Skip to playerSkip to main content
  • 8 years ago
Rani Padmavati Ki Story By Akhtar Malik
Rani Padmini Story in Hindi | रानी पदमिनी की कहानी | Rani Padmavati
The Saga Of Love, Hate, Betrayal & Death : Rani Padmavati (Rani Padmini) & Ala-Ud-Din Khilji
रानी पद्मिनी, चित्तौड़ की रानी थी। रानी पद्मिनि के साहस और बलिदान की गौरवगाथा इतिहास में अमर है। सिंहल द्वीप के राजा गंधर्व सेन और रानी चंपावती की बेटी पद्मिनी चित्तौड़ के राजा रतनसिंह के साथ ब्याही गई थी। रानी पद्मिनी बहुत खूबसूरत थी और उनकी खूबसूरती पर एक दिन दिल्ली के सुल्तान अलाउद्दीन खिलजी की बुरी नजर पड़ गई।

Sultan Alauddin Khilji, the Sultan of Delhi also heard about her beauty and attacked Chittor to obtain her. Before Alauddin Khilji could capture Chittor, Rani Padmini and her companions committed Jauhar.

Padmavati was an exceptionally beautiful princess of the Chittor. Wife of Raja Ratan Sen, the Rajput ruler of Chittor.
https://youtu.be/cr0AQWg6bBA
Rani Padmavati ke pita ka naam Gandrvsen or mata ka naam Champavati tha. Raja Gandrvsen sinhal prant ke raja the jo ki ab srilanka mai hai.

Rani Padmavati ka vivah Raja Rawal Ratan Singh ke saath hua, Rani Padmavati unki dusri patni thi Ratan singh ki pehli patni ka naam Nagmati tha.


Raja Ratan Singh ke darbar mai ek sangeetkar tha, jiska naam Raghav chetan tha , Raghav Chetan ek jadugaar bhi tha jiski khabar kisi ko nahi thi, wo apni is pratibha ka durupyog krta tha, ek din Raghav Chetan ke buri aatmao ko bulane karya range hatho pakdha gya. is baat ka pta chalne par Raja ratan singh ne use kathor dandh diya.

Is baat ka badla lene ke liye Raghav Chetan ne Alauddin Khilzi ko Chittor par akrman krne ke liye bhadhkaya. Alauddin Khilzi ne Chittor par akrman kiya, Raja Ratan Singh apni praja ki suraksha ke liye sultan ke sipahiyon se ladhte huye veergati ko prapt ho gye.


My youChannel :https://youtu.be/cr0AQWg6bBA
My Youtube Channel: Diksha Ics

Category

📚
Learning
Be the first to comment
Add your comment

Recommended