ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll Gift for All Momineens -------------------------- Video Details! Noha | Dard Angayz Ye Kahani he Manqabat Title | Mirza Sikander Ali Poetry | Hyder Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari #nohay #noha #SubScribe #Like #Comment & #Share To All Momineen. --------------------------
Please Share Your Suggestions In Comments -------------------------- Follow US On Our Social Media Channels :- FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230
-------------------------- LYRICS Noha - Dard Angayz Ye Kahani Shayar: Hyder Nohaqan: Mirza Sikander Ali
dard angayz ye kahani hai mehmano pe bandh pani hai
khoon dekar bhi paa nahi sakte aab ki kis khadar girani hai dard angayz ye kahani....
al-atash kehte jaate hai bache maao ke lab pe nowhaqani hai dard angayz ye kahani....
ali asghar zabaan dikhate hai dur asr kaisi bezabani hai dard angayz ye kahani....
aazme jang ho chuke akbar faath armaan bhari jawani hai dard angayz ye kahani...
kehte shaah ruk bhi jaa beta mere nana ki tu nishani hai dard angayz ye kahani....
laashe akbar pe kehti thi madar kya kahoon zakhme dil nihani hai dard angayz ye kahani....
zainab aayi hai laashaye sheh par aankh se khoon ki rawani hai dard angayz ye kahani....
sadkhe may shah-e-deen ke ay hyder tujhko taayede aasmaani hai dard angayz ye kahani.... -------------------------- Allah jjh Muhammad saw. Ali a.s Fatima a.s Hasan a.s Hussain a.s. Zainab a.s Abbas a.s Syed nadeem sarwar Irfan haider Farhan Aliwaris Mir hassan Mir Ali jee Ali shanawar Noha Nouha Nowha Nohey Latmiya Marsiya Soz Salaam Naat Qasida Shayari Muharram Manqabat Wiladate Shahadat