Skip to playerSkip to main content
  • 17 hours ago
Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 133 (Part 91) par baat kar rahe hain, jis mein Hazrat Yaqub (A.S.) ke wisaal ke waqt unki aulad se yeh poochne ka zikr hai ke "Tum mere baad kis ki ibadat karoge?" aur unki aulad ka yak-zaban ho kar aik hi Allah ki ibadat ka azeem jawab dena shamil hai. Video ko like aur share zaroor karein!

Category

📚
Learning
Comments
TARJUMA STREAM
Creator
Jab Hazrat Yaqub (AS) ki maut ka waqt qareeb aaya, toh unhone apni aulad se kya sawal kiya tha? Apne khayalat zaroor share karein! 👇

Recommended