Skip to playerSkip to main content
  • 5 years ago
Urdu poetry - qataa
'aag'
shola-e-aatisheen hain lab uss kay
kis qiamat ki aag bharki hai
lafziyyat hai kay shola-afshaani
pharr-pharraa kar zameen dharki hai
sikander aqeel ansari
Comments

Recommended