Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 7/30/2023
Deen e Fitrat | Speaker: Shaykh Mufti Tauqeer

Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1

#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
To Watch More Click Here: http://aryqtv.tv
Transcript
00:00 As-Salaamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
00:12 Alhamdulillahi Wa Kafa Wa Salamu Alaa Ibadihi Al-Ladhina Astaghfara Amma Ba'd
00:17 Fa A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajim Bismillahir Rahmanir Rahim
00:21 Ya Ayyuhal Ladheena Amanoo Ijtaniboo Katheeran Minal Zann
00:26 Inna Ba'da Zanni Ithmun Wa La Tajassasu Wa La Yaktab Ba'dukum Ba'da
00:32 Ayyuhibbu Ahadukum Ayn Ya'kul Lahma Akhihi Maytan Fa Karhtumuh
00:37 Wa Attaqu Allah Inna Allaha Tawwabun Rahim
00:41 Subhana Rabbika Rabbil 'Izzati 'Amma Yasifoon
00:44 Masalamun 'Ala Al-Mursaleena Wa Al-Hamdu Lillahi Rabbil 'Alameen
00:48 Allahumma Salli 'Ala Sayyidina Wa Nabiyina Muhammad
00:50 Wa 'Ala Ali Sayyidina Wa Habibina Muhammad
00:53 Wa Barik wa Sallim Wa La Hawla Wa La Quwwata Illa Billahi Al 'Aliyi Al 'Azeem
00:57 Insaan Ki Zabaan Bahut Taqtwar Cheezahin
01:02 Insaan Ki Zabaan Se Ya Khair Filtehain Ya Shar Filtahain
01:06 Hamein Eki Eki Lafz Ko Bahut Soch Samajh Ke Istimaal Karna Chahiyahin
01:11 Allah Ta'ala Ne Quran Ke Andar Farmaayaan
01:14 Ma Yalfidhu Min Qawlin Illa Ladaihi Raqeebun 'Ateed
01:18 Ki Tumari Zabaan Se Koi Lafz Nahi Nikarta
01:21 Magar Yeh Ki Ek Farishta Jo Nigraan Hai, Nigebaan Hai
01:25 Wo Tayyar Hai Usko Lene Ke Liye, Usko Note Karne Ke Liye
01:28 Usko, Amare Nama-e-Amal Mein Eki-Ek Lafz Likha Jaa Rahein
01:32 Jo Humar Apni Subhan Se Nikaltein
01:34 Qiyamat Ke Din, Amara Nama-e-Amal Hamare Samne Pesh Ho Ga
01:38 Aur Uske Andar Eki-Ek Cheez Likhi Ho Ghi
01:41 Saare Aamaan, Saare Alfas
01:43 Insaan Ko Jab Nama-e-Amal Diya Jayega, Wo Hairan Ho Jayega
01:48 Ma Lihaadil Kitab, Yeh Kaisi Kitab Hai
01:51 La Yugaadiru Saghiratan Wala Kabeeratan Illa Ahsaaha
01:55 Ki Koi Choti Badi Cheez Aisi Nahi Hai, Jo Ke Isme Darj Na Ho
01:59 Wa Majadu Ma Amilu Hadira
02:02 Jo Bhi Usne Amal Kiya Ho Ga, Wo Usko Hazir Paayega
02:06 Wala Yatlimu Rabbuka Ahada
02:08 Tumara Rabb Kisi Be Zulm Nahi Karega
02:10 Insaan Soch Samajh Ke Apne Alfas Nikalain
02:15 Aur Yeh Soche Ke Mere In Alfas Se Dusre Bande Pe Asar Kya Ho Ga
02:23 Usko Khushi Ho Ghi, Usko Gham Ho Ga
02:26 Usse Nuksaan Ho Ga, Usko Faida Ho Ga
02:29 Hamara Deen Mohabbat Pyaar Baatne Aaya Hai
02:32 Hamara Deen Insaniyat Sikhaane Aaya Hai
02:35 Insaan Ki Zabaan Se Moashre Jaha Bigarte Hain, Jaha Sawarte Hain
02:40 Ek Cheez Jo Hamare Deen Ke Andar Hai
02:43 Ke Do Log Kisi Teesre Ke Baare Mein
02:47 Uski Ghar Maujood Ki Mein Aisi Baat Na Karein
02:50 Ke Agar Wo Samne Hota Aur Wo Sunta
02:54 To Usko Takleef Hoti, Usko Achha Na Lagta
02:57 Isko Gheebat Kehte Hain
02:59 Ayat-e-Mubarakah Chup Mene Abhi Aapke Samne Padi
03:01 Yeh Surat-ul-Hujurat Ki Ayat No. 12 Hai
03:04 Allah Subhanahu Wa Ta'ala Ne Farmaya Ke
03:06 Ya Ayyuhal Lazeena Amanu
03:08 Ae Imaan Walo, Ae Logo Jo Imaan Ka Dawa Karte Ho
03:13 Ijtanibu Kaseeram Minazzan
03:16 Bohot Se Gumanon Se Bacha Karo
03:19 Inna Ba'da Zanni Itmun
03:21 Baaz Guman Guna Hote Hain
03:25 Iski Tafseel Mein Toh Mein Abhi Nahi Jaara
03:27 Inshallah Tala Iske Baare Mein Bhi Hum
03:29 Kisi Aane Wale Programme Mein Baat Karenge
03:31 Lekin Aage Allah Subhanahu Wa Ta'ala Ne Farmaya
03:33 Wala Tajasasu
03:35 Kisi Ki Jasoosi Mat Kiya Karo
03:37 Kisi Itto Mein Mat Laga Karo
03:39 Wala Yaghtab Ba'dukum Ba'da
03:41 Aur Ek Doosre Ki Keebat Mat Kiya Karo
03:44 Aur Fir Allah Ta'ala Ne
03:46 Iski Misal De
03:48 Aayuhibbu Ahadukum
03:50 Ayn Ya'kula Lahma Akhihi Mayda
03:52 Fa Karih Tumuhu
03:54 Kya Tummise Koi Ye Baat Pasand Karega
03:56 Ke Woh Apne Murda Bhai Ka Ghost Khae
03:59 Aur Fir Farmaye
04:00 Isse To Tum Khud Nafrat Karte Ho
04:02 Mat Taqullah Allah Se Dara Karo
04:05 Innallaha Tawwabur Rahim
04:07 Beshak Allah Ta'ala
04:08 Bohot Tawbah Kabool Karne Wala
04:10 Aur Bohot Mehrbaan Hai
04:12 Allah Ta'ala Ne Misal De
04:14 Keebat Ki Jaise Ki Tumhare Bhai Ka Intikaal Ho Gaya
04:17 Aur Tum Uske Ihtaram
04:20 Uske Izzat
04:21 Uske Takreem
04:22 Uske Janaze
04:23 Uske Ghusl
04:24 Ke Bajaye
04:26 Tum Uska Ghosht Khaane Lag Jao
04:28 Allah Ta'ala Fkhut Farmane Ki
04:30 Tumhe Bilkul Achha Nhi Lagega
04:31 Tum The Isse Nafrat Karte Ho Isse Baat Se
04:33 Toh Jab Tum Kisi Apne Bhai Ki
04:36 Ghar Maujood Ki Mein
04:37 Uske Baare Mein Baat Karte Ho
04:39 Uske Burai Karte Ho
04:41 Aisi Baat Karte Ho
04:42 Cho Agar
04:43 Wo Sunay To Usko Achha Na Lage
04:45 Jisko Gheebat Kahte Hain
04:47 Toh Yeh Aise Hi Hai Jaise Tumne
04:49 Apne Bhai Ka
04:50 Jiska Intikaal Ho Gaya
04:51 Tumne Uska Ghosht Khaae
04:53 Aisi Misalay Allah Subhanaw Taala
04:55 Quran Mein Isliye Dete Hain
04:57 Taake Humare Dilo Ke Andar
04:59 Us Amal Ke Liye
05:01 Nafrat Aaye
05:03 Jaise Ek Jagah Allah Subhanaw Taala Ne
05:05 Suratul Jumaa Ke Andar
05:06 Farmaya Ke Jo Log Ilm Par
05:08 Amal Nahi Karte Unki Misal
05:10 Us Ghada Ki Isi Hai
05:12 Jo Apni
05:13 Apni Peet Par
05:14 Kitabon Ka Boj La De Hue
05:16 Yani Ilm Hai Amal Nahi Hai
05:18 Ab Yeh Misal Allah Ta'ala Ne
05:20 Isliye Dee
05:21 Taake Humare Dil Ki Andar
05:22 Is Cheez Ki Nafrat Aaye
05:23 Ki Dekhe Humein Ilm Hai
05:25 Lekin Hum Amal Nahi Karte Hain
05:26 Kitni Buri Baat Hai
05:28 Isi Tariqat Se Allah Subhanaw Taala
05:30 Yahaan Bi Farmaare Hain
05:31 Dekho Yeh Bahut Buri Cheez Hain
05:33 Ek Insaan Ki
05:36 Doosri Insaan Pe Teen Cheeze Haraam Hain
05:38 Us Ki Jaan
05:39 Us Ka Maal
05:40 Us Ki Izzat
05:41 Hum Kisi Ka
05:42 Kisi Ki Jaan Nahak Nahi Leh Sakte
05:44 Kisi Ka Maal Nahak Nahi Leh Sakte
05:47 Kisi Ki Be Izzati Nahi Kar Sakte
05:49 Hum Sab Ki Izzat Hain
05:51 Ek
05:53 Aam Kaam Karne Wala
05:55 Safaiyan Karne Wala
05:57 Koi Redi Lagane Wala
05:58 Koi Dukaan Chanaane Wala
05:59 Choti Dukaan Chanaane Wala
06:01 Us Ki Bhi Utni Izzat Hain
06:03 Jitni Kisi Bade Taajar Ki
06:05 Kisi Director Ki
06:06 Kisi CEO Ki
06:07 Allah Ke Nazdeek
06:08 Yeh Sab Barab Hain
06:10 Allah Taala Firmate Hain
06:11 Tum Sab Ko Mene Ek Mart
06:12 Aur Ek Auraj Se Pehda Kiya
06:14 Aur Tume Kabilo Mein
06:15 Grohon Mein
06:16 Isliye Baanta Hai Taake Tume
06:17 Ek Dusru Ko Pehchaan Ho
06:18 Izzat Ka Mayar
06:19 Na Maal Hai Na Pehsa Hai Na Daulat Hai
06:21 Inna Akramakum Inda Allahi Atqaakum
06:24 Tum Mise Allah Ke Nazdeek
06:26 Ba Izzat Wo Hain
06:27 Sabse Zada Izzat Wala Wo Hain
06:29 Jo Tumme Sabse Zada Taqwa Wala Hain
06:31 Jo Tumme Allah Ke Dar Se
06:34 Kunahon Ko Sabse Zada Chodne Wala Hain
06:37 Wo Hain Allah Ke Nazdeek Izzat Wala
06:39 To Sab Ki Izzat Zaroori Hain
06:41 Jab Do Log Bait Kar
06:42 Kisi Teesre Ke Baare Mein
06:44 Us Ki Ghar Maujoodgi Mein Baat Karte Hain
06:46 Us Ki Burai Karte Hain
06:47 To Hum Us Ki Be Izzat Hi Kar Re Hote Hain
06:49 To Iske Baare Mein
06:51 Bhot Khyaal Ki Zaroor Hain
06:52 Nabi Kareem A.S.W.N
06:54 Ye Jo Gheebat Ki
06:56 Ki Definition Hain
06:57 Iske Baare Mein
06:58 Nabi Kareem A.S.W.N
06:59 Jeh Khud Sikhaaya Sahaba Karam
07:01 Radhi Allah Ta'ala Anhum Wajmaeen Ko
07:03 Poocha
07:04 Tume Pata Hain Gheebat Kya Hoti Hain
07:06 Sahaba Radhi Allah Anhum Ne
07:08 Firmaya Ke
07:09 Qalu Allaho Rasooluhu
07:11 A'lam Allah Wala Ke Rasool Behtar Jaante
07:13 Firmaya Dikru Ka Akhaaka Bima Yakra Hu
07:16 Tumara Apne Bhai Ka Zakar Karna
07:18 Jom Usko Na Pasand Ho
07:20 To Poocha Gaya
07:22 Afaraayi Ta Inkaana Fee Akheema Akool
07:25 Ke Agar Wo Cheez Mere Bhai Mein Waqeei Ho
07:28 Main Wo Galat Baat Nahi Karra
07:30 To Firmaya Inkaana Feehi Ma Taqoolu
07:33 Faqad Ightabta Hu
07:35 Agar To Wo Cheez Tumare Bhai Mein Ho
07:38 Uske Andar Ho
07:39 Jo Tum Keh Rhe Ho
07:40 Yehi To Gheebat Hain
07:42 Wa Illam Ya Kun Feehi Faqad Bahatta Hu
07:45 Agar Wo Cheez Nahi Hain
07:46 Tab To Tumne Bhotan Laga Diya
07:48 Ye To Gheebat Se Bhi Badkar Hain
07:50 Ke Aisi Baat Kar Di
07:52 Cho Na Sirf Ke Uske Samne Ki Jaati To Usko Bara Lagta
07:56 Wo Chhoot Bhi Hain Bhotan Hain
07:58 Ye To Aur Bhi Badkar Hain
08:00 Jani Wo Waqee Mein Uske Andar Cheez Maujood Hain
08:03 Aur Tum Uske Baare Mein Baat Kar Re Ho
08:05 Agar Wo Sun Le To Usko Bara Lagay
08:08 Ek Hadith Mubarakah Suniye
08:11 Al-Adab Al-Mufrad
08:13 Imam Bukhari Rehmullah Taala Ki
08:15 Jo Hadith Ki Kitab Hain
08:17 Usme Unhone Nakal Kiya Hain
08:19 Aam
08:21 Kehte Hain
08:23 Ki Ye Ibn Umm-e-Abd
08:26 Radhiya Allah Taala Anhu
08:30 Ne Ferma Hain
08:31 Malakteeb Aindahu Moominun Fa Nasarahu
08:35 Jazahullahu Biha Khairan Fidh Duniya Wal Akhira
08:38 Ki Jisne Jiske Samne Gheebat Ki Gai
08:43 Aur Usne Apne Bhai
08:46 Moomin Ki Apne Bhai Ki Madad Ki
08:49 Yani Us Gheebat Ko Rokne Mein
08:51 To Allah Taala Isko Jazah Dete Hain
08:54 Behtreen Jazahat Duniya Mein Bhi Akhira Mein Bhi
08:57 Yeh Bohot Aham Baat Hain
08:59 Cho Main Kar Ro Hain
09:00 Mere Samne Koi Gheebat Kar Raha Hain
09:02 Ya Mere Se Kisi Ne Kisi Ki Gheebat Ki
09:06 Mera Yeh Farz Banta Hain
09:08 Keh Mein Usko Refute Karoon
09:10 Mera Yeh Farz Banta Hain
09:11 Keh Mein Us Gheebat Mein Hisa Na Loon
09:14 Mera Yeh Farz Banta Hain
09:16 Keh Mein Kisi Na Kisi Tarike Se Us Baat Ko Taal Do
09:20 Bajaan Iske Keh Mein Bhi Uske Andar Shaamil Ho Chaun
09:23 Kyunke Gheebat Karne Wala
09:24 Gheebat Sunne Wala
09:25 Participate Karne Wala Hi Sab Ek Hain
09:28 To Jisne Jiske Samne Gheebat Ki Gai
09:31 Aur Usne Usko Refute Kar Diya
09:34 Usko Rok Diya
09:35 Apne Bhai Ki Madad Ki
09:36 Kuch Bhi Kaisa Kte Hain
09:38 Keh Maine To Aisi Koi Cheez Nahi Dekhi
09:40 Shahid Aapko Galat Fahmi Ho Gai Ho
09:42 Aur Waqein Mein Theek Baat Hain
09:45 Mujhe Pata Bhi Hain
09:46 Chale Chhode Kya Baat Karni Dusron Ke Baare Mein
09:48 Is Tarka Comment De De
09:50 Refute Karein
09:51 Us Baat Ko Rok Liya Jaye Main Par
09:53 Farmaatein Ke
09:55 Is Bande Ki Allah Taala Madad Karte Hain
09:59 Isko Jaza Dete Hain
10:01 Behtreen Jaza Ke Saath Duniya Mein Bhi
10:03 Aur Aakhirat Mein Bhi
10:04 Lekin
10:05 Agar Uske Samne Gheebat Ki Gai
10:08 Kisi Momin Ki
10:09 Falam Yansur Hol
10:11 Usne Uski Madad Nhi Ki
10:12 Apne Us Bhai Ki Madad Nhi Ki
10:14 Jiski Gheebat Ki Jaa Rahi Hain
10:17 Jazahallahu Bihafi Duniya Wal Aakhirati Sharran
10:21 Iski Jo Jazah Hoti Hai Allah Ki Taraf Se
10:26 Wo Duniya Aur Aakhirat Dono Mein Shar Hoti Hai
10:29 Dono Mein Burai Hoti Hai
10:31 Aur Farmaaya Ke
10:33 Insaan Gheebat Se Bad Kar
10:35 Koi Bura Lukma Nhi Khaata
10:38 Agar To
10:41 Usne Waqee Uske Waare Mein Wo Baat Ki
10:45 Joke Uske Andar Hai
10:46 Jo Usko Malum Hai
10:47 Tab To Usne Gheebat Ki
10:49 Aur Agar Usne Wo Baat Ki
10:51 Apne Bhai Ke Waare Mein
10:52 Joke Waah Maujood Nahi Hai
10:53 Joke Usko Andar Nahi Hai
10:55 To Usne Botan Lagaya
10:56 To Allah Taala Chahte Hain
10:59 Ke Hum Gheebat Na Kare
11:01 Aur Agar Hmare Samne Gheebat Ho Bhi Rahi Ho
11:03 To Hum Usko Roke
11:05 Hum Apne Us Bhai Ki
11:07 Joke Waah Pe Maujood Nahi Hai
11:09 Uski Madad Kare
11:10 Ek Defa Nabi Kareem Alaihis Salatu Was Salaam
11:12 Do Kabron Ke Paas Se Guzre
11:15 Aur Farmaaya Ke Ye
11:17 Ye Jo Do Kabar Waalein
11:18 In Pe Kabar Ka Azaab Ho Raha Hai
11:20 Aur Fir Farmaaya Ke
11:22 In Ke Upar Azaab
11:24 Kisi Aisi Cheez Ki Waja Se Nhi Ho Raha Hai
11:26 Jisko Log Bada Samajhte Hain
11:27 Yani Log Isko Chota Samajhte Hain Baat Ko
11:29 Wa Ma Yu'addabaani Fi Kabirin
11:32 Farmaaya
11:33 Amma Ahad Huma
11:34 Fa Yu'addabu Fil Baul
11:36 Isko Bhi Ghor Se Hum Log Samajhne Ki Koshish Karein
11:39 Farmaaya Inme Se Ek Ko Azaab Ho Raha Hai
11:42 Pishab Ki Waja Se
11:44 Urine Ki Waja Se
11:45 Yeh Shaks
11:47 Apne Aap Ko
11:49 Mehfuz Nahi Rakta Tha
11:51 Pishab Ke Katron Se
11:53 Urine Drop Se
11:54 Is Tariqah Se Apne Aap
11:55 Qaza-e-Hajat Karta Tha
11:57 Ke Apne Aap Ko Bachaata Nahi Tha
11:59 Aur Doosra Farmaaya
12:02 Wa Amal Akharu
12:03 Fa Yu'addabu Fil Gheeba
12:05 Aur Yeh Doosra Shaks
12:07 Gheebat Ki Wajah Se Isko Azaab Ho Raha Hai
12:09 Aur Yeh Doon-Wa Cheeze-E Aisee Hain
12:11 Jo Log Aam Karte Hain
12:13 Nah Apne Aap Ki Hifazat Karte Hain
12:16 Jab Baathroom Jaate Hain
12:18 Qaza-e-Hajat Ke Liye Jaate Hain
12:20 Yeh Allah-Tala Chaate Hain
12:22 Ke Hum Apne Aap Ko Saab-Sutra Rakheyin
12:24 Taharat Ka Khyaal Rakheyin
12:26 Kyunke Farishton Ko Taharat Achi Lakti Hain
12:30 Farisht-e-Maasum Makhlook Hain
12:32 Unko Taharat Achi Lakti Hain
12:34 Aur Allah-Tala Hum-e-Bi Chaate Hain
12:36 Ki Hum-Bi Taharat Ki Haalat Mein Rhain
12:39 Aur Doosra Ke Log Gheebat Karte Hain
12:42 Ek Hadith-e-Mubarakah Ke Andar
12:44 Namima Ka Lafz Bi Aaya Hain
12:46 Namima Kahte Hain
12:48 Idhar Ki Baath Udhar Aur Udhar Ki Baath Idhar
12:52 Usme Bhi Gheebat Hoti Hain
12:55 Aur Maksat Kya Hota Hain
12:57 Log Kyun Idhar Ki Baath Udhar Aur Udhar Ki Baath Idhar Karte Hain
13:00 Fasaat Phaelta Hain
13:01 Logon Ko Shauk Hota Hain
13:03 Ek Doosran Ki Baatein Karne Ka
13:05 Aur Isse Ladaaiyan Hoti Hain
13:07 Jhagde Hote Hain
13:08 Nafrate Phelte Hain
13:09 Jo Deen Ke Taqazon Ke Ayn Khilaf Hain
13:13 Allah-Tala Chaate Hain
13:14 Ki Mohabbatein Phelein
13:15 Pyaar Phelein
13:17 Logon Ki Izzat Ho
13:19 Insaniyat Ka Ittaram Ho
13:21 Aur Jab Log Idhar Ki Baath Udhar Karte Hain
13:23 Toh Fasaat Phelta Hain
13:24 Nafrate Phelte Hain
13:26 Toh Doosra Banda Jisko Azaab Hora Tha
13:30 Jaise Maine Arz Kiya
13:33 Ek Rivaayet Mein Namima Ka Lafz
13:34 Idhar Ki Baath Udhar Aur Udhar Ki Baath Idhar Karne Ki Wajah Se
13:37 Aur Iske Andar Gheebat Khud Toh Khud Shamil Ho Jaate Hain
13:40 Toh Hum Sabko Chahiye
13:42 Logon Ke Izzat Karein
13:43 Logon Ka Ittaram Karein
13:45 Logon Ke Baare Mein Baatein Na Kiya Karein
13:47 Jab Logon Ke Baare Mein Achi Baatein Karein Ge
13:49 Toh Mohabbatein Phelegi
13:51 Jab Logon Ke Baare Mein Buri Baatein Karein Ge
13:53 Toh Nafrate Phelegi
13:54 Jab Kisi Ki Ghar Maujoodgi Mein Baat Karte Hain
13:57 Toh Nukhsan Aur Bhi Hota Hain Ki Hum Us Bande Ko Mauka Nahi Tere
14:00 Apne Aapko Justify Karne Ka
14:03 Misaal Kataur Pe Mere Kisi Baat Ko Kisi Ne Misunderstand Kar Li
14:07 Khuda Na Khasta
14:08 Toh Agar Mere Saamne Wo Baat Karenge
14:11 Ki Aapne Ye Baat Kahi
14:13 Toh Ho Sakta Hai Ke Mae Apne Aapko Justify Karung
14:15 Ki Ji Aapne Meri Baat Ko Ghalat Samajh Liya
14:17 Mein Ye Baat Nahi Kar Raha Tha
14:19 Assal Mein Meri Baat Kahne Ka Maksad Yeh Tha
14:22 Yeh Main Kahna Chahara Tha
14:24 Ya Agar Mein Waqeet Ghalat Baat Kahe Di
14:26 Toh Maafi Baag Nunga
14:27 Ji Aapne Bilkul Theek Kaha
14:29 Jazakumullah Khairan
14:30 Aapne Mujhe Mere Nishan Dayi Kar Di
14:32 Main Maafi Chahta Hu
14:34 Toh Baat Aayi Gayi Ho Jayegi
14:36 Baat Rafa Dafa Ho Jayegi
14:38 Khatam Ho Jayegi Baat
14:40 Lekin Agar Koi Meri Ghar Maujoodgi Mein Baat Karega
14:42 Ho Sakta Hai Jaise Maine Ka Misunderstand Kiya Hu
14:45 Mujhe Mauka Hi Nahi Diya Jaar Rahe Justify Karne Ko
14:47 Doosra
14:49 Ki Agar Mene Waqeet Ghalat Baat Kar Di
14:51 Aur Meri Ghar Maujoodgi Mein Baat Ho Ghi
14:53 Toh Baat Toh Phail Jayegi Aur Nafrate Phail Jayegi
14:56 Ho Sakta Tha Ke Wo Baat Main Khatam Ho Jayeti
14:58 Main Maafi Maang Leta
15:00 Nahi Humara Deen Chahta Hai
15:02 Ki Kisi Ke Baare Mein Koi Ghalat Baat Na Kahi Jaaye
15:04 Kisi Ke Baare Mein Uski Ghar Maujoodgi Mein Baat Na Kii Jaaye
15:08 Maaf Kar Diya Jaaye Agar Wo Maafi Maange
15:11 Usko Benefit Of Doubts Diye Jaaye
15:14 Ye Humara Deen Hai
15:16 Ye Insaniyat Ki Ain Mutaabik Hai
15:19 Mohabbate Baat Ne Aaya Hai
15:21 Allah Karein Ki Humko Apne Deen Ki Sahi Samaj Mein Aaya Hain
15:24 Allah Karein Ki Hum Sabke Dil Mein Mohabbatein Ho
15:27 Pyaar Ho, Insaniyat Ho
15:29 Aap Mene Sawalat Bhi Email Kar Saktein
15:31 Email Address Aapki Screen Pe Nazar Bhi Aara Hoga
15:34 Deen-e-Fitrat @ arydigital.tv
15:38 InshAllah Tala Aapke Sawalon Ke Jawab Bhi Dete Rahenge
15:40 Jawab Sawalat Karenge
15:42 InshAllah Kisi Ainda Aane Wale Programme Mein Uske Jawab Bhi Denge
15:45 InshAllah Aaj Ke Segment Mein Bhi Break Ke Baad Aap Se Mulaqat Hoti Hai
15:48 Jahan Aapke Kuch Sawalon Ke Jawab Diya Jaayenge
15:50 Jazakumullah Khair
15:52 Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuh
15:54 Welcome Back
15:56 Aapke Sawalon Ke Saat
15:58 Aap Apne Sawalat Email Kar Saktein
16:01 Is Email Address Pe Joke Aap Screen Pe Dekh Rein
16:04 Deen-e-Fitrat @ arydigital.tv
16:07 Ek Sawal Kiya Gaya Hai
16:09 Kiya Gheebat Karna Kisi Haalat Mein Jais Bhi Hai
16:14 Kuch Haalat Mein Hame Kisi Ke Baarein Mein Baat Karni Pad Jaati Hai
16:19 Uske Ainder Ek Do Situations Misaal Ke Taur Pe
16:23 Adalat Mein Gaya Hain, Court Ke Ainder Gaya Hain
16:25 Toh Court Ke Ainder Hamaar Pe Jau Bhi Evidence Ho Gaa
16:29 Toh Wo Toh Hum Judge Ke Samne Pech Karenge
16:32 Wo Bishak Kisi Ke Khilafi Ho Balke
16:35 Aksar Wo Kisi Ke Khilafi Ho Ta Hai
16:37 Aur Wo Uske Ghar Maujood Ki Mein Ho Ta Hai
16:39 Jiske Baarein Mein Baat Ki Jaari Hoti Hai
16:42 Toh Yahape Court Mein, Adalat Mein, Qazi Ke Samne
16:45 Judge Ke Samne, Insaan Ko Gheebat Karna Jais Hai
16:49 As Long As Wo Sach Bol Raha Hai
16:51 Jhoot Nahi Bol Sakta
16:53 Sach Bol Raha Hai, Toh Yahape Jais Hai
16:55 Isi Tariqah Se, Agar Koi Kisi Mufti Se Fatwa Pooch Ra Hai
16:59 Misaal Ke Taur Pe, Koi Apne Bete Ke Baarein Poochta Hai
17:05 Ki Ji Mera Beta Jo Hai, Wo Kisi Galat Kaam Mein Pad Gaya Hai
17:09 Toh Mein Uske, Kaise Handle Karoon
17:11 Kaise Usko Samjhaoon, Usko Kaise Nasiyat Karoon
17:13 Toh Ab Wo Apne Bete Ke Baarein Mein, Ek Aisi Baat Kar Raha Hai
17:17 Joke Uske Samne Ki Jaati Toh Ho Sakta Hai
17:19 Usko Bura Lagta, Toh Shumar Uska Gheebat Mein Hi
17:22 Lekin Junke Wo Fatwa Pooch Ra Hai Ek Mufti Se
17:25 Toh Isliye, Yahape Bhi Shariat Isko Jais Karar Deti Hai
17:30 Ek Teesi Surat, Koi Mashwara Karna Ho Kisi Se
17:34 Us Surat Mein Bhi, Agar Kisi Ke Baarein Baat Ki Jai
17:37 Misaal Ke Taur Pe, Koi Poochta Hai Kisi Se
17:39 Ke Main, Falaan Shaks Ke Saath Tijarat Karna Chahta Ho
17:42 Toh Aapka Kya Khayal Hai, Aapka Kya Mashwara Hai
17:45 Agar Mujhe Se Poocha Jaae Misaal Ke Taur Pe
17:47 Aur Mujhe Us Shaks Ke Baarein Mein Pata Hai
17:49 Ke Wo Amanat Mein Khayanat Karta Hai
17:50 Mera Tajarwa Ho Chuka Hai
17:52 Ke Wo Amanat Mein Khayanat Karta Hai
17:54 Ab Usne Mashwara Maanga, Aur Mashwara Toh Ek Amanat Hoti Hai
17:57 Mera Farz Banda Hai, Ki Main Apne Is Bhai Ko Sahi Mashwara Doon
18:01 Toh, Mein Keh Sakta Hoon Ke, Mere Khayal Mein
18:05 Aap Iske Saath Tijarat Na Karein
18:07 Kyunke Mere Tajarwa Mein, Yeh Jo Shaks Hai
18:12 Yeh Amanat Mein Khayanat Karta Hai
18:13 Toh Aap Iske Saath Tijarat Na Karein
18:15 Toh Asal Mein Toh Mere Wo Baat Ki
18:17 Uske Ghar Maujooti Mein Ki
18:19 Uske Saamne Agar Ki Jaati Toh Bura Lagta
18:21 Toh Yeh Hi Toh Ghibat Hoti Hai
18:23 Toh Yeh, Lekin Mashwara Chunke Maanga Gaya
18:25 Aur Mera Farz Toh Sahi Mashwara Dena
18:27 Toh Yaha Pe Bhi Jais Hai
18:29 Lekin Yaha Pe Mein Ek Cheez Make Sure Karoon
18:31 Ke Mein Utni Baat Karoon Jitni
18:33 Ke Mujhse Poochi Gaye Hai
18:34 Toh Ab Kahoon Ke Jee Mujhe Bhi Bata Ho Sharaab Peeta Hai
18:37 Ab Uska Tijarat Ka Sharaab Se Kya Taalog Hai
18:39 Sharaab Uska Ek Zaati Fail Hai
18:41 Toh Mein Tijarat Ki Had Tak Mashwara Do
18:43 Usse Aage Biche Baat Na Karoon
18:45 Agar Mein Aage Biche Baat Ki
18:46 Toh Yeh Fir Ghibat Mein Shumar Ho Jaigi
18:48 Humari Mehfilon Ke Inde Bahut Ghibat Ho Rahi Hai
18:51 Log, Farig Aukad Hotein
18:55 Chai Ke Naam Pe Jama Hotein
18:57 Coffee Parties Ke Naam Pe Jama Hotein
18:59 Aur Log Ek Dusra Ki Baatein Kartein
19:01 Please Humme Chahiye Ke Hum Apni Zawaan Ko
19:05 Sahi Tarah Se Istimaal Karein
19:07 Kisi Ki Haq Talfi Na Ho
19:09 Kisi Ki Beizzati Na Ho
19:12 Jaise Hum Is Program Ke Pehle Segment Mein Arz Kar Chuke Hain
19:16 Ke Kitni Sakht Waeed Aayi Hai
19:19 Quran Ke Andar, Hadith Ke Andar
19:21 Hum Dusra Ki Izzat Karein, Dusra Se Pyaar Karein
19:24 Dusra Ke Samne Baat Karein
19:26 Agar Koi Baat Karne Wali Hai
19:28 Tha Ke Wo Apne Aapko Defend Bhi Kar Sakein
19:30 Ya Maafi Maang Lain
19:32 Kuch To Karein Lekin Us Ki Ghair Maujood Ghi Mein
19:34 Hum Us Ke Baare Mein Koi Baat Na Karein
19:36 Ab Yakeen Jaane Humari
19:38 Maifalain Kitni Ba Barkat Ho Jayengi
19:40 Warna Hum Khud Se
19:42 Ek Itne Kabira Guna Ke Murtakib Ho Rahain
19:46 Aur Allah Taala Ki Naaraazgi Mol Lerain Hain
19:48 Apne Zindagion Mein Be Barkatiyan La Rahain
19:51 Mohashira Ke Andar Nafrat Phela Rahain
19:53 Is Sari Ki Sari Cheezain Joke Humara Deen
19:56 Humme Jinse Humara Deen Humme Rok Rahain
19:59 Ek Aur Sawal Kiya Gaya Hain
20:01 Ke Aaj Kal Ke WhatsApp Ke Daur Mein
20:05 Social Media Ke Daur Mein
20:07 Ek Cheez Jo Bahut Aam Dekhne Mein Milti Hai
20:10 Wo Ye Cheez Hai Ke
20:12 Koi Mein Message Aata Hain
20:14 Aur Hum Usko Bhair Soche Samje Forward Kardey Tein
20:17 Kisi Aur Ko
20:19 Idhar Ki Baat Udhar Udhar Ki Baat Idhar
20:21 Pehli Baat To Isko Namima Kehte Hain
20:24 Joke Khud Se
20:26 Ek Guna Hain
20:29 Ek Ghalat Baat Hain
20:31 Lekin Ek Aur Baat Bhi Hain
20:34 Ke Baghar Tahkeek Ke Baat Karna
20:38 Baghar Tahkeek Ke Baat Ko Aage Bhiyaan Kardeyna
20:41 Iski Bhi Hadith Mubarakah Ke Andar Mubaniyat Aayi
20:44 Ek Hadith Mubarakah Mein
20:46 Sahi Muslim Ki Rawaayat Hain
20:48 Nabi Kareem A.S.W.F. Ne Fermaaye
20:50 Ke Kafa Bil Mar Eekad Iban
20:52 Aiyu Haq Deesa Bhi Kulna
20:54 Ma Samaya
20:56 Ke Insaan Ke Jhoota Hone Ke Liye
20:58 Yehi Kaafi Hain
21:00 Ke Woh Har Suni Sunai Baat Ko Aage Bhiyaan Kardey
21:02 Aur Yehi Ho Raha Hai
21:04 WhatsApp Ke Andar
21:06 Ya Social Media Mein
21:08 Koi Twitter Kisi Ne
21:10 Koi Tweet Ki
21:12 Humne Usko Retweet Kardiya
21:14 Koi WhatsApp Ke Message Kisi Group Pe Aaya
21:16 Humne Kisi Aur Group Pe Usko Forward Kardiya
21:18 Humne Usko Ek Tafa Bhi
21:20 Tahkeek Karne Ki Koshish Nhi Ki
21:22 Ye Baat Theek Hai Ki Galat Hai
21:24 Aur Mera Zadi Tajarba
21:26 To Yehi Hai Ke Kabhi Ekar
21:28 Insaan Usko Ghor Se Pade
21:30 To Woh Ek Koi Logical Sense Bhi
21:32 Kahi Dafa Ni Baat Banaari Hoti Baat
21:34 Woh Jo Message Aaya Hain
21:36 Uski Koi Logical Sense Bhi Nhi Banaari Hoti Hai
21:38 Kisi Shaks Ke Baare Mein Baat Hoti Hai
21:40 Ya Kisi Groh Ke Kisi Group
21:42 Ke Baare Mein Baat Hoti Hai
21:44 Aur Agar Insaan Usko Ek
21:46 Munsifana Soch
21:48 Ke Saad Usko Soche
21:50 Unbiased Hoke Usko Soche
21:52 To Uske Andar
21:54 Aapko Esaas Hoka
21:56 Ke Ye Theek Baat Nhi Lag Rahi Hai
21:58 To Usko
22:00 Mat Forward Kare
22:02 Ya Agar Kisi Ko Baat Batane
22:04 Ka Itna Hi Dil Chaah Rahe Hai
22:06 To Pehle Uski Achhe Tareeke Se Tahkeek Kar Le
22:08 Ke Ye Baat Theek Hai Ki Galat Baat Hai
22:10 Aur Ek Haur
22:12 Mashwara Bhi Hai Ek Nasihana Mashwara
22:14 Ek Advice
22:16 Ke Dekhe Agar
22:18 Ek Aisi Baat Ho
22:20 Usko Aage Karne Se
22:22 Nafrat Phele
22:24 Usko Aage Karne Se Fasaat Phele
22:26 Wo Baat Theek Bhi Ho
22:28 Tahkeek Bhi Ho Jaye
22:30 Toh Meri Request Hai Aap Sab Logon Ke Saad
22:32 Ke Please Usko Phir Bhi Forward Na Keeche
22:34 Fasaat Phelana
22:36 Nabi Kareem A.S. Toh
22:38 Firmaya Deen Ko Halak
22:40 Kar Deta Hai
22:42 Log Hajji Omre Pe Jate Hain
22:44 Toh Mard Hazraat Halak Karte Hain
22:46 Jisko Head Shave Karna Kehna
22:48 Kehte Hain
22:50 Ke Aap Apna Ustara Sar Pe
22:52 Phir De Isko Halak Kerte Hain
22:54 Ek Baal Baaki Nhi Rehta Hai
22:56 Nabi Kareem A.S. Toh Firmaya
22:58 Ke Fasaat Phelana
23:00 Deen Ko Halak Kar Deta Hai
23:02 Deen Ka Naam Wo Nishan Baaki Nhi Rehta Hai
23:04 Toh Agar
23:06 Baat Tahkeek Se
23:08 Waze Bhi Ho Jaye
23:10 Fir Bhi Agar Us Cheez Ke Forward Karne Se
23:12 Aage Phelane Se
23:14 Fasaat Phel Raha Ho
23:16 Toh Khuda Ra
23:18 Usko Aage Forward Mat Keeje
23:20 Lekin Aksar Toh Yehi Hota Hai
23:22 Ke Wo Baat Ke Hum Tahkeek Hi Nhi Karte Hain
23:24 Hum Us Baat Ko Samajhne Ki Koshish Hi Nhi Karte Hain
23:26 Usko Ghor Se Kabhi Kabhi
23:28 Padte Bhi Nhi Hain
23:30 Aur So Much So Yaha Tak Bhi Hota Hai
23:32 Ke Wo Ek Deeni Baat Hoti Hain
23:34 Wo Kisi Ki Rivaayat
23:36 Nakal Ki Gai Hoti Hain
23:38 Hum Ye Bhi Nhi
23:40 Usko Research Karte Hain
23:42 Ke Rivaayat Nakal Karke Mujhe Bheji Gai Hain
23:44 Kya Ye Rivaayat Bhi Theek Hai Ke Nhi
23:46 Kuch Ulama Se Pooch Lijiye
23:48 Ke Jee Mujhe Kisi Ne Ye Rivaayat Bheji
23:50 Kisi Ki Bhi Rivaayat Ho Sakti Hai
23:52 Sahaba Karam Radhi Allah Ta'ala
23:54 Anhum Ajmeen Ki Rivaayat Ho Sakti Hai
23:56 Nabi Karim Alaihissalaatu Wassalam
23:58 Ki Koi Baat Rivaayat Ki Jaa Sakti Hai
24:00 Meri
24:02 Request Hai
24:04 Usko Bhi Forward Karne Se Pehle
24:06 Kisi Ulama Se Tahkeek Karalein
24:08 Toh Bahut Achcha Hoga
24:10 Ke Is Daur Ke Inder Jisme Hum Re Rhe Hain
24:12 Social Media Ke Inder
24:14 Bahut Sari Rivaayat Bhi Mene Dekhi Hain
24:16 Ke Unka Hakikat Se Koi Taaluk Nhi Hota
24:18 Joke Beh Haiseet Khud
24:20 Ek Bahut Khatarnag Baat Hain
24:22 Iski Bhi Bahut Sakht Waheed Hai
24:24 Toh Please Hum Bahut Soch Samajh Ke
24:26 Apne Alfaz Ko Bhi Istimal Karein
24:28 Hum Bahut Soch Samajh Ke Apne Social Media
24:30 Kabhi Istimal Karein
24:32 Ke Aisa Na Ho Ke Social Media
24:34 Ke Istimal Se
24:36 Fitna, Fasad, Nafrat-e-Phele
24:38 Ya Hum Khud Jhoot Ka Guna
24:40 Apne Sar Le Rhein, Bila Waja
24:42 Le Rhein, Sirf Isli Kyunke Hum
24:44 Neko Message Forward Karna Hai
24:46 Allah Karein Ke Hum Logo Ke Ye Baat Achche Tarik Se
24:48 Samajh Mein Aaja Hain, Allah Karein Ke Hum
24:50 Khair Phelane Wale Bane, Sharphelane
24:52 Wale Na Bane, Allah Tala
24:54 Hum Sabalon Ko Khush Rakein, Inshallah
24:56 Agli Haftay Aap Se Mulaqaat Hogi, Apna Khyaal Rakein
24:58 Salam Alaikum Warahmatullahi
25:00 Wa Barakatuhu
25:02 [Music]
25:14 [BLANK_AUDIO]

Recommended