Skip to playerSkip to main content
  • 6 weeks ago
Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 151 (Part 107) par baat kar rahe hain, jis mein Allah Ta'ala us ehsan ka zikr kar rahe hain jo musalmano par kiya ke unhi mein se ek Rasool bheja jo unhein aayatein padh kar sunate hain, unka tazkiya karte hain aur unhein kitab o hikmat sikhate hain. Video ko like aur share zaroor karein!

Recommended