Apne Hi Paise Maangne Par Taya Ne Beizzat Kar Diya! 😂 | Kaka Star Funny Kaka apne hi 50 hazar rupay wapas lene Taya ke paas gaya, lekin Taya ne dene ke bajaye usay apne doston ke paas le ja kar aisa tamasha lagaya ke sab ne Kaka ko hi bheek maangne wala samajh liya! 😂
Taya ki is chalaki par Kaka ke sath aakhir mein kya bana? Pura mazaa lene ke liye video end tak zaroor dekhein aur Like aur Subscribe/Follow zaroor karein! 👍
#DesiComedy #KakaStar #TayaComedy #FunnyShorts #PakistaniComedy