Shreya-Ghoshal-Aa Pas Aa Sanam song

  • 13 years ago
Aa Pas Aa Sanam
Movie or Album: Ankahee
Singer(s):
Music Director(s): Pritam Chakraborty

Hindi Lyrics

aa pas aa, aa pas aa sanam (come close come my love)
aa pas aa, aa pas aa sanam
saha naa jayey duriya kaa gham
tujhe hain kasam - (6)
aa pas aa, aa pas aa sanam

(kal kee kisko khabar hain, bas iss lamhe ko mujhe toh hain jina
tera kaisa asar hain, tere bina toh lage dil kahi naa) - (2)
naa khwahisho pe kar koyi sitam
tujhe hain kasam - (6)
aa pas aa, aa pas aa sanam

(mai hu tanhaiya hain, khwabo kee rangin parchhaiya hain
too hain madhoshiya hain, khamoshi me bhi sarghoshiya hain) - (2)
naa todd pyar kaa hasin bharam
tujhe hain kasam - (6)
aa pas aa, aa pas aa sanam - (2)
saha naa jayey duriya kaa gham
tujhe hain kasam - (6)
aa pas aa, aa pas aa sanam

Recommended