Skip to playerSkip to main content
Phone ka craze apni jagah… lekin jaib ka bhi toh socho! 😂📱

Khota Bhai naya phone lene Bhalu Seth ki dukaan pohanchay. Qeemat suni toh hosh urr gaye—AATH LAKH?! 😳

Phir Bhalu Seth ne keh diya:
“Khota Bhai… phone mehnga nahi, tum gareeb ho!” 💔😂

Bas, us din se dukaan kholte, khana khate aur akele baithte… Khota Bhai ke dimagh mein yehi jumla goonj raha hai!

Aap hotay toh Bhalu Seth ko kya jawab detay? Comments mein batao! 👇
Khota Bhai ki agli kahani ke liye subscribe karein.

Yeh fictional cartoon comedy hai; dikhayi gayi qeemat kahani ka hissa hai.

#KhotaBhai #iPhone18 #iPhoneCraze #BhaluSeth #UrduComedy #PakistaniComedy #DesiComedy #CartoonComedy #FunnyAnimation

Category

🎈
Fun

Recommended