00:00Zaboor 116 Maut se bachaya gaya ek aadmi khuda ki hamd
00:15karta hai.
00:17Main khudavan se muhabbat rakta hun, kyunke usne meri faryad aur minnat suni hai.
00:28Kyunke usne meri taraf kaan lagaya, isliye main umr bar usse dua karunga.
00:37Maut ki rasiyon ne mujhe jakar liya aur pataal ke dard mujh par aapade.
00:47Main dukh aur gham me griftar hua, tab main khudavan se dua ki
00:57Ae khudavan, main teri minnat karta hun, meri jaan ko rehai baksh.
01:06Khudavan sadiq aur kareem hai, hamara khuda raheem hai.
01:15Khudavan saada logon ki hifazat karta hai, main past ho gaya tha.
01:24Usi ne mujhe bacha liya.
01:28Ae meri jaan, phir mutmain ho.
01:33Kyunke khudavan ne tujh par ihsaan kiya hai.
01:38Isliye ki tune meri jaan ko maut se, meri aankhon ko aansu bahane se
01:47aur mere paun ko fisalne se bachaya hai.
01:52Main zindon ki zameen mein khudavan ke khazoor chalta rahunga.
01:59Main imaan rakhta hun, isliye yeh kahunga, main badi museebat mein tha.
02:09Maine jald baazi se keh diya, ki sab aadmi jute hain.
02:16Khudavan ki sab neemtein jo mujhe mili, main unke iwaz mein use kya doon.
02:25Main najat ka piala uthakar, khudavan se dua karunga.
02:32Main khudavan ke khazoor apni minnatein, uski saari qaum ke saamne poori karunga.
02:43Khudavan ki nigaah mein uske mukaddason ki maut giraan qadar hai.
02:51Aa, eh khudavan main tera banda hun.
02:57Main tera banda teri laundi ka beta hun.
03:02Tune mere bandan khole hain.
03:07Main tere hazoor shukar guzaari ki qurbani chadhaunga, aur khudavan se dua karunga.
03:17Main khudavan ke khazoor apni minnatein, uski saari qaum ke saamne poori karunga.
03:28Khudavan ke gar ki baargaahon mein, tere andar, eh Yerushalam, khudavan ki hamd karo. Ameen.
03:38Channel ko like aur subscribe karna mat bhuliye. Shukriya.
Comments