00:00Zaboor 66 Sitaish aur shukar guzari ka geet
00:12Aisari zameen Khuda ke khazoor khushi ka naramar
00:18Uske naam ke jalal ka geet gaao Sitaish karte huye uski tamjeet karo
00:28Khuda se kaho tere kaam kya hi moheeb hain Teri badi kudrat ke baayis tere dushman aajzi
00:41karenge Sari zameen tujhe sajda karegi aur tere khazoor
00:50baayegi Wo tere naam ke geet gaayenge
00:56Aao aur Khuda ke kaamon ko dekho Bani Adam ke saath wo apne salook me moheeb
01:06hai Usne sumundar ko khushk zameen bana diya
01:13Wo dariya me se paidal guzar gaye Wahan humne usme khushi manayi
01:21Wo apne kudrat se ab tak saltanat karega Uski aankhen kaumon ko dekhti rehti hain
01:32Sarkash log takabur na karein
01:38Ae logo humare Khuda ko mubarak kaho aur uski tarif me awaz buland karo
01:48Wahi humari jaan ko zinda rakta hai aur humare paun ko fisan le nahi deta
01:59Kyunki Ae Khuda tune hume aazma liya hai
02:04Tune hume aisa taya jaise chaandi tayi jaati hai
02:12Tune hume jaal me phansaya aur humari kamar par baari boj rakha
02:21Tune sawaron ko humare saron par se guzara
02:28Hum aag me se aur paani me se hokar guzre
02:34Lekin tu hum ko farawani ki jagah me nikal laya
02:40Main sokhtani qurbaniyan lekar tere ghar me dahil hunga
02:47Aur apni minnatein tere hazoor ada karunga
02:53Jo museebat ke waqt mere labon se nikli aur maine apne moon se maani
03:02Main mothe mothe jaanwaron ki sokhtani qurbaniyan
03:08Maindon ki khushboo ke saath chadhaunga
03:13Main bail aur bakre guzraanunga
03:19Eh khuda se darne walo sab aao suno
03:25Aur main bataunga ke usne meri jaan ke liye kya kya kiya hai
03:34Maine apne moon se usko pukara
03:39Uski tamjeed meri zubaan se hui
03:44Agar main badi ko apne dil me rakta
03:48To khudawand meri na sunta
03:52Lekin khuda ne yaqeenan sun liya hai
03:57Usne meri dua ki awas par kaan lagaya hai
04:03Khuda mubarak ho jisne na to meri dua ko radh kiya
04:11Aur na apni shafqat ko mujh se baaz rakha
04:16Ameen
04:18Channel ko like aur subscribe karna mat bhuliye
04:22Shukriya
Comments