Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 129 (Part 88) par baat kar rahe hain, jis mein Hazrat Ibrahim (A.S.) ki taraf se apni aulad mein ek aise Rasool ko bhejne ki dua ka zikr hai jo unhe Allah ki aayatein padhaye aur unki tarbiyat kare. Video ko like aur share zaroor karein!