00:00Zaboor 63, Khuda ke liye ishtiaq,
00:12Eh Khuda, tu mera Khuda hai,
00:18Mai dil se tera talib honga,
00:22Khushk aur piyasi zameen mein jahan paani nahi,
00:28Meri jaan teri piyasi aur mera jism tera mushtaq hai,
00:34Isthara maine maqtas mein tujh par niga ki,
00:39Taan ke teri khudrat aur hashmat ko dekhoon,
00:44Kyunke teri shafqat zindagi se behtar hai,
00:49Mere haunt teri taareeb karenge,
00:54Isi tarah main umr bar tujhe mubarak kahunga,
01:00Aur tera naam lekar apne haath uthaya karunga,
01:06Meri jaan goya gude aur charbi se ser hogi,
01:12Aur mera moon masroor labon se teri taareeb karega,
01:18Jam main bistar par tujhe yaad karunga,
01:23Aur raat ke ek ek pehar main tujh par dayan karunga,
01:29Isliye ke tu mera madadkar raha hai,
01:35Aur main tere paron ke saaye mein khushi manaunga,
01:40Meri jaan ko teri hi dun hai,
01:44Tera dehna haath mujhe sambhalta hai,
01:49Par jo meri jaan ki halaqat ke dar pe hai,
01:54Wo zameen ke asafal mein chale jaayenge,
01:58Wo talwar ke hawale honge,
02:02Wo geedron ka lukma banenge,
02:07Lekin baadshah khuda mein shaadman hoga,
02:12Jo uski kasm khata hai,
02:15Wo fahar karega,
02:18Kyunke joot bolne walon ka moon bandh kar diya jaayega,
02:23Ameen
Comments