Allah Ta’ala se maangne ka sahi tareeqa agar seekh liya jaye to zindagi badal sakti hai. Is New Bayan 2026 mein Maulana Raza Saqib Mustafai bohat hi pur-asar andaz mein bayan farma rahe hain ke Allah se kaise manga jaye, dua ke adab kya hain aur kyun kuch duaein foran qubool hoti hain.
Yeh bayan imaan ko mazboot karta hai, Allah par yaqeen aur tawakkul barhata hai aur dil ko sukoon deta hai. Har Musalman ke liye yeh bayan sunna bohat zaroori hai. Is bayan ko poora sunein aur sawab ke liye share zaroor karein.
#AllahSeMango #NewBayan2026 #MaulanaRazaSaqibMustafai #IslamicBayan #DuaKiQubooliyat #PowerfulBayan #UrduBayan #IslamicMotivation #AllahParYaqeen #Tawakkul
Comments