Qayamat Ki Tapish he | Nohaqan: Hadi Ali Khan Muslim | old Noha | Purane Nohay | Matam

  • 2 years ago
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Gift for All Momineens
--------------------------
Video Details!
Recited |
Manqabat Title |
Poetry |
Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari
#noha #Nohay #manqbat #shayari #Like #Comment & #Share To All Momineen.
--------------------------

Please Share Your Suggestions In Comments
--------------------------
Follow US On Our Social Media Channels :-
FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari
INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari
YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ
TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230

--------------------------
LYRICS
Noha - Qayamat Ki Tapish

Nohaqan: Hadi Ali Khan Muslim

Qayamat ki tapish hai karbala ka dasht jalta hai
madine ka musafir khaakh par karwat badalta hai

kahan hai hazrate ayyub dekhe sabr ke johar
jawan beta hai godhi may pidar ki dam nikalta hai
qayamat ki tapish hai...

kaha sheh ne yeh baano se ke khaime may chali jao
ali asghar ka manka dhal chuka ab dam nikalta hai
qayamat ki tapish hai...

layeeno sayyade sajjad par kode na barsao
bahut beemar hai is waaste ruk ruk kay chalta hai
qayamat ki tapish hai...

yeh poocha karte thay tifli may akbar sheh se kyon baba
jawani may jo maut aaye to dam kyon-kar nikalta hai
qayamat ki tapish hai...

zara utkar lahad se dekh lijay ya rasool allah
janaze par janaza aap ke ghar se nikalta hai
qayamat ki tapish hai...

qayamat ki tapish hai karbala ka dasht jalta hai
madine ka musafir khaakh par karwat badalta hai
qayamat ki tapish hai...
--------------------------
Allah jjh
Muhammad saw.
Ali a.s Fatima a.s
Hasan a.s
Hussain a.s.
Zainab a.s
Abbas a.s
Syed nadeem sarwar
Irfan haider
Farhan Aliwaris
Mir hassan Mir
Ali jee
Ali shanawar
Noha Nouha
Nowha
Nohey
Latmiya
Marsiya
Soz
Salaam
Naat
Qasida
Shayari
Muharram
Manqabat
Wiladate
Shahadat

Recommended