Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 159 (Part 112) par baat kar rahe hain, jis mein Allah Ta'ala un logon par laanat aur sakht warning ka zikr farma rahe hain jo hamari nazil ki hui wazih daleelon aur hidayat ko kitab mein logon ke liye wazeh karne ke baad bhi chupate hain. Video ko like aur share zaroor karein!