00:00Shehzadi Daina
00:09Kaafi arsa pehle ek saltanat thi, wo itni door thi ke wo bilkul paridesh ke paas thi.
00:16Aaj ke din baadshah aur malika behad khush the kyonki unke yah ek pyari si ladki pehda hui thi.
00:23Aur unhone ek aalishan jashan ka ailaan kiya tha, jaha paridesh ki sabhi pariyon ko naam ki tafreeb ke liye bulaya gaya tha.
00:31Taaki wo shehzadi ko sabse oomda duaon se bakshe.
00:39Oh, main to sabhi pariyon ke aane ke liye betaab hu.
00:44Wo miri bachchi par dofon ki baarish kar denge.
00:48Shahe beshumaar daulat ya phir mukammal husna.
00:52Ya shahe thodi bohot jaadui takat.
00:55Baadshah aur malika ne ek aalishan aur khubsurat tafreeb ka tanzeem kiya.
01:00Shehzadi ka naam shehzadi daina rakha gaya.
01:03Sabhi pariyon ne bachchi ko oomda tofon se nawaza.
01:07Aakhir me thi pari kaafila, paridesh ki malika.
01:14Pari kaafila aage badhi aur usne bachchi ko chuma aur usse ek bekhauf dil hone ki rahmat se nawaza.
01:22Sabhi ne usse chumte hui dekha par kisi ne bhi usse rahmat dete hui nahi suna.
01:28Malika ne apne saath khadhi hui mohtarma se phus phusaya.
01:32Oh, usne bas tumhe chuma diya.
01:36Isme rahmat jaisi toh koi cheez nazar nahi aati.
01:40Isse toh dofa bhi nahi kaisakte.
01:42Hai ki nahi?
01:44Pari kaafila ne sab kuch sun liya tha.
01:47Usne malika ki is beizzati ka bura nahi maana aur usne faisla kiya ke waqt aa gaya hai
01:52ki un malikaon ko ek sabak sikhaya jaye, ke mehmanon se kaise pesh aate hain.
01:59Kyonki kuch logon ko mera tofa pasand nahi aaya hai,
02:03toh main ek aur deti hu,
02:05tum benoor dil wale shehzade se nikah karoge.
02:09Baadshah aur malika ghabra gaye aur satte mein aage.
02:12Kyonki unhe laga ki ek benoor dil wala shehzada wo hoga
02:16jisme na toh koi mohabbat hogi aur na wo nek dil ka hoga
02:20aur nahi wo kisi ko khushi de sakega.
02:22Unhe laga ki ek benoor dil wala shehzada aisa hoga jo ek zalim insaan hoga.
02:27Hamari beti ek benoor dil wale shehzade se kabhi nikah nahi karegi.
02:33Hum ek pari ki baddua ke aage kya kar sakte hai?
02:38Main ek baadshah hu aur apni beti ko mehpooz rakhunga.
02:42Toh baadshah ne ek khubsoorat alishan bageecha banwaya.
02:46Bageecha sabse meethe phalo se aur khushboodar phoono se laiz tha.
02:51Bageecha ke beech mein usne ek minar banwai
02:54aur bageecha ke chaaro aur itni uchi diwaar banwai
02:57ke sirf sooraj ki roshni hi andar aa sake.
03:00Bageecha ko teen azeem fatakon se band kiya gaya.
03:04Bageecha ko teen bade bade darwazon se band kiya gaya
03:07taaki koi bhi insaan us kile ke andar daakhil na ho sake.
03:11Aur isi minar mein hi shehzadi badi hui.
03:15Woh is bageecha ko chhodna chahati thi
03:17aur diwaar ke us paar ki duniya dekhna chahati thi.
03:20Woh udaas thi, usse apne dil mein zara bhi khushi mehsoos nahi hoti thi.
03:24Woh pariyon ke kisse padhti thi
03:26aur unhi kisson mein kahin kho jati thi.
03:29Par usse Rapunzel ka kissa behat basant tha
03:32kyonki woh bhi ussi ki tarah minar mein kaib thi.
03:41Humne tumse kitni martaba kaha hai
03:43ki tum is minar ke bahar nahi jaa sakti ho.
03:48Tum par toh baddua naazil hai.
03:52Meri bachchi daina.
03:55Tum par baddua naazil hai.
03:58Ammi, hum yeh yaqeen se kaise kaise kaisa pe hai ki woh ek baddua hai.
04:02Aapko pata hai na pariya zyadatar paheliyon mein baat karti hai.
04:05Isiliya zaruri nahi ki woh shehzada haqiqat mein bura insaan hoga.
04:12Iska aur kya matlab ho sakta hai, Diana?
04:16Mujhe nahi pata.
04:17Par yeh maal lena bhi galat hoga ki yeh bura sirf isliye hai
04:20kyunki mujhe samajh nahi aa raha hai.
04:22Aur abbu, main aise kaif kyu rahun?
04:24Bas isliye kyunki ek shehzade ke paas ajeeb dil hai.
04:27Bas bohot hua, Diana.
04:29Kya tum pyali ko mes par theek se nahi rak sakte ho?
04:34Moafi, bacha salamat.
04:37Moafi meri jyoti. Dafa ho jao.
04:40Abbu, yeh iski galti nahi hai. Yeh aapki galti thi.
04:44Tumhari himmat kaise hui?
04:46Aapne hi chai girai thi.
04:48Diana, apne abbu se is tarah pesh aate hain kya?
04:52Maafi chahati hun, ammi.
04:53Abbu, main aapko be-izzat nahi karna chahati thi.
04:55Baadshah hone ke naate aapko hamare desh ke kanun ka kamil hona chahiye.
04:59Aap khud ki galti ke liye doosron par ilzaan kaise laga sakte hain?
05:03Oh, Diana.
05:13Main apne abbu ki yor se aap se maafi chahati hun.
05:15Samajhne ki koshish kije.
05:17Wo meri hifazat ke liye parishaan hai.
05:19Oh, nahi.
05:21Shehzadi sahiba, mehrbani karke mujhe maafi na maange.
05:24Aap bahot neeg dil ho.
05:26Bahot bahot shukriya.
05:28Is saltanat se thodi hi jayega.
05:31Is saltanat se thodi hi jayega.
05:33Ek shehzada duniya dekhne ke liye apne ghode par sawari kar raha tha.
05:38Ek roz, jaise hi wo jangal se guzar raha tha, usne ek buzur gaadmi ko dekha.
05:43Wo bahot hi bimaar lag raha tha.
05:46Kya baat hai, huzoor?
05:48Main apne ghar kaise pahuchu, jo us pahad par hai.
05:52Kyuki is dhoop ki wajah se mujh mein zarabi himmat nahi bachhi hai chudhne ki.
05:57Main aapko apne ghode par le jaunga?
06:00Oh nahi, pahad bahot hi buland hai.
06:03Tumhara ghoda chadhai nahi kar paayega.
06:06Toh phir main aapko peeth par utha kar aapke ghar le jaunga.
06:09Aur shehzade ne bilkul wahi kiya.
06:14Oh, shehzade, tum waqay mein ek neeg dil insaan ho.
06:18Is ahsaan ke badle mein main tumhe ek raaz batana chahta hu.
06:23Tumhare aane wale dino mein main bahot museebate dekh raha hu.
06:27Par saath hi, ek bekhauf dil wali shehzadi tumhe bachhalegi.
06:31Wo neek bhi hai aur bahadur bhi.
06:34Aur wo tumhari sachhi humsafar banegi.
06:37Bozork aadmi ne shehzade ko bataya,
06:40ki usse shehzadi ko dhoondne ke liye kahan par jaana hoga.
06:43Aur usne yeh bhi bataya,
06:44ki shehzadi ka bekhauf dil hi apna taarruf khud kar dega.
06:48Toh shehzada kayi dino tak safar karta raha.
06:52Wahan shehzadi ke mehel mein,
06:54us raat ek ajeeb mehmaan ne dastak di.
06:56Hello shehzadi.
06:58Are aap?
07:00Aap meri bali kaafila hai.
07:02Oh! Tumne mujhe pehchaan liya?
07:04Maine aapke baare mein bahot kuch suna hai.
07:07Tumne suna hai?
07:08Mere baare mein?
07:09Ya meri baddua ke baare mein suna hai.
07:12Kya tum usse naaraaz nahi ho?
07:15Bhala main aapse naaraaz kyu rahun?
07:17Mera maana hai ki apne aapme hi na toh koi baddua hoti hai,
07:20aur na hi koi rahmat hoti hai.
07:22Waqt aa gaya hai ki tum apne mustakbil ko gale lagao.
07:26Uske liye tumhe is mehel ko chhodna hoga.
07:30Kaash!
07:32Main tumhari pari kaafila hoon.
07:34Agar koi bhi musibat aaye toh mujhe yaad karna.
07:37Theek hai?
07:38Yeh aaj raat ke liye,
07:39thoda sa jaadu le jaao.
07:41Tumhe zarurat padegi, samjhi.
07:44Jaadu?
07:45Yaad rakhna.
07:47Jaadu sirf unke liye kaam karta hai,
07:49jo iska sahi istemaal karte hai.
07:52Toh uss raat,
07:54Dayana bagiche mein sehar ke liye nikal padi.
07:56Un jaadui patharon ko saath liye.
07:59Achanak mehel par ek kohra chha gaya.
08:02Yeh sab kya hoon raha hai?
08:04Achanak Dayana ke aage ek ajeeb si roshni naazil hoi.
08:08Aur usne usse peechhe aane ke liye kaha.
08:11Toh uss raat,
08:13Dayana bagiche mein sehar ke liye nikal padi.
08:16Un jaadui patharon ko saath liye.
08:18Achanak mehel par ek kohra chha gaya.
08:20Aur usne usse peechhe aane ke liye kaha.
08:23Aao, aao Dayana,
08:27roshni ke peechhe aao,
08:30apne mastakbil ki aur badho.
08:36Dayana ne uss roshni ka peechha kiya.
08:39Maujizana tohr par,
08:41bagiche ke teenon fatak uske liye khul gaye.
08:44Haan?
08:48Dayana ko yeh ahsaas hua,
08:50yeh jo sipahi darwaze par pehra de rahe the,
08:52wo usse nahi dekh sakte the.
08:54Toh iska matla pari kafila sachme jaadi hai ki mehel ke bahar chali jaao.
08:58Apne mustakbil ko gale lagao.
09:01Kohre ko paarkar Dayana uss roshni ka peechha karti rahi.
09:04Aur mehel ke bahar pahunch gayi.
09:06Bahar jaate hi mehel ke darwaze band ho gaye.
09:08Aur wo uss roshni ka peechha karte karte,
09:11jangal ke andar chali gayi.
09:13Aur wo jangal me khadi thi ke roshni chaand ke andar gayab ho gayi.
09:16Apni zindagi mein pehli baar shehzadi uss mehel ke bahar aayi thi.
09:20Aur wo sab kuch dekh hairaan thi.
09:23Ya bahar ki duniya aesi lagti hai?
09:26Yeh toh behat khubsurat hai.
09:29Dayana kaafi der tak jangal ke beechhi khadi rahi.
09:32Chaand ko mehsoos karte hue.
09:35Aur raat ki khushbu aur aawaz ko mehsoos karte hue.
09:39Achanak usne ek ajeeb aawaz suni.
09:42Usne dekha ke,
09:43Kuch log ek baag ke peethe bade hai.
09:46Unke haathon me teer aur kamaan tha.
09:48Aur wo hamle ke liye tayyaar tha.
09:50Wo pechara baag unse bhaagne ki koshish kar raha tha.
09:54Aur wo ek talaab ke paas jaa kar ruk gaya.
09:57Shehzada jo paas mein hi so raha tha.
10:00Usne bhi uss baag ki aawaz ko suna.
10:02Aur wo uss aawaz ki taraf bada.
10:07Rukku!
10:09Rukku!
10:11Rukku! Isse mat maaro.
10:13Is bechara jaanwar ko jaane do.
10:15Raaste se hat jao.
10:17Is baagne hamare logon par hamla kiya hai.
10:19Toh phir apne zameen ke aage ek deewar bana do.
10:22Par is bechara jaanwar ko jaane do.
10:24Apne teer kamaan neeche rag do. Abhi.
10:26Yeh tumhari shehzadi hai.
10:28Is par hamla karne ki surat mat karna.
10:30Kya? Sachme?
10:40Tumhe kaise pata main kaun hoon?
10:42Mujhe bataya gaya tha ki ek bekhauf dil wali shehzadi isi saltanat mein rehti hai.
10:46Aur tum kaun ho?
10:48Main hoon Edwin. Greenland ka shehzada.
10:50Ek saltanat jo pahadon ke paar hai.
10:52Maine aisi benafsi aur bahaduri aaj tak nahi dekhi hai shehzadi.
10:56Aur tum yaha kya kar rahe ho shehzade Edwin?
10:59Main ek saath tak duniya ki seher karna chahata tha.
11:01Aur jahan zarurat ho waha madad karna chahata tha.
11:03Abhi abhi tumne meri madad ki hai.
11:05Shukriya.
11:07Kya tum mere saath seher par chalna chahogi?
11:08Beshag, kyu nahi?
11:10Jaise jaise wo aage badhe, unhe ahsaas hi nahi hua ki wo us khatarnak jungal ki aur badh rahe hain.
11:16Jo us sahir ka hai, jiske paas teen dragons hai.
11:19Sahir logon ko yuhi pareshan karta tha.
11:21Aur shaukya tohr par unpar jaadu ka istimaal karta tha.
11:25Usne crystal ball mein shehzada aur shehzadi dekh liye the.
11:29Toh usne ek usurk aajni ki shakl ikhtiyar ki.
11:31Is jungal ki seher karna mana hai, kyuki yeh us teen dragon wale sahir ka hai, jo kaala jaadu karta hai.
11:40Oh.
11:42Kyu nahi aaj raat tum meri choti si kutiya mein bita lo.
11:46Kal subah tum ja sakte ho.
11:48Kyuki subah hote hi uski kuvat kamzor par jati.
11:52Aur is tarah wo sahir jo logon karte hai.
11:54Usne shehzade aur shehzadi ko gumrah kiya.
11:57Aur apne ghar le gaya.
11:59Wahapar jab unhone uske daravne ghar mein khaufnag masnoi ko dekha.
12:04Shehzade ka dil thodi der ke liye khauf se bhar gaya tha.
12:08Aur sahir isi mauke ka intazaar kar raha tha.
12:11Kyuki uske jaadu tone ko kaam karne ke liye usse khauf ki zarurat thi.
12:15Yeh kitni daravni jagat hai.
12:17Toh sahir ko tohr karte hai.
12:18Yeh kitni daravni jagat hai.
12:20Haan, ajeeb hai aur mujhe yeh daravna nahi lagta hai.
12:23Sahir ne unh dono par ek jaadu tone nazil kiya.
12:27Par aisa lag raha tha,
12:29ki jaise uska asar sirf shehzade par hi hua hai.
12:33Kyuki Dayana ko khauf nahi tha,
12:36jaadu ka asar usper nahi hua.
12:40Us jaadu tone ki wajah,
12:42shehzade ka dil thodi der ke liye
12:44khauf se bhar gaya tha.
12:46Us jaadu tone ki wajah se,
12:48shehzade patthar mein tabdil ho gaya.
12:50Dayana satte mein aa gayi.
12:52Par yeh dekh kar ke jaadu ka asar Dayana par nahi hua,
12:55sahir aur bhi zyada satte mein aa gaya.
12:58Aakhar tum par yeh jaadu ka asar kyon nahi hua shehzade?
13:03Hazaro saalo tak aisa koi nahi tha,
13:07jis par mere jaadu ka asar na hua ho.
13:11Achanak, sahir ka tehkhana tootne laga.
13:15Shehzadi apne shehzade ko patthar bante dekh kar
13:18udas ho gayi thi.
13:20Par wo bekhauf shehzadi ko yaad aaya
13:22unkaali pattharo ke baare mein
13:24jo pari kafila ne usse diye the.
13:26Usne usme se ek patthar diya
13:28aur Rajkumar ke jism ko chhua.
13:30Aur deere deere patthar pighalne laga
13:33aur wo Rajkumar wapas zinda ho gaya.
13:36Ussi samay, suraj ki pehli roshni aayi
13:40aur usne hazaro pattharo ko dekha
13:42aur usse ahsaas hua
13:43ki yeh wahi log hai
13:45jine sahir ne patthar mein tabdil kiya tha.
13:48Ab mere paas bas ek hi patthar baaki hai
13:51aur abhi hazaro logon ko bachana bhi baaki hai.
13:54Meri madad karo pari kafila,
13:56ab mein kya karo?
13:58Us patthar ko lekar sahir ke crystal ball ko chhuo
14:01par usse pehle,
14:03o shehzade,
14:05us sahir ko crystal ball tak lekar jao
14:07aur usse theesre dragon ke paas baand do.
14:10Shehzade aur shehzadi ne aisa hi kiya
14:11jaise hi daina ne patthar se crystal ball ko chhua
14:14us crystal ball se paani behne laga
14:17aur paani chaar aur bhar gaya
14:19aur jaise hi paani ne murtiyon ko chhua
14:21sabhi log wapas zinda ho gaye.
14:25Aur jaise jaise sabhi log zinda hone lage
14:28sahir dheere dheere patthar mein tabdil hone laga
14:31aur ab isi tarah wo zindagi bhar rahega.
14:34Shehzade aur shehzade ka bahot paas shukriya
14:37aapko na hamar bhaj bachana hai.
14:42Shehzadi daina aur shehzada
14:44wapas daina ke mahal me chale gaye.
14:46Baadshah salamat,
14:48main aapki beti shehzadi daina se nikah karna chahata hoon.
14:50Par kya tumhe pata hai ki meri beti par baddua nazil hai
14:53aur uska nikah benoor dilwale shehzade ke saath hi hoga.
14:56Kya, kya kaha aapne?
14:58Kya aap ek baar phirse wo naam daharayengi?
15:01Benoor dilwala shehzada,
15:03meri beti se...
15:05Rani sahiba,
15:07main hi hoon wo benoor dilwala shehzada.
15:09Kya?
15:11Main hi hoon wo benoor dilwala shehzada samajhte hain
15:13jo logon ki zindagiyon me pyaar,
15:15ummeed,
15:17aur khoi hui khushiyon ka noor lata hai.
15:19Wo kehte hain ki main benoor dilon me noor lata hoon
15:21aur isi liye wo mujhe benoor dilwala shehzada kehte hain.
15:23Kuch saalon pehle,
15:25yehi taufa unhone mujhe diya tha.
15:27Is minar mein kehd hokar,
15:29main ne ummeed aur khushi ka noor hi khodiya tha
15:31aur isliye pari kafila ne mujhe tum tak bhojaya.
15:33Main ne aapse kaha tha na,
15:35humein se baddua nahi samajhna chahiye.
15:36Yeh ek baddua ho sakti thi Dayana,
15:38agar tum us baag ke liye,
15:40nek dil aur us sahir ke liye
15:42be khauf nahi hoti.
15:44Mujhe maaf kare,
15:46kyunki naam ki tafreeb mein
15:48maine aapki besti ki thi.
15:50Main nadaan aur kam zarf thi,
15:52meharbani karke mujhe maaf karde.
15:54Peshak pari kafila ne malika ko maaf kar diya
15:56aur benoor dilwale shehzade
15:58aur shehzadi Dayana ka nikah ho gaya.
16:00Peshak pari kafila ne malika ko maaf kar diya
16:02aur benoor dilwale shehzade
16:04aur shehzadi Dayana ka nikah ho gaya.
16:06Aapkarna hi janat e sabat sanghe
16:08aur woh razi khushi rehne lage.
16:10Aun isliye kehte heein,
16:12agar hum ek nek dil shaksh hai,
16:14jo hamesha se sahi cheezein
16:16aur doosron ki madat karte hu,
16:18aur agar hum be khauf hai,
16:20toh hum burhi halaat ko bhi
16:22tek rahmat mein badal sakte hai.
16:36you