Skip to playerSkip to main content
  • 2 years ago
#gasprices #inflation #headlines

-Three children among 7 injured in Peshawar’s Warsak Road bl**t

-SHC moved against privatisation of PIA

-Abdul Quddus Bizenjo yet to make final decision on joining PPP

-Pakistan to get another IMF package after Standby Agreement

-Election 2024: PML-Q eyes ‘seat adjustment’ with PML-N

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Bichli 3 rupees 7 paise fee unit mazeed mengi.
00:05 NEPRA notification ke mutaabik bichli ki keemat me haal ya izafa October ki mahana fuel adjustment
00:10 keemat me kiya gaya.
00:11 Gas sarfine bhi keemat me mazeed izafa ke liye ho jaye tayyaar.
00:15 Sui Nadar ne gas mazeed 1715 rupee fee mm btu mengi karne ki darkhas de di.
00:26 Rawalpindi Benazir Bhutto hospital me 10 maah ki bachi oxygen na milne se chal basi.
00:31 Kamsin Aliza ke wale deyn ka gham se bura haal.
00:34 Kaha children ward me sahulate nahi oxygen mil jati to bachi bach chati.
00:38 Hospital ki MS ka oxygen ki kami maanne se imkaar.
00:41 Nigra Wazirala Punjab ka notice kaha ghaflat puratne walon ke khilaf sakht action lenge.
00:53 Aur Ghaza ki surat-e-haal na kaable bayan hai Red Cross ki Sadar Paraspadi kaha Ghaza
00:58 ki Europe hospital ke manazir bayan nahi kar sakti.
01:01 Sabse zyada dhok in bachon ko dekh kar hua chinki waaldey mar chuke hai aur wo shadid
01:06 zakmi hai.
01:07 In zakmi bachon ko dilasa dene wala koi nahi hai.
01:13 Election Commission karaye ke darkhas guzaron ki hasla shikni kare.
01:16 2011 me PTI se nikalat jaane walon ki darkhas uljhane ki gharowni saazish hai.
01:22 Tarzuman PTI kahte hai tahafuzat ke baawjoor Tariq-e-Insaaf qanun ke mutaabik intra-party
01:27 election ki dastavez jamaa kara chuki hai.
01:30 Balek nishan mazeed iltawa me rakne ke bhajaye PTI ko diya jaye.
01:33 Tariq-e-Insaaf ko siyasi amal se bahar karne ki koshishon se qaum waqib hai.
01:38 Tamaan siyasi Jamaaton ki intikhabi amal me yaksa shirkat naaguzir hai.
01:42 Election Commission ke liye ghar jaaniddaar dastoor ka istihkaam aur shaffaf intikhabaat
01:46 karana laazim hai.
01:47 Tariq-e-Insaaf ya iski qiyadat ke baghar shaffaf intikhabaat mungkin hai na awaam kabool
01:53 karenge.
01:54 Aam intikhabaat ke liye Election Commission ko 17.40 Arab rupaye jarhi kar diye gaye.
02:03 Wazaarat-e-Khazana ke mutaabik Election Commission ko majmooi taur par 27.40 Arab rupaye diya
02:08 jaa chuke hain.
02:09 Jab Election Commission ko funds ki zarurat hogi rakam di jayegi.
02:17 Election ke liye tayyar hain lekin intikhabaat ka mahal chahenge.
02:20 Maulana Fazlur Rehman ka kahna hai do sube bad amni ki lapet mein hai.
02:24 Raat mein musalla praat aa jaate hain aur din mein police aate hai.
02:28 Kya is bad amni ki surat-e-haal mein intikhabi mahil chala sakte hain?
02:31 Maulana nai Noor League se intikhabi ittihad kabhi alaan kar diya.
02:35 Kaha ittihad intikhabaat aur iske baad bhi barkara rakhenge.
02:38 Intra party election se pata chal gaya PTI party nahi hai.
02:42 PTI ek ghubara tha jisme hawa daali gayi thi jo ab nikal chuki hai.
02:47 Intikhabaat ko mutnaaze banaya gaya to jo hukumat banegi wo deliver nahi kar sakegi.
02:55 Awam ke voto se wujud mein aayi hukumat hi masayal se nikal sakti hai.
02:59 Rehnuma People's Party Raja Parvez Ashtav kahte hain,
03:02 election amal kamzor karenge to masayal se kaise niklenge?
03:05 Election Commission ka kaam neutral hokar tamam jamaaton ko level playing field dena hai.
03:10 Tamam idarein mulki idarein hain.
03:12 Kisi jamaat ke nahi, tamam jamaatin election ko mutnaaze banane se gurez karein.
03:17 Election Commission ne Bani Chairman PTI ki nahi ahli ke liye darqaas par faisla mehpoos kar liya.
03:29 Waqeel Shoaib Shahi ne muaqif apnaaya,
03:32 intra party election ka record jama kara gaya, party ka niya chairman aa gaya.
03:36 Kanuni taur par ye maamla khatm ho gaya.
03:39 Case khatm ho na chahiye. Darqaas kusaar Khalid Mehmood ne kaha,
03:43 Election Commission order me lik de, Bani Chairman saza yaafta hain oda nahi rak sakte.
03:48 Chief Election Commissioner ka kare tha Bani PTI ne,
03:50 election lada hi nahi, is par hum kuch nahi kahe sakte.
03:54 Maishat ki mukamal bahali ke liye, IMF ka ek aur program naqzeed hai.
04:00 Nigrahan hukumat ne IMF ka ek aur program lene ke liye mushabrat shuru ke di.
04:04 IMF ke saath nai program ke liye baadcheed, rava maa se shuru karne ka imkaan.
04:09 Hukam Bazaar to Khazane ka mataabik,
04:11 Nigrahan hukumat ke taishurda ikdamaat, Muntakhib Hukumat aage badhaayi ki.
04:15 Nai Muntakhib Hukumat ko ikdamaat ke liye, IMF program sign kana hoka.
04:19 Bijli companies ki nahili ke baayis,
04:21 power sector ke circular debt me bada azaafa.
04:23 Zaraik antaabik, 16 maa mein circular debt, 638 arab rupaye badh gaya.
04:28 (gunshots)
Be the first to comment
Add your comment

Recommended