- 3 years ago
Chand Aur Tare - Rabi ul Awwal 2023 - Kids Segment
Host: Syed Muhammad Danish
Guest: Prof. Sumiar Ahmed
#ChandAurTare #RabiulAwwal2023 #ARYQtv
Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Host: Syed Muhammad Danish
Guest: Prof. Sumiar Ahmed
#ChandAurTare #RabiulAwwal2023 #ARYQtv
Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1
Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00 Quran-e-Hakeem, Sirat-ul-Nabi (SAW)
00:04 Ahadith-e-Mubarka, Fiqh-e-Wasayil-e-Bayan
00:07 and many more, InshaAllah, with the best Ulema.
00:11 (Music)
00:16 (Music)
00:19 (Music)
00:22 (Music)
00:25 (Music)
00:28 (Music)
00:31 ♪ Kyun hee nahi mere aaka ka raza madina mein hai ♪
00:43 ♪ Mere aaka ka raza madina mein hai ♪
00:52 ♪ Main madine ki jaane bina kaise hi kheechu ♪
01:09 ♪ Mera deen aur duniya madina mein hai ♪
01:26 Subhanallah, Mashallah, Assalamu Alaikum, Nazreen.
01:29 Syed Muhammad Danish Jalali hajre khidmat hai.
01:32 Muhammad, hamare transmission ka program, Chand aur Sitare ke saath.
01:38 Nazreen, agar ek baap soche na, ki usse kaisa baap hona chahiye.
01:44 Ek beta soche, ki usse kaisa beta hona chahiye.
01:48 Ek dost soche, ki usse kaisa dost hona chahiye.
01:52 Ek maulim soche, ki usse kaisa maulim hona chahiye.
01:56 Ek hamsayadar soche na, ki usse kaisa hamsayadar hona chahiye.
02:02 Ek rishtedar soche, ki usse kaisa rishtedar hona chahiye.
02:06 Ek qazi soche, ki usse kaisa qazi hona chahiye.
02:10 Ek sardar soche, ki usse kaisa sardar hona chahiye.
02:15 Ek hakim soche, ki usse kaisa hakim hona chahiye.
02:19 Koi ye soche, ki uska taqwa kaisa hona chahiye.
02:22 Koi ye soche, ki uska iman kaisa hona chahiye.
02:25 Koi ye soche, ki insaan kaisa hona chahiye.
02:29 To hamare liye, masla-e-raah hai.
02:31 Sarkar-e-Duaalam, Hazrat Muhammad Mustafa (S.A.W)
02:38 sab kuch bata diya, ki baap kaisa hoga, beta kaisa hoga, qazi kaisa hoga, maulim kaisa hoga.
02:44 Aap (S.A.W) ne hame sab kuch batla diya hai.
02:49 Hamari ye transmission isi tariqah se jaari hai.
02:51 Bache hamare saath maujood hote hain, aur ham koshish karte hain,
02:55 ki yaha se bohot kuch ham seekh kar jaye.
02:58 Aaj bhi hamare saath, hamare mehman maujood hain,
03:01 nau jawaan, qaumpeir.
03:03 Aap unko Ramzaan ki transmission mein bhi dekhte hain,
03:07 aur Rab-ul-Awal ki transmission mein bhi dekh rahe hain.
03:10 Muqabla-e-Qiraat ka program aapki khidmat mein pejh kar rahe hain,
03:14 Saut-ul-Quran.
03:15 Aur aaj hamare saath maujood hain,
03:17 kuch unse baate bhi karenge, kuch unse poochenge bhi.
03:21 Professor Sumair Ahmed sahab, Assalamu Alaikum.
03:24 Wa Alaikum Assalam wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu.
03:26 Kaise hain Sumair bhai, khairiyas se hain?
03:28 Alhamdulillah.
03:29 Kaisi lag rahi hai maifil hamari, yeh bataye sabse pehle aap?
03:32 Bachche hain, pyare pyare, aur waqehi sitaro ki maanid hain.
03:35 Aur jaise aapne kaha, chaand aur sitare,
03:37 toh mujhe chaand bhi nazar aaraye,
03:38 aur mashallah sitare bhi nazar aaraye.
03:40 Yeh toh aapki nazre karam hain, Sumair bhai.
03:42 Kaisa chal raha hai aapka program?
03:43 Bohot Allah ka karam hain,
03:45 aur sabse badkar jo dil ko khushi aur rahat mehsoos hoti hain,
03:49 ki Quran ke hawale se jo program mila hain,
03:52 matlab Quran ki rahmat hai, barkat hai.
03:54 Bas Allah se yehi dua hai ki uski rahmat hai, barkat hai,
03:57 maghfirat hai, shafaat hai,
03:58 hamare naseeb mein mukarram mein likh de.
04:00 Toh mere liye bohot badi khushi naseeb hai,
04:02 aur bain-ul-aqwami shohrat ke haamil Qari ho,
04:04 naath kaha Qari bhai, Zafar Qasmi sahab,
04:06 bhai siyate munsif,
04:07 hamare saath mashallah sharike safar hain,
04:09 unki muhabbat hai, shafqat hai, dua hai.
04:11 Toh Allah ka jitna shukr ada karein.
04:13 Mashallah, achaan nau jawanon ka toh aap program kar hi rahein,
04:16 bachon ka kab shuru kar rahein?
04:26 Acha batayiye ki, zahir si baat hai,
04:28 hum yaha pe aake koshish karte hain,
04:30 jais bachon yaha pe maujood hain,
04:31 ki kuch seek hai yaha se, kuch seek kar jayein.
04:34 Toh tilawat karne ke liye, ya qiraat karne ke liye,
04:38 kin baaton ka khas toh pra khayal rakhna chahiye?
04:40 In bachon ko zarur batayiye.
04:41 Dekhe beta, aap log jab hum Quran Majeed pardhe hain na,
04:45 toh yaad rakhein, ek musalmaan ke liye yeh farz hai,
04:48 ke woh Quran Majeed, Furqan-e-Hameed pardhne se pehle,
04:52 usko kaise pardhna hai, yeh seekhe.
04:55 Toh jab aap woh tamam protocols follow karenge,
04:58 tamam taqazo ko poora karenge,
04:59 tamam rules ko follow karenge,
05:01 jo ek Quran ko pardhne ke liye,
05:03 ek musalmaan ke liye zaruri hain,
05:05 toh phir kya hoga?
05:06 Aapko Quran pardhne ka,
05:07 ek-ek harf par, ek-ek lafz par,
05:10 bahut sawab milega.
05:11 Aur jo sabse badi baat hai,
05:12 ke hamara Allah Taala, hamara Rab,
05:14 ham sabse khush ho jayega,
05:16 ham sabse razi ho jayega.
05:17 Subhanallah.
05:18 Jashne aamad-e-Rasool Sallallahu alaihi wa sallam
05:21 ke hawale se kya kahenge, Sumair bhai?
05:23 Bas yeh Quran, aur phir woh sahib-e-Quran,
05:26 zahir si baat hai,
05:27 ke Nabi-e-Karim Sallallahu alaihi wa sallam
05:29 ki aamat ki jo neemat hai,
05:32 isko yun kahen,
05:33 ke yeh neemat, neemat-e-uzma hai.
05:35 Waah.
05:36 Yani ke yeh neemat,
05:37 musalmaan-an-e-aalam ko nasib hui,
05:40 toh goya is neemat ke hi sadke
05:42 hame deegar neemat-e-aata hui.
05:44 Toh is neemat ka hame sabse badkar charcha,
05:46 aur sabse badkar is neemat ko hame manana chahiye,
05:49 Rab ka shukra da karna chahiye.
05:51 Kyunke yeh neemat na hoti,
05:53 ya yeh neemat-e-uzma na hoti,
05:55 toh na yeh zindagi hoti,
05:57 na yeh kainat hoti,
05:59 na yeh insaniyat hoti,
06:00 kuch nahi hota.
06:01 Na asma hota, na zameen hoti, na duniya hoti.
06:04 Toh woh kaha na shahir ne,
06:05 ke yeh hi hai tafseer-e-kuntu-kanzan,
06:07 unhi ke rukh se hai maaha-raushan,
06:10 kaha ajinnah, kaha malaik,
06:12 kaha bashar,
06:13 aur kaha Muhammad.
06:14 Subhanallah, Mashallah.
06:15 Acha bachche bhi bahut tayari karke aate hain.
06:17 Mashallah.
06:18 Jo hai na,
06:19 kuch naate Rasool-e-Makbool,
06:20 Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam.
06:21 Aur jo nahi bhi aate hain,
06:22 QTV pe aate hain,
06:23 mashallah woh tayari hain.
06:23 Tarbiyat gaah hain na boss,
06:25 yeh toh humne koshish ki,
06:26 ek tarbiyat gaah isko banaye.
06:27 Yeh bachche yaha pe aaye,
06:28 ghar me bhi seekhte hain,
06:29 school bhi jaate hain,
06:35 dekh rahe hain TV screen pe,
06:36 toh aapke waseela se,
06:39 woh bachche bhi jo hain,
06:40 yakeenan yeh tamam cheeze seekh paayenge.
06:42 Aapko inspiration banna hai unke liye,
06:44 role model banna hai.
06:44 Inshallah yeh bachche haath utha rahi hai,
06:46 jee beta aap kya kehna chah rahi hai?
06:48 Mujhe ek shair sunaana hai.
06:49 Shair sunaana hai, sunaaye.
06:51 Koi Mustafa ka kabhi tha,
06:54 na hai, na hoga,
06:57 kisi aur ka yeh rudba,
06:59 kabhi tha, na hai, na hoga.
07:01 Koi misal Mustafa ka.
07:03 Bilkul, koi misal.
07:04 Ek lafz aapka chhuta hai,
07:05 lekin shair aapne bohot achcha sunaaya.
07:07 MashaAllah.
07:08 Aur kya poochna chah rahe hain bhai,
07:09 Sumair bhai se humare?
07:10 Jee.
07:11 Rabiul Awwal kyu manana jaate hain?
07:12 Rabiul Awwal hum kyu manate hain,
07:14 Sumair bhai?
07:14 Rabiul Awwal beta,
07:16 hum isliye manate hain,
07:17 kyunke is maah-e-mubarak mein,
07:20 hum sabki jaan,
07:21 is aalam ki jaan,
07:23 Allah Rabbul Izzat ke,
07:24 piyaar-e-mehboob Hazrat Muhammad Mustafa,
07:26 Sallallahu alayhi wasallam,
07:28 tashreef laaye the.
07:29 Aur baara Rabiul Awwal ko aap is duniya mein tashreef laaye.
07:33 Aur jab aap tashreef laaye na,
07:34 toh is duniya mein jitni bhi jahalat thi,
07:37 wo sab khatam ho gayi,
07:39 aur aapne ek aisa inqilab barpa kiya,
07:42 ke yahaan par phir ilm ka noor chha gaya,
07:45 aur logon ko jeene ka salika a gaya,
07:47 insaniyat a gaya,
07:48 saare ache ache kaam duniya mein hone lagaye.
07:51 Toh isliye,
07:52 hum Mustafa Kareem alaihi s-salatu was-salam ki,
07:54 kyunke is maah-e-meh aamad hoti hai,
07:57 aapki wiladat ka jashan hota hai,
07:58 isliye hum baara Rabiul Awwal manate hain.
08:00 Theek hai?
08:01 Acha aapki saalgira hoti hai?
08:03 Manate hain?
08:05 Kaise manate hain?
08:06 Mehmano ko bulaake.
08:08 Mehmano ko bulaake.
08:10 Toh soche na,
08:10 aap apni saalgira banate hain,
08:12 toh jo kaainat ki mehboob tarheen hasti hai,
08:15 Hazrat Muhammad Mustafa sallallahu alaihi wa sallam.
08:18 Toh hum toh jashan mana rahe hain na?
08:20 Ji, aur kaun puchhega?
08:21 Ji, aap.
08:23 Havrat Abu Hurairah r.a.
08:24 ur riwayat farmate hain,
08:26 sahaba karam r.a.
08:28 ne arz kiya,
08:29 Ya Rasool Allah sallallahu alaihi wa sallam,
08:32 aapke liye nabuwat kab wajib hoi?
08:34 Toh aap sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya,
08:37 main us wak bhi nabi tha,
08:38 jab havrat Adam alaihissalam ki takhliq
08:40 abhi rooh aur jisam ke darmiani marhalay mein thi.
08:44 Yani ke abhi jisam aur rooh ka taalluk na mukammal tha.
08:49 Subhanallah.
08:49 Sumair bhai,
08:50 roshri daalegi kuch?
08:51 MashaAllah.
08:53 Bas wo jo na the toh kuch na tha,
08:55 wo jo na ho toh kuch na ho,
08:56 jaan hai wo jahan ki,
08:58 aur jaan hai toh jahan hai.
09:00 Toh Allah zarat ne kya khufsoorat baat kiye.
09:02 Toh yeh yakeenan.
09:03 Dekhi yeh toh ishq hai na.
09:05 Beshak.
09:05 Yeh toh ishq hai na,
09:06 ki Muhammad Mustafa ka ishq toh hai apni jagah,
09:08 lekin Muhammad Mustafa ka ishq toh hai apni jagah,
09:12 lekin Muhammad Mustafa ka naam lena bhi ibadat hai.
09:15 Allah hu.
09:16 Sallallahu alaihi wa sallam.
09:17 Toh bas yeh,
09:19 yeh peghaam bhi hai,
09:20 jab hum aapki wiladat ka jashan manate hain,
09:23 toh jaise main abhi ibtida mein jo guftu guh ki,
09:25 usse bhi yeh link karta hai,
09:26 relate karta hai,
09:27 ki nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam ka jo noor hai,
09:31 wo Allah rabbul izzat ne sabse pehle takhleekh farmaaya.
09:33 Beshak.
09:34 Aur yeh jo hadith hai,
09:36 yeh is baat ki ghammaazi hai,
09:38 ya is baat ka sabood pesh karti hai,
09:40 ki Allah rabbul izzat ne sabse pehle,
09:42 jis cheez ko takhleekh farmaaya,
09:45 wo noor-e-Muhammadi sallallahu alaihi wa sallam hai.
09:48 Aur phir se wohi baat,
09:49 ki agar yeh neemat na hoti,
09:51 toh phir na yeh kainat hoti,
09:53 ka annaka qad khulik takama tashau,
09:56 yaani ki huzoor agar aapko pehda na farmaana hota,
09:59 toh hum is kainat ko takhleekh nahi hai.
10:00 Subhanallah, mashallah.
10:02 Aap kya sawal karenge Sumair bhai,
10:04 humare bachon se?
10:05 Bachon, yeh batayiye,
10:06 aapko sabse zyada,
10:09 Allah rabbul izzat ke baad,
10:10 is duniya mein sabse zyada muhabbat kisse karte hain aap?
10:15 Aap sallallahu alaihi wa sallam.
10:17 Kya baat hai,
10:18 aur yeh sabse zyada mujhe khushi hoyi,
10:21 ke sab bachon ki taraf se yeh jawab aaya,
10:23 ke hum sabse zyada muhabbat.
10:25 Yad rakhein,
10:26 agar aap chahate hain,
10:27 aapka iman mukammal ho,
10:30 toh aapko nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam se,
10:34 hazrat Muhammad sallallahu alaihi wa sallam se,
10:36 apne waaldein se bhi zyada,
10:39 apne bhenbhaiyon se bhi zyada,
10:40 tamam rishtedaro se zyada,
10:42 aur apni jaan se bhi zyada,
10:44 aapko unse kya rakhni hai?
10:46 Muhabbat.
10:47 Aur agar aap unse muhabbat rakhein ge,
10:49 toh aapka iman mukammal ho jayega.
10:52 Aapka iman mukammal ho jayega.
10:54 MashaAllah.
10:55 Apne maal se bhi zyada.
10:57 Apne har cheez se zyada.
10:59 Har cheez se zyada,
11:00 har rishte se zyada,
11:01 aur apni jaan,
11:02 sabse zyada apni jaan pyaari.
11:03 Apni jaan se bhi zyada ka matlab hai,
11:05 tamam cheezon se,
11:07 tamam rishto se,
11:08 apni jaan se bhi zyada,
11:09 hamein kis se muhabbat ho ni hai?
11:11 Nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam.
11:13 Ji bhai, aap kuch punja chah rahein?
11:15 The messenger of Allah,
11:17 may Allah bless him and grant him peace,
11:20 was asked about Monday fasting,
11:22 and he, may Allah bless him and grant him peace,
11:25 said, "I was born on that day,
11:27 and on that day,
11:28 revelation was revealed to me."
11:30 MashaAllah.
11:31 Wah, Nabiye Kareem sallallahu alaihi wa sallam,
11:34 peer ke roz, roza rakhte the.
11:36 Aur aap farmatein ke,
11:37 main aaj ka roza khas taur par,
11:39 isliye ikhtiyar karta hun,
11:41 ke aaj ke din meri viladat hui.
11:43 Ji, Sumair bhai,
11:44 aap bachon ki taraf aata hain.
11:45 Ji beta, aap kya puchna chah rahein?
11:47 Kya kya kahna chah rahein?
11:48 Ek baar,
11:49 Hazar Sheikh Saadi,
11:51 bet kar ye kalam likh rahein the,
11:54 bala ghallu laab-e-kamal-e-hi,
11:57 kasha fatu jaab-e-jamal-e-hi,
11:59 haso naa jamee-o-kis-waal-e-hi,
12:02 iske aage unko kuch samajh nahi aaya,
12:05 unko neend aagayi,
12:07 unke khwab mein,
12:08 aap salallahu alaih wasallam,
12:10 tashreef laaye aur puchha,
12:13 Hazar Sheikh Saadi,
12:14 kitna likha?
12:15 To Hazar Sheikh Saadi ne kaha,
12:17 sirf itte hi likha hai sarkar,
12:19 bala ghallu laab-e-kamal-e-hi,
12:21 kasha fatu jaab-e-jamal-e-hi,
12:24 haso naa jamee-o-kis-waal-e-hi,
12:26 iske aage kuch samajh nahi aaya,
12:28 ye sunke sarkar ne kaha,
12:30 sallu alaih waal-e-hi.
12:32 Subhanallah,
12:33 jab koi achi baat sunte hain na,
12:35 toh sab milkar kehte hain,
12:36 Subhanallah,
12:38 kya kehte hain?
12:39 Subhanallah,
12:41 jee aur aap aur koon puchhna chahara,
12:42 jee beta?
12:43 Aap salallahu alaih wasallam ne firmaaya,
12:46 kaami musalman wo hai,
12:48 jis ke zabaan aur haath se musalman maifuz rahein.
12:53 Maifuz rahein,
12:54 Subhanallah,
12:55 kitni achi baat kahiye,
12:56 ke hume apni zubaan ki hifazat karna chahiye,
13:00 ispe kuch roshi daalain,
13:01 Ismail bhai.
13:02 Mashoor hadith-e-karim hai,
13:03 aur Nabiye-e-Karim salallahu alaih wasallam ne ishaat firmaaya,
13:06 "Khairun naasi, main janfaun naas."
13:09 Insano mein behaterin insaan wo hai,
13:12 jo doosron ko fayda pahuchane wala hai.
13:14 Toh pyaare bachcho,
13:15 hum sabko wo kaam karne chahiye,
13:17 ya wo ache-ache kaam karne chahiye,
13:20 jisse doosron ko fayda pahunche.
13:23 Jab aap ghar mein ho,
13:24 toh apne ammi ke liye,
13:26 apni bhen ke liye,
13:26 apne bhai ke liye,
13:27 aise kaam kiya karein,
13:29 unko help out kiya karein,
13:30 unki jo activities hoti hain unmein,
13:32 toh isse kya hoga?
13:33 Aap ek ache insaan banenge,
13:35 aap ek ache musalman banenge,
13:36 aur aapki nekiyon mein bhi,
13:38 bohos zyada izafa ho.
13:40 Ji janaab, aur kya,
13:42 kyon puchhna chahara hai?
13:44 Ji beta, aap bataye?
13:45 Agar hum bohot zyada duroo sharif parenge,
13:49 toh Hazrat Muhammad (SAW)
13:51 humare khuab mein aa sakte hain.
13:54 Acha yeh bataye,
13:54 aap puchh rahi hain,
13:55 ya aap yeh bata rahi hain?
13:57 Bata rahi hain, mashallah.
13:59 Bilkul, agar hum chahate hain,
14:01 Nabi Kareem (SAW) ki,
14:03 humein khuab mein ziyarat naseeb ho,
14:05 toh bohot saare tariqon mein,
14:06 ek tariqa yeh bhi hai,
14:08 ki hum jitna ho sake,
14:09 Nabiye Kareem (SAW) ki,
14:11 Zat-e-Akdas par kya bhejayen?
14:14 Durood-o-Salaam bhejayen.
14:15 Jo jis kadar zyada,
14:16 Durood-o-Salaam bhejega,
14:18 bohot zyada chances hain,
14:19 bachon ke phir,
14:20 inshaAllah,
14:21 humare khuab mein,
14:22 Nabiye Kareem (SAW)
14:24 tashreef le aayenge.
14:25 InshaAllah,
14:26 iski badi rahmat-e hain beta,
14:28 bohot barakat-e hain,
14:29 aap paper dene jaate hain,
14:30 exam dene jaate hain,
14:32 toh Durood-o-Salaam padein pehle,
14:34 ghar se niklayen toh Durood-o-Salaam padein,
14:36 tamam rahmat-e jo hai,
14:37 aapki zindagi mein,
14:39 jo hai, wo shaamil ho jayenge.
14:42 Ismail bhai,
14:42 ispe kuch roshni daale na,
14:44 Durood-o-Salaam padna,
14:45 aur,
14:46 kya fahamaya gaya hai,
14:47 kya aaj ke fazail hain?
14:49 Kahin fahamaya gaya,
14:50 ki Nabiye Kareem (SAW) par Durood bheja,
14:53 jo aap (SAW) par Durood bhejta hai,
14:56 uske liye rahmat ka darwaza khul diya jaata hai,
14:59 kahin fahamaya,
15:00 ki uske liye das nekiyan likh di jaati hai.
15:03 Aur dekhein,
15:03 sabse badkar jo Durood ki fazilat hai,
15:06 ki koi bhi amal aisa nahi hai,
15:08 ki insano ki taraf se bataye jaaye,
15:10 jinnaat ki taraf se bataye jaaye,
15:12 malaika ki taraf se bataye jaaye,
15:14 aur phir ye amal jo hai,
15:15 wo khud Rabb-ul-izzat,
15:17 Khaaliq-e-Kainat ki taraf se bataye jaaye,
15:19 wahid hai,
15:20 kya Durood-o-Sharif,
15:21 ki,
15:22 "Innallaha wa malaikata hu yusalluna 'alal-Nabi"
15:25 yaani Allah aur uske farshtay,
15:27 Nabi-e-Karim Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
15:29 par Durood bhejte hain,
15:30 "To aya imanwalo ya ayuhal-ladheena
15:32 manu sallu 'alaihi wa sallimu tasleema"
15:34 Sabse badi fazilat,
15:35 jo Quran mein hamare liye
15:37 ek bohot bada evidence hai,
15:38 ki is Durood-e-Paak mein
15:39 Allah, Rabb-ul-Izzat ne,
15:41 ye kamal rakha,
15:42 ki insano se bhi jaata hai,
15:44 ki mere Habib par Durood bhejo,
15:45 farshton se bhi jaata hai,
15:47 mere Habib par Durood bhejo,
15:48 kyunki main khud,
15:49 Rabb-e-Mustafa hokar apne Mahboob par Durood bhejo.
15:56 Ji bilkul bilkul,
15:57 aur pegham bas yehi hai,
15:58 piyaare bachon,
15:59 ki hame ache-ache kaam karne hain,
16:01 ache-ache hame aamaal karne hain,
16:03 ache-ache practices hamaari honi chahiye,
16:06 badon ka hame kehna maanna hai,
16:08 aur sabse badkar,
16:09 jo hamaari society mein
16:10 aaj ek bohot badi kami hai,
16:12 wo kya,
16:13 ki ham choti-choti baato par gussa ho jaate hain,
16:16 aur kisi ko maaf karne ke liye
16:17 tayyaar nahi rehte,
16:19 aur ham chote nahi,
16:20 balke ham dekhte hain,
16:21 hamaari society mein
16:22 bade bhi ye kaam kar raha hain,
16:24 toh is jashne wiladat-e-mustafa
16:26 sallallahu alaihi wasallam ke mauke par,
16:29 ham sabne ye ahad karna hai,
16:30 ki ham nabiye kareem
16:31 sallallahu alaihi wasallam ki ittiba mein,
16:34 ye zarur karenge,
16:35 ki inshallah,
16:36 agar koi hamse ziyad nahi karenga,
16:38 ham usse maaf kar denge,
16:39 inshallah.
16:40 Theek hai?
16:40 Inshallah, bohot shukriya Sumair bhai,
16:43 jazakallah.
16:43 inshallah,
16:44 aapki guftagu bohot sahraasil guftagu thi,
16:47 par inshallah phir ham baithenge.
16:49 Inshallah, inshallah, jazakallah.
16:50 Bohot shukriya Sumair bhai,
16:52 thank you very much, jazakallah.
16:53 Thank you so much.
16:54 Nazreen, bas chalte chalte kahunga,
16:56 ki jahan sar juke,
16:59 wo maqam-e-khuda hai,
17:01 jahan sar juke,
17:02 wo maqam-e-khuda hai,
17:04 aur jahan dil juke,
17:06 wo maqam-e-Muhammad sallallahu alaihi wasallam hai.
17:10 Isi ke saath hi apne mehzwan,
17:12 Syed Muhammad Danish Jalali ko,
17:14 aur aalim-e-Islam ke ek-ek musalman ko,
17:17 apni duaun mein zarur yaad rakhega.
17:20 Allah hafiz.
17:22 Chamak tujhse paate hain,
17:27 sab paane wale.
17:31 Chamak tujhse paate hain,
17:36 sab paane wale.
17:40 Mera dil bhi chamak aate,
17:45 chamak aane wale.
17:49 Haram ki zameen,
17:53 aur kadam rakhte chalna.
17:58 Haram ki zameen,
18:01 aur kadam rakhte chalna.
18:07 Areh sar ka mauka hai,
18:12 o jane wale.
18:16 Areh sar ka mauka hai,
18:21 o jane wale.
18:25 Mera dil bhi chamak aate,
18:30 chamak aane wale.
18:34 Mashallah.