Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 139 (Part 97) par baat kar rahe hain, jis mein is baat ka zikr hai ke kya tum Allah ke baare mein hum se jhagra karte ho halanki woh hamara bhi Rab hai aur tumhara bhi Rab hai, hamare liye hamare amaal hain aur tumhare liye tumhare amaal, aur hum usi ke liye mukhlis hain. Video ko like aur share zaroor karein!
Comments