Bete Ko Chodo, Chohadri Sahib Se Shadi! 😂 | Desi Comedy Skit
Chohadri Sahib ke bete ka rishta dekhne log aaye, jahan bete ne gadi, Wapda City mein ghar aur 2 crore nagad ki aisi heavy demand rakh di ke larki ka baap soche mein par gaya! 😂
Lekin phir larki ke baap ne jo dimaag lagایا aur Chohadri Sahib ko jo offer di, use sun kar sab ka dimaag hil gaya! 🤣 Pura maza lene ke liye video end tak zaroor dekhein!
Agar video pasand aaye toh Like, Share aur Subscribe/Follow zaroor karein taake aisi aur mazedar videos aap tak pohnchti rahein!
Comment mein batayein ke larki ke baap ka faisla kaisa laga? 😉
#DesiComedy #FunnySkit #KakaStar #ChohadriSahib #RishtaComedy #FunnyVideo #PakistaniComedy #RelatableHumor #ComedyShorts #TrendingComedy #DesiHumor #FunnyStory #ViralSkits