Ek do teen chaar paanch chhe saat Aath nau das gyarah barah terah
Tera karoon Tera karoon din gin gin ke intezar Aaja piya aai bahaar Tera karoon din gin gin ke intezar Aaja piya aai bahaar
Ek do teen chaar paanch chhe saat Aath nau das gyarah barah terah
Chaudah ko tera sandesa aaya Chaudah ko tera sandesa aaya Pandrah ko aaunga yeh kehlaya Chaudah ko aaya na pandrah ko tu Tadpa ke mujhko toone kya paya
Solah ko bhi Solah ko bhi solah kiye the singar Aaja piya aayi bahaar
Tera karoon din gin gin ke intezar Aaja piya aai bahaar Ek do teen chaar paanch chhe saat Aath nau das gyarah barah terah
Satrah ko samjhi sang chhoot gaya Athra ko dil toot gaya Ro ro ghuzara maine sara unnis Bees ko dil ke tukde huye bees
Phir bhi nahi Phir bhi nahi dil se gaya tera pyar Aaja piya aayi bahaar
Tera karoon din gin gin ke intezar Aaja piya aai bahaar Ek do teen chaar paanch chhe saat Aath nau das gyarah barah terah
Ikkis beeti, bayis gayi Teyis ghuzari, chaubees gayi Pachis chhabbis ne mara mujhe Birha ki chakki mein main piss gayi
Din bas Din bas maheene ke hain aur chaar Aaja piya aayi bahaar
Tera karoon din gin gin ke intezar Aaja piya aai bahaar Ek do teen chaar paanch chhe saat Aath nau das gyarah barah terah
Din bane hafte re hafte maheene Mahine ban gaye saal Aake zara tu dekh to le Kya hua hai mera haal
Diwani dardar main phirti hoon Main jeeti hoon na main marti hoon Tanhayi ki raatein sehti hoon Aaja aaja aaja aaja aaja Aaja ke din ginti rehti hoon
--------------------------------------------------------------------------------- Tags : #Nayan_Gondaliya ek do teen baaghi 2, ek do teen new song, ek do teen char paanch che saath aath nau dus gyarah, ek do teen char balaji ki jai jaikar, ek do teen char paanch che saath aath nau dus gyarah barah tera, ek do teen char kawadiye aage haridwar, ek do teen remix, ek do teen char bhole teri jai jaikar, ek do teen dance, ek do teen sher bajaye been, ek do teen, ek do teen song, ek do teen jacqueline, ek do teen char paanch che saath aath nau dus, ek do teen aaja mausam hai rangeen, ek do teen anil kapoor, ek do teen baaghi 2 full song, ek do teen baba tajuddin, ek do teen char baaghi2, ek do teen char, ek do teen char paanch che saath, ek do teen char dj, ek do teen char song, ek do teen chaar teri kamar pe mera hath, ek do teen dj song, ek do teen jacqueline song, ek do teen karaoke, ek do teen madhuri, ek do teen male, ek do teen new song jacqueline, ek do teen new song baaghi 2, ek do teen song baaghi, ek do teen teaser, ek do teen trailer, ek do teen tezaab ----------------------------------------------------------------------
Song Credit :
Song: Ek Do Teen Singer: Shreya Ghoshal Music Recreated By Sandeep Shirodkar Original Music: Laxmikant P
Comments