Karbala ki pyas ek dardnaak waqia hai jo har momin ke dil ko gehra asar deta hai. Is video mein aap dekhenge kaise Yazidi fauj ne Umar bin Saad ke hukum par, 7th Muharram ko Darya-e-Furat ka raasta band kar diya, jis ki wajah se Imam Hussain (A.S.), Hazrat Abbas (R.A.), aur unke saathiyon ko pani se mehroom kar diya gaya.
Yeh video un lamhon ko behtareen andaaz mein bayaan karta hai jab Ahle Bayt, bachay aur auratein piyaas se tadapte rahe. Yeh kahani sabr, yaqeen, aur zulm ke khilaf qurbani ka paigham deti hai.
📌 Next Part: Shahadat-e-Hazrat Abbas (R.A.) ko miss na karein! 🕊️ Is video ko share karen aur un qurbaniyon ko yaad rakhen jo Islam ke liye di gayi.