00:00Aaj kal bahut se log social media par ayudhya baalon ko ulta seedha bol rahe hain, gaali bak rahe hain, troll kar rahe hain,
00:07ki ayudhya mein chunao haar gaye, isko lekar ayudhya ko gaali bak rahe hain, ayudhya baasiyon ko gaali bak rahe hain.
00:12Bhaiya, hum jaada kuch nahi kahte hain, chunao ke baare mein ya raajneeti ke baare mein toh hum nahi bolte hain.
00:17Itna kahe sakte hain, ki ayudhya baale Ram ji ko bade priye hain.
00:21Are, jaha Ram ji prakat ho, Ram ji ko, ati priye mohe abad ke baasi, Ram ji suyam kahte hain, hume ayudhya ke baasi bade priye hain.
00:29Bharat ke log, jitne log humare is video ko dekhenge, hum praatna karna chahete hain, apni aap media par, social media par,
00:35koi aisa keh rahe hain, duniya daari keh rahe hain, naag kata di, duniya daari.
00:38Chunao mein haarna jeetna hain, bura na manna.
00:40Hindutv kabhi haarta nahi hain, hindutv toh humesa seekhta hain.
00:45Hindutv ya toh jeetta hain, ya seekhta hain.
00:48Hindutv kabhi haarta nahi hain, par ayudhya baasiyon ko gaali nahi dena chahiye.
00:52Hum kisi ke paksh mein ya bhipaksh mein nahi hain, par bhaiya, hume aisa lagta hain, sat baat bhi hain, sat bhi hai ye,
00:59ayudhya ke baasiyon se, Ram ji bada prem karte hain, Raghunath ji bada prem karte hain, Ram ji ayudhya baasiyon se bada prem karte hain,
01:06hume aisa lag raha, agar aap ayudhya baasiyon ko gaali doge, bhagwan ko bada kasht ho ga, Ram ji ko bada kasht ho ga,
01:14haar jeet toh lagi rehti, sunao hain, koi jeetta hain, koi haarta hain, par hindutv kabhi nahi haarta hain.