Skip to playerSkip to main content
  • 9 years ago
भारत के सबसे बड़े अनसुलझे रहस्य - India's greatest unsolved stories in Hindi - Episode 5
भारत के सबसे बड़े अनसुलझे रहस्य - India's greatest unsolved stories in Hindi - Episode 5 - YouTube

Don't Forget To Subscribe The Channel


1. Kongkala Pass(UFO)
duniya ke sabse rahsy may ilako mese ek hai ladak ka Kongkala Pass

iske baare me kaha jata hai ki yaha antrix jivo ka gupt sthal hai.. aur esi kaaran yaha par UFO ka Dikhai dena aam baat hai..sthaniya naagrikon ne bhi is baat ki pusthi kaaihai...

aur saal 2006 me google ki satelite ne bhi is jagah ki kuch esi tasvireli thi...jinmeh rahsay may UFO dikhaye dene ka jikar hai...

lekin is jagah par jana sabse kathin maana jata hai...kyoki ye bahot hi barfila aur durgam shetra hai...

sabse badi baat ye hai..ki ye jagah bharat chin ki vivaadit jagah bhi hai..jaha par dono nazar tho rakhte hai par koi petroling nai karta...


2. "Karnimata mandir"
karnimata mandir yah mandir chuho ke naam se bhi jaana jata hai.yahe mandir rajstan ke bikaner jille me sthit hai.

SABSE CHOKANE VAALI BAAT YAHA HAI KI YAHA PAR kam se kam 50000 se bhi zyada chuhe hai, yah maana jaata hai ki iss mandir me aana vaale bhakt in chuho ki or karni mata ki pooja karte hai or sath hi karni maata ko prashaad ka bhog laga kar pehele chuho ko bhog lagate hai phir prashaad ghran karte hai yehe chuhe kisi bhi bhakt ya shraddhalu ko kisi prakaar ka nuksaan nahi pohochate hai.

jab son 2008 july me bharat me rebis ki mahamaari peheli thi too pidit logo ne in chuho ka jhuta prashad khaya tha or rehasaya mey tarike se unki bimaari duur ho gai thi aaj bhi ye rehesye vigyaan ko chunoti de raha hai or aaj bhi yehe desh ki sabse badi unsuljhe rehese me se ek hai




3. "Tanotmata mandir"
tanotmata ka mandir jaisalmer se 130 killometer dur bharat pakistan Boder par stith hai..yah mandir lag bhag 1200 saal purana hai....wese tho ye mandir astha ka kendra raha hai...par 1965 ki bharat pakistan ladai ke baad yah mandir desh videsh me apne chamtkaro ke liye prasiddh ho gaya hai

1965 ki ladai me pakistan sena ki taraf se giraye gaye 3000 bum bhi is mandir par kharoch bhi nahi la sake...yaha tak ki mandir parisar me gire 450 bum tho fhate tak nahi...ye bum ab mandir parisar me bane ek sangralay me paryatakon ke dekhne ke liye rakhe gaye hai

1965 ki ladai ke baad is mandir ka jimma BSF ne leliya...aur yaha apni ek choky bhi banali...tanotmata ko aavad mata ke naam se bhi jaana jata hai..tatha hinglaj mata ka hi rup hai...

hinglaj mata ka sakti pith pakistan ke bilochitan me hai....aur yah bum na fhatne ki ghatna aaj bhi ek unsuljhi ghatna me se ek hai...

Category

📚
Learning
Comments

Recommended