Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 154 aur 155 (Part 109) par baat kar rahe hain, jis mein Allah Ta'ala farmaate hain ke jo log Allah ki raah mein qatal kiye jayein unhein murda mat kaho balkay woh zinda hain lekin tum nahi samajhte, aur sath hi momino ko khauf, bhook, maal aur janon ke nuqsan ke sath aazmaye jaane ki khabar di gayi hai. Video ko like aur share zaroor karein!