00:00Zaboor 11 Khudavand par itmaad
00:12Mera tawakkul khudavand par hai
00:16Tum kyun kar meri jaan se kehte ho
00:20Ke chidiya ki tarah apne pahad par urja
00:25Kyun ke dekho sharir kamaan kheechte hain
00:29Wo teer ko chillay par rakhte hain
00:33Taan ke andheray mein raas dilon par chalaayin
00:37Agar buniyad hi ukhaad di jaye
00:41To saadiq kya kar sakta hai
00:45Khudavand apni mukaddas haikal mein hai
00:49Khudavand ka tahk aasmaan par hai
00:53Uski aankhen bani adam ko dekhti
00:57Aur uski palke unko jaanchti hain
01:01Khudavand saadiq ko parakhta hai
01:05Par sharir aur zulm dost se uski rukh ko naprat hai
01:09Wo shariron par thande barsaayega
01:13Aag aur gandak aur loo
01:17Unke pyaale ka hisa hoga
01:21Kyun ke khudavand saadiq hai
01:25Wo sadaqat ko pasand karta hai
01:29Raast baaz uska zidaar hasil karenge
01:33Ameen
Comments