19:32 jiske saath wo shohar chadi kar rahi hai,
19:34 uske kuch hukook, uske kuch zimmedaariya hai,
19:39 iske kuch hukook hai,
19:41 aur shariyat kehti hai,
19:42 ke un zimmedaariyo me se,
19:44 ek zimmedaari uska nafakka hai,
19:48 uske par kharch karna hai,
19:50 uske kapdo ka bandobas,
19:52 uske khaane ka bandobas,
19:54 aur sukna, jisko rehaish kehte hain,
19:57 wo rehaish ka bandobas karna bhi us shohar ki zimmedaari hai,
20:01 naan, nafka, sukna, yeh shohar ki zimmedaari hoti hai,
20:05 yeh us bivi ka haq hai,
20:07 ke usko rehne ki jagah provide ki jaye,
20:11 dekhein, agar hum ek ideal islami mawashara ki baat karte hain,
20:15 humare cultures ke andar bahut ghar islami cheezein ho rahi hain,
20:18 bad kismati se,
20:19 lekin main baat karte hain,
20:21 ideal islami mawashara ki,
20:23 ideal islami mawashara ke andar,
20:26 aurat ke upar Allah taala ne purdeh ki zimmedaari daali hai,
20:30 ke wo ghar mahram mardon se purda karein,
20:33 agar wo ek combined family system ke andar aati hain,
20:37 aur us ghar ke andar uske shohar ke bhai bhi rehate hain,
20:42 jo ke dewar hain,
20:44 ya jeth hain,
20:46 wo iske na mahram hain,
20:49 ab yeh kaise mumkin hai,
20:51 ek ladki ke liye,
20:53 ke wo purdeh ke saath ek combined family system ke andar rahe sekein,
20:58 yeh mumkin hi nahi hain,
21:00 wo ek insaan hain,
21:03 usko gharmi lagti hain,
21:04 wo har waqt apne purdeh me nahi rahe sakti hain,
21:06 usko chahiye,
21:07 uske kaise environment diya jaye,
21:09 jahaan pe wo apni,
21:11 asani ke saath rahe sekein,
21:13 bagayar purdeh ke rahe sekein,
21:15 har waqt ke hijab ke bagayar rahe sekein,
21:18 to ek alag set up hona,
21:22 yeh us bachchi ka haq hai,
21:24 haan aisa ho sakta hai,
21:26 ki yeh radka jo hai bhi afford nahi kar sakta,
21:28 yeh mumkin aatme se hain,
21:30 ki apna ghar afford nahi kar sakta,
21:32 to phir shariat kehati hai,
21:34 kamas kam ek aisi space ho,
21:36 jahaan pe is ladki ki privacy ho,
21:39 misaal ke taur pe,
21:40 ek kamra hai,
21:41 ek lounge hai,
21:43 ideally ek chota sa kitchen aid bhi ho,
21:45 kitchen ho,
21:46 taake yeh bachchi paka sekein,
21:49 khaa sekein,
21:50 lekin kamas kam uska ek private space ho,
21:53 jahaan pe wo azadi ke saath rahe sekein,
21:56 apne aaraam se rahe sekein,
21:57 yeh uska haq hai,
21:59 lekin agar is bachche ko,
22:02 is ladke ko,
22:03 jo ke shohar hai,
22:04 agar yeh afford kar sakta hai,
22:05 to ideal yeh hi hai,
22:06 ki yeh bachcha aur yeh bachchi,
22:08 yeh radka aur yeh ladki,
22:09 yeh shohar aur yeh bibi,
22:10 yeh alag ghar ke andar rahein,
22:12 aayein,
22:13 waldain se milein,
22:14 roz aayein,
22:15 roz milein,
22:16 unka khyaal karein,
22:17 lekin yeh is ladki ke hukuk mein saath,
22:19 to is pe waldain ko naraz nahi hona chahiye,
22:22 katan naraz nahi hona chahiye,
22:24 yeh waldain bhi to kabhi apne waldain ke saath rahte the,
22:27 aur aaj wo khud rahte hain,
22:29 to jab unka beta,
22:30 shadi ke baad alag rehne ki baat karta hai,
22:33 to iske andar naraz ki ki koi bhi baat nahi hai,
22:35 yeh balke uski bibi ke liye aasani hai,
22:38 mohabbate bhi mere tajrabe mein to,
22:41 isse mohabbate bhi zyada hi hoti hain,
22:43 jab insaan pohut kareeb rahta hai,
22:45 to kuch differences ho jate hain,
22:47 ikhtalafaat ho jate hain,
22:49 conflicts ho jate hain,
22:50 differences, opinions ho jate hain,
22:52 uske andar shaitaan aake,
22:53 koi na koi dil ke andar,
22:56 koi ghalat shaymiya peyda kar deta hai,
22:59 lekin jab thoda sa distance hota hai,
23:02 mulakate rahe hoti hain,
23:03 ekdusre ka khayal rukte hain,
23:04 to mera tajraba to yeh bhi kehta hai,
23:06 kisse mohabbate bhi zyada hoti hain,
23:08 to lekin shuru mein jo baat ki thi,
23:11 ki jo hum apni aulad ke liye chahate hain,
23:14 wohi chahiye, ki hum toosre ki aulad ke liye bhi chahein,
23:17 yehi adal insaaf hain,
23:19 Allah karein ki main apni baat samjhao paya hu,
23:22 inshaAllah taala aap sawalat apne email karte rahiye,
23:26 deenefidrat@arydigital.tv par,
23:30 inshaAllah taala aap se agli hafte mulaqat hogi,
23:34 Salam o alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu.
23:37 Music.
23:50 [BLANK_AUDIO]
Comments