Is video me aapko Pehle Maula Imam Hussain (A.S.) ke Roza-e-Mubarak ke outer aur inner view ki ziyarat karayi gayi hai, aur uske baad roze ke andar majood Shohda-e-Karbala ki paak mazaaron ki ziyarat ka rohani manzar dikhaya gaya hai.
Karbala-e-Mualla ki is muqaddas ziyarat ke zariye apne dil aur eeman ko taaza karein.
🤲 Ilteja-e-Dua: Aap sabhi se guzarish hai ki is mubarak video ko dekhte waqt Tamam Momineen, Bimar-o-Majboor aur Ziyarat ke shauqeen logo ke liye khas dua karein. Parwardigar Maula Hussain (A.S) aur Shohda-e-Karbala ke sadqe sabhi ki haajatein poori farmae aur hum sabko ba-adab ziyarat naseeb kare.
📌 Video Sequence / Highlights:
Roza-e-Mubarak Imam Hussain (A.S) Main Entrance & View
Roze Ke Andar Ka Rohani Atmosphere
Shohda-e-Karbala Ki Ziyarat
✨ Share & Subscribe: Video ko Like karein, apne azeezon aur doston ke saath Share karein, aur channel ko Subscribe karein taaki aisi hi muqaddas ziyarat videos aap tak pahunchti rahein.
Comments