OM JAI JAGDISH HARE Dive into the divine serenity of Om Jai Jagdish Hare, with devine dahavatar graphics of lord Vishnu.. The timeless Vishnu Aarti that's trending across India in 2025! Perfect for Diwali celebrations, daily puja, Karwa Chauth rituals, and Ganesh Chaturthi vibes. Whether you're seeking morning motivation or evening devotion, let Lord Vishnu's grace remove all obstacles. #TrendingBhakti2025
Full Lyrics of Om Jai Jagdish Hare Aarti: Om Jai Jagdish Hare Swami Jai Jagdish Hare Bhakt jano ke sankat Daas jano ke sankat Kshan mein door kare Om Jai Jagdish Hare Jo dhyaave phal paave Dukh bin se man ka Swami dukh bin se man ka Sukh sampati ghar aave Sukh sampati ghar aave Kasht mite tan ka Om Jai Jagdish Hare Maat pita tum mere Sharan gahun kis ki Swami sharan gahun main kis ki Tum bin aur na duja Tum bin aur na duja Aas karun main jis ki Om Jai Jagdish Hare Tum puran Parmatma Tum antaryami Swami tum antaryami Parbrahm Parameshwar Parbrahm Parameshwar Tum sab ke swami Om Jai Jagdish Hare Tum karuna ke sagar Tum paalan kartaa Swami tum paalan kartaa Main murkh phal kamin Main sevak tum swami Kripa karo bharta Om Jai Jagdish Hare Tum ho ek aagochar Sab ke praan pati Swami sab ke praan pati Kis vidhi milun daya may Tum ko main kumati Om Jai Jagdish Hare Deen bandhu dukh harta Thakur tum mere swami Apna haath badhaao Apna haath badhaao Dwar pada tere Om Jai Jagdish Hare Vishay vikaar mitao Paap haro deva Swami paap haro deva Shraddha bhakti badhao Santan ki sewa Om Jai Jagdish Hare
Why this Aarti? Composed by Pandit Shardha Ram Phillauri, it's a universal prayer for devotees worldwide. Chant along for instant positivity! Like, share, and subscribe for more trending bhajans like Shiv Tandav, Hanuman Chalisa, and Krishna Bhakti hits. ЁЯХЙя╕ПЁЯЩП
Be the first to comment