Do Baywah Aur Aik Masoom Beti | Dard Bhari Kahani Yeh kahani aik aisi maa ki hai jo khud baywah hai aur us ki sas bhi baywah hai. Ghar mein sirf aik masoom beti hai aur zindagi ke sakht halaat ka samna dono aurton ko mil kar karna par raha hai۔ Yeh video un dard bhari haqeeqaton ko bayaan karti hai jo aksar chup rehti hain، magar madad aur tawajjoh ki mohtaaj hoti hain۔
Is silsile ka maqsad insaniyat, humdardi aur zaroorat mando ki madad ko farogh dena hai۔ Har chhoti madad kisi ki zindagi mein bari umeed ban sakti hai۔
Hum NGO nahi hain; ye channel zaroorat mando ki madad aur insaniyat ke kaamon mein hissa banne ka ek zariya hai. Agar aap kisi mustahiq ki madad karna chahte hain ya is nek kaam mein shamil hona chahte hain to rabta karein۔
Be the first to comment