00:00Vande Matram, Jai Shri Ram, Shri Hanumanji Maharaj ki Jai.
00:04Hum log sanatan ke liye kar karte hain, hindut ke liye kar karte hain, aur mai abhar deta
00:10hoon janta janavadan ka, jo teesri baar jana adesh Modi ji ko diya hai.
00:14Yogi ji ke nitrut mein lagataar poore desh mein hum logon ne ghoong-ghoong ke prachar
00:18kiya hai.
00:19Main bhi sola rajya mein chunau prachar kiya hai aur ab ki baar 400 paar ke nara ke saath,
00:23punah prachand gauhmat ke saath punah Modi ji ki sarkar aur hamari sarkar baniye.
00:29Iske naate kuch adhikariyon ko abhi bhi dikkat hai, samasya hai.
00:35Mujhko lagta hai ki abhi bhi us maansikta ke adhikari hain, jinn ko Modi ji aur Yogi
00:42ji ache nahi lakte hain.
00:44Dukhad ta hamari suraksha hataye jaana aur prasasan ne hamari suraksha ko hataya hai,
00:52yeh dukhad hai, ati ninniye hai.
00:55Ab janta ki baat kar dena aur hindut ki baat karna, BJP ke liye larna, BJP ke liye jagarna,
01:04Modi ji ke liye kaam karna, Yogi ji ke liye kaam karna, mujhko lagta hai yeh kuch adhikariyon
01:10ko acha nahi lakta hai.
01:12Iske naate suraksha bihasta hataye gayi hamari, hamare saath kabhi bhi apriya ghatna ho sakta
01:17hai.
01:18Naate main uchh astariye adhikari se nivedan karta hu ki suraksha bahal karein aur aise
01:26adhikariyon khalaab kar bhai.
Comments