suraj ka ishk din se chanda ka rat se suraj ka ishk din se chanda ka rat se badal ka barisho se hotho ka bat se apna ishk hai aise jaise khuda ki khudai nahi aayegi judai suraj ka ishk din se chanda ka rat se badal ka barisho se hotho ko wad se apna ishk hai aise jaise khuda ki khudai ho nahi aayegi judai suraj ka ishk din se
jabse bani ye dunia tab ki ye reet hai janmo se mere lab pe tera hi geet hai jabse bani ye dunia tab ki ye reet hai janmo se mere lab pe tera hi geet hai tera nam leke jagu tera nam leke sou mai to rat din bulbul ka ishk gul se khusbu ka pawan se ho bulbul ka ishk gul se khusbu ka pawan se parwat ka ghatao se sanso ka tan se apna ishk hai aise jaise khuda ki khudai nahi aayegi judai suraj ka ishk din se
tera hi naam leke dil ye dhadakta hai jab tujhe dekhta hu chain mujhe aata hai tera hi naam leke dil ye dhadakta hai jab tujhe dekhta hu chain mujhe aata hai jab baho me tu dole kuch kano me tu bole darta hai jiya dhadkan ka ishk dil se phulo ka chaman se dhadkan ka ishk dil se phulo ka chaman se aankho ka sapno se dharti ka gagan se apna ishk hai aise jaise khuda ki khudai ho nahi aayegi judai suraj ka ishk din se chanda ka rat se badal ka barisho se hotho ka bat se apna ishk hai aise jaise khuda ki khudai nahi aayegi judai ho nahi aayegi judai nahi aayegi judai ho nahi aayegi judai..(Tanhaiii)
Be the first to comment