ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll Gift for All Momineens -------------------- Video Details! Noha - Sakina Naaz Parwar Qaid Khane May Shayar: Fasi Nohaqan: Anjumane Aon o Mohammed
Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari #noha #nohay #oldNoha #puranenohay #manqbat #shayari #azadari #Comment & #Share To All Momineen. ------------------------ LYRICS Noha - Sakina Naaz Parwar Qaid Khane May Shayar: Fasi Nohaqan: Anjumane Aon o Mohammed . sakina naaz parwar qaid khane may rasan basta sitam bin baap ki bachi pa dhaate hai adoo kaisa
pidar ke seene par aaram jo karti thi shehzadi andhere qaid khane ki zameen par hai usay sona sakina naaz parwar....
shahe wala ki pyari ki hai kaisi dekhiye ghurbat jo barse os tan par to sahara hai ohata kurta sakina naaz parwar....
sitamgar ne yun khayncha goshwaro ko sakina ke machal kar rehgayi bachi lahoo kano se behta tha sakina naaz parwar....
masaib chaar saala sheh ki dukhtar ne sahay kya kya yateemi aur aseeri qaid khana shumr ki eeza sakina naaz parwar....
jo dekha khaab may chehra pidar ka ro uthi bachi pidar ke gham may royi to mila pursa tamachon ka sakina naaz parwar....
dhaaya zulm zaalim ne sakina par kaha ro kar bachale shumr se is dam na roungi mai ab bhaiya sakina naaz parwar....
fasi apne pidar ka sar jo dekha tasht may usne phate daman ko pehla kar kaha aajaiye baba sakina naaz parwar.... --------------------------
Please Share Your Suggestions In Comments -------------------------- Follow US On Our Social Media Channels : FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230 DAILYMOTION : https://www.dailymotion.com/VasimHaider -------------------------- Allah jjh Muhammad saw. Ali a.s Fatima a.s Hasan a.s Hussain a.s. Zainab a.s Abbas a.s Syed nadeem sarwar Irfan haider Farhan Aliwaris Mir hassan Mir Ali jee Ali shanawar Noha Nouha Nowha Nohey Latmiya Marsiya Soz Salaam Naat Qasida Shayari Muharram Azadari Manqabat Wiladate Shahadat