Assalam-o-Alaikum! Is video mein main apna personal experience share kar raha hoon jismein aik unknown number ne JazzCash ke naam par mujhe scam karne ki koshish ki. Ye video un sab logon ke liye bohot zaroori hai jo online transactions, JazzCash, Easypaisa ya banking services use karte hain.
✔ Unknown number se Insurance scam call ✔ 2000 rupay maang kar 10,000 dene ka jhoota wada ✔ Kis tarah scammer information use karte hain ✔ Kaise samajh aaye ke call scam hai
⚠ Aaj kal is tarah ke scams bohot zyada ho chuke hain. Jab bhi koi aisi call aaye toh verify zaroor karein—kabhi bhi personal information, PIN, OTP ya paisay na bhejein.
Agar aap ke saath bhi koi scam hua hai toh comments mein zaroor share karein.
👍 Video ko Like karein 🔔 Channel ko Subscribe karein 📲 Apne doston ko forward karein taake woh bhi bachein #UnknownNumberScam #GetInformationandKnowledge
Be the first to comment