Jab zindagi mushkil ho jaye، jab saharay kam par jayein aur dil ghabra jaye، tab Qur’an humein aik chhoti si magar bohat taqatwar dua sikha deta hai: HasbunAllahu wa ni‘mal wakeel۔ Yeh dua yaqeen dilati hai ke jab insan thak jaye، Allah ka sahara kaafi hota hai۔ Is video ko dekhein، sunein aur dil se parhein — shayad aaj kisi ko isi dua ki zaroorat ho۔
Be the first to comment