Mera Dil Badal De Naat by Waseem Badami Mera Dil Badal De Naat by Waseem Badami
Mera Dil BaDal Dai Lyrics: BaDal De Dil ki Duniya Dil baDal Dai Mera Ghaflat mein Dooba Dil baDal Dai Hawa-o-Hirs wala Dil baDal Dai Mera Ghaflat mein Dooba Dil baDal Dai BaDal De Dil ki Duniya Dil baDal Dai KhuDaia Fazl farmaa Dil baDal Dai Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun BaDal Dai Mera rasta Dil baDal Dai Sunoun Main naam Tera Dharkanon Main Maza aajaye Maula Dil baDal Dai Hataaloun aankh apni Maa-siwa say Jiyoun Mein Teri khatir Dil baDal Dai Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan Tu apna ghum ata kar Dil baDal Dai Sehal farmaa musalsal yaaD apni KhuDaia Reham farmaa Dil baDal Dai Para houn Teray Dar par Dil shikasta Rahoun kyu Dil shikasta Dil baDal Dai Tera hojaoun itni arzoo hay Bas itni hay tamanna Dil baDal Dai Meri faryaaD sunlay Meray Maula Banalay apna banDa Dil baDal Dai
Na'at (Urdu: نعت, translit. na‘t) refers to poetry in praise of the Islamic prophet Muhammad. The practice is popular in South Asia (Bangladesh, Pakistan and India), commonly in Pashto, Bengali, Urdu or Punjabi language. People who recite naat are known as naat khawan or sana'a-khua'an. Exclusive "praise to Allah" and Allah alone is called Hamd, not to be confused with 'Naat', which contains "praise to the prophet Muhammad". In Arab countries, lyrics and praises said for the Muhammad are called Nasheeds.
Be the first to comment