00:00As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu, program Seeratun Nabi sallallahu alayhi wa
00:24alayhi wa sallam ke saath, aapka mazeman Dr. Mahmood Waznabi, aur hum sab ke pasandida
00:28scholar Janab-e-Shuja-ud-Din Sheikh hazir-e-khidmat-e. Seerat ke hawale se pichla program jo ho raha
00:34tha jab aapne mula'iza firmaaya hoga, to usme waalda-e-in ke hawale se, ghar ki tarbiyat
00:40ke hawale, chunki yeh saare Rasool-Allah-S.A.W. ke sikhaye-wa-tariq-e hain jis par hum guftubu
00:44kar rahe hain. Khandani nizam, hamari bad-qismati yeh hain ki abhi bhi khair bad-qismati to
00:50ka percentage jo hain kam hain, khush-qismati abhi zyada hain ki hamara khandani nizam
00:55isi had tak salamat hain. Warna to baaz jagon par to khandani nizam toot-foot ke khatam
00:59ho gaya. To is tarbiyat ke hawale se baat ho rahi thi pichla program mein, aur Shuja
01:04sahab ne badi tafseel se uspe guftubu bhi ki thi, aur chunki maine aap se pichla program
01:09mein bhi kaha tha ke mausam ke asraat jo hain wo mizaajon par asar-andaaz hain, to yeh
01:16jo istara ki masayil paida ho raha na hamare saath khankar nahi ki hai aur iske aur Shuja
01:22sahab ne baat ho rahi thi, to zara ise hame maaf kar dija, kisne ki ispe hame ikhtiyar
01:25nahi hain, aur baral Allah ta'ala jo hai khair ka maamla firmaayenge. To khandani nizam
01:31par baat ho rahi thi, aur Islam ne ek marboot, mazboot, munazzam, aur pur asar khandani nizam
01:39qaim karne ki hidayat ki hai. Aur usko protection, yaani usko tahfus farham karne ke liye, Islam
01:46ne kuch qawaneen bhi murattab kiye hain. Islam wo wahid deen hain. Wahid deen hain.
01:56Jismein rishton ko bayan kiya gaya hain, khud Allah ta'ala ki taraf se ehkamaat mein hukum
02:03hain, ki rishte kaun kaunse hain. Doosre kisi nizam mein aapko khandani rishte nahi pata
02:08chalenge kaunse hunge. To iska matlab hai ki khandan ki koi ahmiyat hai. Aur khandan
02:12ki ahmiyat ka matlab hai ki Allah ta'ala maushre mein koi tabdeeli lana chahata hai,
02:16kis qasam ka maushre tashqeel dena chahata hai. Shuja sahab ki taraf chalte hain, pishar
02:19program ka recap lete hain, fir aage ki taraf chalenge hain. Assalamu alaikum.
02:22Wa alaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu. Kaise mizaaj hain aapke?
02:26Mizaaj bas mausam ke to shadeed hain, asraat abhi humare nazar ko pata chal gaye hunge.
02:32Allah ta'ala afiyat ka maamla, asani ka maamla rakhe, khair ka maamla rakhe.
02:36Bismillahir rahmanir rahim. Allahumma salli wa sallim ala nabiyyina Muhammad.
02:40Rabbishra ahli sadri, wa yassir li amri, wahlul uqdatan min lisani, yafqahun qauli,
02:45wa ja'ali wazeeran min ahli. Ameen. Ya Rabbil alameen.
02:48Doktor, jaisa ke aapne firmaaye ki hum pishre program mein kuch khandani ma'amlaat ke
02:52hawale se bhi kalam kar rahe the. Baat shuru to hui thi tauba ke taallukh se,
02:56fir yeh zikr hai tha ki bande Allah ki naafirmaniyon mein muktala hote hain, to fir Allah
03:00ki taraf se masaib aur azaab aate hain. Masaib ka hal yeh hai ki Allah ki taraf
03:04rujoo kiya jaye aur ishtimai masaib hain taubah bhi ishtimai taubah karna hogi.
03:08Albatta aksar martaba insaan khaliq ki naafirmaniyon par hota raata hai aur uski
03:13shukr guzari nahi karta. Fir yeh zikr bhi aaya tha ki dua ka humare deen ne taqada
03:18kiya. Dua maangne ka Allah ta'ala mutaalbah firmaata hai. Aur wolo ke jo Allah se
03:22maangte nahi hain, wo zareer hokar Jahannam mein daakhil honge. Yeh zikr bhi aaya ki
03:28insaan apni aukat ko to dekhe. Yani ikatre ke maamuli juz se Allah ne bande ki
03:34takhliq ke amal ko shuru kiya. Yeh darja badarja takhliq ka marhala kaise aage
03:39badhta hai. Embryology ki field hai, science ke indne jisme discussion kiya jaata hai.
03:44Aur Quran-e-Kareem ne bhi takhliq-e-insani ke marahil ka tazkira, darja badarja kaise
03:48hui. Yeh baar baar kiya.
Comments