Aaj hum ne ek zarorat mand family tak ration package 22 pohanchaya. Madad ka silsila jari hai aur hum koshish kar rahe hain ke zyada se zyada zarorat mand families tak rashan aur bunyadi zarooriyat pohanch saken.
Aisi akaili baywah aur sufaid posh families jo apni zarooriyat bayan nahi kar sakti, un tak madad pohanchana hum sab ki zimmedari hai. Aap bhi is nek kaam ka hissa ban kar kisi ki zindagi asaan bana sakte hain.
Agar aap kisi zarorat mand family ko jante hain ya khud madad karna chahte hain to hum se rabta karein.
WhatsApp: 03026488797
Hum NGO nahi hain; ye channel zaroorat mando ki madad aur insaniyat ke kaamon mein hissa banne ka ek zariya hai.
Comments