الحمد لله 🤲❤️ Riyazul Jannah Mein Namaz Ada Karne Ki Sa'adat | Allah Ne Apne Ghar Bulaya 🌿🕌
Alhamdulillah! Zindagi ka ek behad khoobsurat aur yaadgaar lamha. Riyazul Jannah (Garden of Paradise), Masjid an-Nabawi ﷺ mein namaz ada karne ki sa'adat naseeb hui. Ye sab Allah Ta'ala ka karam hai. ❤️🤲
Ya Allah, hamari ibadat qubool farma aur har Musalman ko is mubarak jagah par namaz ada karne ki sa'adat naseeb farma. Aameen. 🤲
#RiyazulJannah #Alhamdulillah #MasjidNabawi #MadinaMunawwara #IslamicVideo #BlessedJourney #الحمدلله #Madina