Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 31 December 2024 - Part 2 | ARY Qtv
ARY QTV
Follow
12/31/2024
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW)
#MehfileMilad #aryqtv #MiladeMustafa
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
Lifestyle
Transcript
Display full video transcript
00:00
Allahumma Salli ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin
00:19
wa ala alihi wa sahbihi wa barik wa sallim
00:29
kaaf aur mazbi umoor, hukumte Punjab aur Athar Associates ki ishtaraak se ARYQ TV par jo
00:52
mehfil nashar ho rahi hai, ispar Mian Muhammad Athar sahab ko khairaj-e-tahseen peshkarta
01:05
ho aur saath Bahriyatong ke jo Ghansi head hain Shahid Mahmood Qureshi sahab jo sarparsi
01:14
kar rahi hain aapko bhi khairaj-e-tahseen peshkarta ho, ish mehfil-e-paat mein nigrani
01:23
ke taur par Mian Ahmed Hassan, Rana Muhammad Bilal aur Athar Associates ki poori team
01:33
ish waqt apni khidmat sar-anjam de rahi hain, jaha mashayikh, ulama, qurra hazarat aur shahna
01:44
khan maujood hain, waha humare intihai muhtaram advocate hain Supreme Court ke Muhammad Arif
01:55
Awan sahab, aap tashreef rakhte hain, main aapse muhtamish hoon, hadiya-e-aqeedat, barigah-e-husn-e-kainat
02:05
jaan-e-kainat, azmat-e-kainat, aakaon maula ki bargah mein, aqeedat ke pool nishawar karne ki
02:14
aap bhi saadat haseen karenge, aane wale jitne mehman hain, main unko khushaam-under peshkarta ho
02:22
aap do sehbab agar thoda sa kareeb a jaayen, taake kuch faasla jo hai, yeh jo darmian mein khala nazara raha hain
02:33
yeh pur ho jaayen, do do chaar chaar kadab, khaas kar ke jo peeshe hibab baith hain, badi nawazish aap
02:40
ek mil ke nara lagayen, aur yeh jo khaali jagah hain, yeh ko aap pur karte jaayen, jaisa ki aapko ish baat ka bhi
02:47
kaafi bhi ilm hai ki har saal tarah, Mian Muhammad Athar sahab, umre ke ticket jo hain, unka bhi ilan karte hain
02:56
quran daazi hoti hain, inshaallah is saal bhi aakhir mein quran daazi ki jaayegi
03:03
aur iska sawab aapke baalide ki Rami, Mahar Muhammad Ashiq marhoom, unki rooh ko peshkiya jaayega
03:12
mil ke ek mohabbat bara nara lagayen, aur humare muhtarab bhai jo ke advocate hain, supreme court
03:20
wo hadiya-e-mohabbat peshkatne ki saad tha saagat
03:23
nara-e-takbeer, ek haath utha ke zara nara-e-tauheed par
03:31
nara-e-takbeer, ab dono haath bhole, nara-e-nishan
03:39
nara-e-nishan
04:09
Aaj ki mehfil ki timing, taarikh aur yeh lamhaat ka chunao
04:22
intahai ehmiyat ka haamil hain, aur main Mian Muhammad Athar sahab ko khasusi mubarak baat peshkatna chahata hoon
04:36
ki jinho ne ek badi mazboot tradition qaim karti hain
04:46
ki har martaba niya saal aane pe huzoor alaihi salatu wassalam ki shaan mein mehfil sajate hain
04:55
aur yeh mehfil sajane ka maqsad darasal yeh hota hain
04:59
ki hum apne dilon ko paak kar sakein, apne zobanon ko paak kar sakein, apne kaanon ko paak kar sakein
05:07
aur agar aap dictionary mein lafz Athar ka maana dekhenge
05:13
to iska maana hi paak ke hain
05:17
iska maana paakeeza ke hain
05:21
balki agar isko aur zyada grammatically dekhenge
05:26
to iska maana hai bohot paak, zyada paakeeza kaha jaata hai
05:31
hazrat Ibrahim alaihi salam ne
05:35
Allah kareem se jahan pe doosri dua mein maangi
05:39
to yeh dua bhi maangi
05:42
wa naa wabas feehim rasoolam minhum yatloo alihim aajaati ka
05:48
wa yuallimuhumul kitaba wal hikmata wa yuzzakkeehim
05:53
innaka antal azizul haqeen
05:56
aur chothay paare mein aap
05:59
yeh mashoor aayat aapne sun rakhi hai
06:01
ki huzoor alaihi salatu wassalam ki besat ki
06:04
laqad manna allahu alal mu'mineena id baatha feehim rasoolam minhum yatloo alihim aajaati hi
06:12
wa yuzzakkeehim wa yuallimuhumul kitaba wal hikmata
06:17
ab dekhin Ibrahim alaihi salam ne bhi Allah se dua ki
06:20
ki maulaa
06:22
meri olaad misi aisa rasool peyda farmaa
06:27
jo teri aayat padh padh ke logon ko paak karne waal hai
06:34
aur chothay paare mein
06:36
Allah kareem jahan pe mu'mineen ko khushkhabri suna raha hai
06:41
ki mera sabse bada ihsaan tum pe yeh hai
06:44
ki mene apna pyaara rasool tumme maboos farmaa diya
06:49
toh us rasool ki besat ka purpose hi yeh hi rakha gaya
06:54
ki wo Allah ki aayat ko padhta hai
06:58
aur logon ko paak karta hai, paakeeza karta hai
07:02
toh Mian Atahar sahab ne
07:05
aaj ki maifil
07:07
dekhena saari duniya mein west se leh ke
07:10
mashrik se leh ke maghrib tak
07:13
sarkari, ghair sarkari sata pe
07:17
logon ko na paak karne ki intazaam un saraam ki yeh huve hi hai
07:22
kahin pe sharaab hai, kahin pe dance hai
07:25
kahin pe singing hai, naach gaanein ho rahein hai
07:30
aur Mian Atahar sahab ne
07:33
yeh maifil ke ihtamaam sirf isi leh kiya
07:37
taake jab huzoor ka zikr sunenge toh automatically
07:41
inke quloob paak se paak tar hote jayein
07:47
aur in mahaafil mein huzoor ki maifil mein
07:51
aakar hamare vihm-o-guman mein ek lamha ke liye bhi yeh khayal nahi aana chahiye
07:57
ki goya hamne huzoor ki maifil mein aakar huzoor par maazallah koi ihsaan kar diya hai
08:04
balke apni mahaafil mein bulwaakar huzoor ham par ihsaan firmaate hai
08:11
aur wo zaat-e-garami toh pehle hi un bulandiyon pe hai
08:15
ki Allah kareem ne irshaad firmaaya
08:20
goya isaaya kareema ki roshni mein firmaa diya
08:23
Habib, hamne aapki zaat ko in mahaafil ki haajaton se maa waraa kar diya
08:30
aapki zaat-e-garami ko in programon ki haajaton se maa waraa kar diya
08:36
mehboob, ham chahhte hain
08:38
ki teri shohrat kisi musannef ki muhtaaj na rahe
08:43
teri shohrat kisi tasneef ki muhtaaj na rahe
08:48
teri shaan kisi beyaan, zubaan aur nisaan ki muhtaaj na rahe
08:54
mehboob, hamne tujhe mufassiron aur mukarriron se be niyaaz kar diya
09:00
hamne tujhe musannefeen aur tasneefaat se be niyaaz kar diya
09:05
hamne tujhe afsaano aur taraano se be niyaaz kar diya
09:10
mehboob, ham toh yeh chahhte hain
09:13
ki sooraj roshni paye toh tere dum se
09:17
zindagi bate toh tere dum se
09:20
ujaale chhute toh tere dum se
09:23
mehboob, sadka tera ho aur bantne wale ham ho
09:29
aur ham tere hi sadke mein
09:31
gulo ko tabassum de
09:33
parendon ko tarannum de
09:36
aabisharon ko nagme de
09:38
baharon ko zamzame de
09:41
sooraj ko roshni de
09:44
chaand ko chaandni de
09:46
sitaaron ko zindagi de
09:48
murdoon ko zindagi de
09:51
kainat ko wujood de
09:54
wujood ko sajood de
09:56
sajoodon ko lazzat de
09:58
lazzaton ko halawat de
10:01
mehboob, jalwe mere
10:04
dikhaye toh tu
10:06
peghaam mera
10:08
bataye toh tu
10:09
kosar meri
10:11
pilaye toh tu
10:13
khazaane mere
10:15
lutaye toh tu
10:17
arsh mera
10:18
sajaye toh tu
10:20
farsh mera
10:22
basaye toh tu
10:24
bichhde huve mere
10:25
milaye toh tu
10:27
gire huve mere
10:29
uthaye toh tu
10:31
mehboob, meri tushte commitment hai
10:35
warafana laka zikra
10:37
ab qiyamatak insaan
10:40
chidar niga uthaega
10:42
zara zara
10:44
teri hi taas taan sunaye
10:47
abad
10:49
abad
10:51
allahu akbar
10:54
ya rasoolallah
10:57
allahu akbar
11:00
masha'Allah
11:07
zindabad
11:13
allahu akbar
11:15
allahu akbar
11:23
baat ye hai
11:25
ki jab aap
11:27
duniyaan ke bade
11:29
jagon pe goomte hai
11:31
aur Allah ka Quran mein
11:33
direct hukam hai
11:35
aur aap mujhe bade se bade aalim
11:37
koi bhi aisa mufakar nahin
11:39
dikha sakenge ki jisne duniyaan dekhi na ho
11:41
duniyaan mein sehro siyahat na ki ho
11:43
jab aap
11:45
Amerika mein jaatein hai
11:47
Washington DC jahan pe unka
11:49
bahot bada ajayib gar hai, museum hai
11:51
toh museum mein juhi enter ho
11:53
toh jo sabse
11:55
saamne cheez aapko nazar aayegi
11:57
unke science daan
11:59
jab 1969 me
12:01
1969 me Neil Armstrong
12:03
waghaira
12:05
teen science daan chaand pe gaye the
12:07
toh chaand ki matti ko
12:09
goom pe leke aaye
12:11
aur unhone aaj tak apne museum mein
12:13
matti rakhi hoi hai
12:15
usme unhone bade tajarbaat kiye
12:17
bade experiments kiye
12:19
apni labs magara mein leke gaye
12:21
ki hum dekh sakenge
12:23
ki insaan ka chaand pe
12:25
wajood qaim re sakta hai
12:27
waha pe fasal ho sakti hai
12:29
anaaj ho sakta hai
12:31
wo kitne temperature pe hai
12:33
aur waha pe kya kya fruits ho sakte hai
12:35
ye saare tajarbaat unhone kiye
12:37
main aapko sirf ek point
12:39
aras karke toh ijazat chahunga
12:41
1969 me
12:43
aur 1960 me
12:45
is waqat duniya ke andar
12:47
dodh lagi hoi thi do mulkon ki
12:49
roos ki aur amerika ki
12:51
ke chaand pe kaun pohoshta hai
12:53
toh jab amerika ka president
12:55
John Kennedy aaya
12:57
toh usne elan kar diya
12:59
hum chaand pe ja rahe hai
13:01
1961 me
13:03
1960 me elan kiya
13:05
toh 1969
13:07
wo saal aa gaya
13:09
ki jab unke teen science daan
13:11
chaand pe jaane ke liye
13:15
chaand gaadi
13:17
ya space craft jisse kaha jaata hai
13:19
khalai jahas kaha jaata hai
13:21
zameen se utte hain aur chaand pe pohoshte hain
13:23
unme se
13:25
do science daan aise the jinho ne
13:27
chaand ke
13:29
kadam rakhe aur ek
13:31
apni khalai jahas ki andar hi
13:33
raha aur zameen pe
13:35
hazaaron unke science daan
13:37
aise the jo unho ne
13:39
apna houston ek
13:41
state ka naam hai houston ki andar
13:43
kontrol room kaim kiya
13:45
aur wahaan se unhe hadayat
13:47
di ja rahi thi ultimately
13:49
hua kya ki 1969 me
13:51
neil armstrong
13:53
wa gaira chaand pe
13:55
pohonche lekin unhe hadayat
13:57
zameen ke kontrol room
13:59
se di ja rahi thi sahi
14:01
wapis aage unhone
14:03
kaha wapis aane ki waja
14:05
sirf yehi thi ki
14:07
kontrol room se unka raapta
14:09
kaim raha tha
14:11
phir uske 50 saal guzarne ke baad
14:13
israeel insaniyat
14:15
ke kaatil ne bhi
14:17
chaand pe apne science daan
14:19
ko bhajwaya
14:21
2019 ke andar
14:23
wo bhi chaand pe pohnche
14:25
lekin unke
14:27
kontrol room ke saath
14:29
ka raapta toot jata hai
14:31
aur wo wahi pe tabaho
14:33
barbaad ho jati hai
14:35
baat aur peghaam
14:37
dena yeh hai
14:39
ke 1969 me
14:41
science
14:43
Allahuma
14:45
salli ala
14:47
sayyidina
14:49
wa maulana
14:51
muhammadin
14:53
Allahuma
14:55
salli ala
14:57
sayyidina
14:59
wa maulana
15:01
muhammadin
15:03
Allahuma
15:05
salli ala
15:07
sayyidina
15:09
wa maulana
15:11
muhammadin
15:13
Allahuma
15:15
salli ala
15:17
sayyidina
15:19
wa maulana
15:21
muhammadin
15:23
Allahuma
Recommended
35:04
|
Up next
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 31 December 2024 - Part 4 | ARY Qtv
ARY QTV
12/31/2024
26:22
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 31 December 2024 - Part 5 | ARY Qtv
ARY QTV
12/31/2024
26:32
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 31 December 2024 - Part 8 | ARY Qtv
ARY QTV
12/31/2024
25:29
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 31 December 2024 - Part 3 | ARY Qtv
ARY QTV
12/31/2024
26:25
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 31 December 2024 - Part 6 | ARY Qtv
ARY QTV
12/31/2024
30:30
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 31 December 2024 - Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV
12/31/2024
35:52
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 31 December 2024 - Part 7 | ARY Qtv
ARY QTV
12/31/2024
46:52
Mehfil e Milad e Mustafa (S.A.W.W) | 6 October 2024 - Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV
10/6/2024
36:14
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 3 January 2025 - Part 2 | ARY Qtv
ARY QTV
1/3/2025
57:00
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW) | 3 January 2025 - Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV
1/3/2025
25:45
Mehfil e Milad e Mustafa (S.A.W.W) | Baraye Khawateen | 17 Sep 2024 | Part 4 | ARY Qtv
ARY QTV
9/17/2024
17:34
Mehfil e Milad e Mustafa (S.A.W.W) | Baraye Khawateen | 17 Sep 2024 | Part 2 | ARY Qtv
ARY QTV
9/17/2024
14:01
Mehfil e Milad e Mustafa (S.A.W.W) | Baraye Khawateen | 17 Sep 2024 | Part 3 | ARY Qtv
ARY QTV
9/17/2024
23:18
Mehfil e Milad e Mustafa (S.A.W.W) | Baraye Khawateen | 17 Sep 2024 | Part 1 | ARY Qtv
ARY QTV
9/17/2024
18:51
Mehfil e Milad e Mustafa (S.A.W.W) | Baraye Khawateen | 17 Sep 2024 | Part 5 | ARY Qtv
ARY QTV
9/17/2024
24:16
Mehfil e Milaad e Mustafa SAWW - 22 April 2025 - Part 4 - ARY Qtv
ARY QTV
4/23/2025
44:13
Mehfil e Sama - Rabi ul Awwal - 22 September 2024 - ARY Qtv
ARY QTV
9/23/2024
59:36
Mehfil e Naat - Basilsila e Jashn e Eid Milad un Nabi SAWW - 13 September 2024 - Part 1 - ARY Qtv
ARY QTV
9/13/2024
48:58
Mehfil e Sama - Rabi ul Awwal - 23 September 2024 - ARY Qtv
ARY QTV
9/24/2024
47:14
Mehfil e Milad e Mustafa SAWW - 22 April 2025 - Part 2 - ARY Qtv
ARY QTV
4/23/2025
1:03:04
Mehfil e Milaad e Mustafa SAWW - 22 April 2025 - Part 9 - ARY Qtv Redo
ARY QTV
4/23/2025
2:08
Mera Dil Badal De | Naat | Faiza Muhammad Saleem | HD Video | Iqra In The Name Of Allah
IQRA In The Name Of Allah
4 days ago
35:09
Dars e Quran | Ba Mutalliq Hazrat Umar Farooq RA - 27 June 2025 | ARY Qtv
ARY QTV
yesterday
34:40
Farooq e Azam RA - Talk Show - 27 June 2025 - ARY Qtv
ARY QTV
yesterday
16:50
Shan e Umar Farooq RA - Special Program - 27 June 2025 - ARY Qtv
ARY QTV
yesterday