• 11 minutes ago

Momo, Mimi, Chikku aur Chutki samundar kinare rait ka mehal bana rahe thay, achanak un ko rait me se ek purana sandook mila!

Sandook kholte hi jadui darwaza khul gaya aur sab dost qous-e-qaza wali jadui duniya me pahunch gaye!

Aage kya hoga? Agli qist me dekhna!

Video pasand aayi to like aur follow zaroor karna!

Category

🎈
Fun

Recommended