Skip to playerSkip to main content
  • 3 minutes ago
Yeh kahani Saudi Arab ke ilaqe Qaseem ki sharai adalat mein pesh aane wale ek aise anokhe muqadme ki hai jise sun kar har insaan hairan reh jata hai. Do bhai adalat tak is liye pohanch gaye ke un mein se kaun apni boodhi maa ki khidmat karega. Jab faisla hua to ek beta is qadar ro pada ke wahan maujood logon ki aankhen bhi bhar aayi. Yeh waqia humein walidain ki khidmat, mohabbat aur silah-rehmi ki asal ahmiyat yaad dilata hai.
Agar aap ko yeh waqia pasand aaye to video ko like karein, share karein aur channel ko subscribe karna na bhoolain.
Allah humein apne walidain ki khidmat karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen.
Comments

Recommended